% ISB File: PaheliNazar_1945.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dil jalataa hai to jalane de}% 
\film{Pahli Nazar}%
\year{1945}%
\starring{Motilal}%
\singer{Mukesh}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Aah Sitapuri}%

% Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@ics.uci.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% First song of Mukesh

\printtitle 
#indian 

dil jalataa hai to jalane de 
aa.Nsuu nA bahaa fariyaad nA kar 
dil jalataa hai to jalane de 

tU paradaa nashii.n kA aashiq hai 
yuu.n naam\-e\-vafaa barabaad nA kar 
dil jalataa hai to jalane de 

maasuum najar ke tiir chalaa 
bismil ko bismil aur banaa
ab sharm\-o\-hayaa ke parade me.n 
yuu.n chhup chhup ke bedaad nA kar 
dil jalataa hai to jalane de 

ham aas lagaaye baiThe hai.n 
tum vAdaa karake bhuul gaye 
yA suurat aake dikhaa jaao 
yA kaha do hamako yaad nA kar 
dil jalataa hai, dil jalataa hai, dil jalataa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{le ga_e pahaluu se dil chorii chorii allaah qasam}%
\film{Paheli Nazar}%
\year{1945}%
\starring{Motilal, Veena, Munawwar Sultana, B Pendharkar, Bibbo, Balakram, Cuckoo}%
\singer{Roshanara Begum, Chorus}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Aah Sitapuri}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.anilbiswas.com
% Credits: Dhananjay Naniwadekar, Urzung Khan
% Kosh does not mentions the name of Roshanara Begum

\printtitle
#indian

le ga_e pahaluu se dil chorii chorii
allaah qasam
hamako to luuT liyaa zoraa zorii
allaah qasam
le ga_e pahaluu se dil chorii chorii
allaah qasam

minnate.n kar ke thake
minnate.n kar ke thake ruuThanaa bekaar hu_aa \-2
laakh samajhaayaa magar wo na wafaadaar hu_aa \-2
taubaa taubaa
taubaa dil dete the ham tujhako kabhii
allaah qasam

hamako to, hamako to
hamako to luuT liyaa zoraa zorii
allaah qasam
le ga_e pahaluu se dil chorii chorii
allaah qasam

jab kisii ghat se use apanaa banaaye naa banaa \-2
aur chaahaa ke bhulaa de.n ke bhulaa de.n
aur chaahaa ke bhulaa de.n to bhulaaye naa banaa \-2
kaisii ye ju.D ga_ii Dorii se Dorii
allaah qasam

hamako to, hamako to
hamako to luuT liyaa zoraa zorii
allaah qasam
le ga_e pahaluu se dil chorii chorii
allaah qasam
le ga_e pahaluu se dil chorii chorii
allaah qasam

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pahalii nazar kaa tiir re lagaa}%
\film{Paheli Nazar}%
\year{1945}% 
\starring{Veena, Moti Lal}%
\singer{Naseem Akhtar, Mukesh}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Aah Sitapuri}%

% Contributor: <Urzung Khan>, 18 Mar 2005

\printtitle
#indian

Naseem:
pahalii nazar kaa tiir  
re lagaa pahalii nazar kaa tiir
ho lagaa pahalii nazar kaa tiir
allaah lagaa pahalii nazar kaa

dil thaa naazuk TuuT gyaa vo
dil thaa naazuk TuuT gyaa vo
un kii kyaa taqasiir
ho lagaa pahalii nazar kaa \threedots

ho 
laakh sa.nbhaalaa mai.n ne jii ko
aa.nkho.n ne chhup ke, chhup ke, chhup ke dekhaa kissii ko
dekhaa kissii ko
laakh sa.nbhaalaa mai.n ne jii ko
aa.nkho.n ne chhup ke, chhup ke, chhup ke, dekhaa kissii ko
dekhaa kissii ko
dil me.n banii tasaviir
dil me.n banii tasaviir
ho lagaa pahalii nazar kaa tiir \threedots

Mukesh:
ishq kii mannaa bar aane do
gangaa jamunaa mil jaane do
mil jaane do
ishq kii mannaa bar aane do
gangaa jamunaa mil jaane do
jaag uThe taqadiir 
jaag uThe taqadiir
ho lagaa pahalii nazar kaa tiir
re lagaa pahalii nazar kaa tiir
ho lagaa pahalii nazar kaa tiir
allaah lagaa pahalii nazar kaa tiir

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tay kar ke ba.Dii duur kii purapech Dagariyaa}%
\film{Pehli Nazar}%
\year{1945}%
\starring{Motilal, Veena, Munawwar Sultana, B Pendharkar, Bibbo, Balakram, Kukku}%
\singer{Mukesh}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Dr Safdar 'Aah'}%

% Contributor: dhananjay naniwadekar
% Date: 10 Aug 2003
% Credits: UVR
% Comments: Anilda Series
% 'The OTHER Song' Theme / pahalii nazar
% Mukesh's OTHER solo in 'Pehli Nazar'

\printtitle
#indian

tay kar ke ba.Dii duur kii purapech Dagariyaa
ai ishq chale aae hai.n ham terii nagariyaa

laharaae.n hawaa_o.n me.n hasiino.n ke dupaTTe
aae hame.n lene ke li_e tirachhii nazariyaa

ho saamane saj dhaj ki_e maashuuq se majame
sab aake kahe.n aa_o mere baa.Nke sa.Nvariyaa

parades se ik aayaa hai dil bechane waalaa
ai husn terii aaj to khul jaa_e bajariyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
