% ISB File: Paighaam_1959.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{kahaa.N hai.n ham ye aaj ... ijaazat ho to ham aa_e.N}%
\film{Paighaam}%
\year{1959}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Rajkumar,  Pandhari Bai, Motilal}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Pradeep}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10089 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa \:	kahaa.N hai.n ham ye aaj mat puuchho ek jhuuThaa dilaasaa hai
	hame.n mat is tarah Taalo hamaaraa pyaar pyaasaa hai

	javaanii ke akelepan kii gha.Diyaa.N hamako naa bhaa_e.N
ra \:	ijaazat ho to ham aa_e.N
aa \:	hamaarii bhii ye hasarat hai kisii kaa pyaar ham paa_e.N

	kisii ke paas hai.n ham to magar hai ab talaq ye duurii
ra \:	huqm de do to ham kar de.n tumhaarii ye kamii puurii
aa \:	agar tumasaa mile ko_ii to ham jannat ko Thukaraa_e.N
ra \:	ijaazat ho to ham aa_e.N \threedots

aa \:	ye dha.Dakan kyuu.N ye ta.Dapan kyuu.N dard miiThaa saa kyaa hai ye
ra \:	jo ab maano to ham kah de.n javaanii kii sazaa hai ye
aa \:	binaa kaaraN ye zurmaanaa ajii ham kyuu.N na ghabaraa_e.N
ra \:	ijaazat ho to ham aa_e.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaise manaa_e.N diivaalii ... baarah mahiine diivaalaa}%
\film{Paighaam}%
\year{1959}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Rajkumar,  Pandhari Bai, Motilal}%
\singer{Rafi}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Pradeep}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10090 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

kaise manaa_e.N diivaalii ham laalaa apanaa to baarah mahiine diivaalaa
ham to hu_e dekho Than Than gopaalaa
apanaa to baarah mahiine \threedots

duniyaa ye baabuu ba.Dii besharam are karatii hai cha.mpat paraa_ii rakam
chalato.n ne kar lii hai muTThii garam bilkul hii ulluu ke paTThe hai.n ham
hamaare se to achchhaa hai bani_e kaa saalaa
apanaa to baarah mahiine \threedots

mar\-mar ke ham roz mehanat kare.n aur yaaro.n ko dekho tijorii bhare.n
din\-raat ham to gulaamii kare.n phokaT me.n ye saa.nD chare.n
banake hamaare ho.nTho.n pe taalaa
apanaa to baarah mahiine \threedots

ham to khicha.Dii hii khaate rahe are halavaa lafa.nge u.Daate rahe
ham muft me.n jhaa.Duu lagaate rahe ga.ngaa me.n gadhe nahaate rahe
daataa terii akl ko hai kaay jhaalaa
apanaa to baarah mahiine \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
