% ISB File: PaisaVasool_2003.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{##Helen's Dance mix##}%
\film{Paisa Vasool}%
\year{2003}%
\starring{Manisha Koirala, Sushmita Sen, Makrand Deshpande}%
\singer{Swastika, Vivek Mushran, Pandit Sukhdev Chaturvedi}%
\music{}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11815 [V S Rawat]
% Producer: Moving Images, Manisha Koirala
% Director: Srinivas Bhashyam
% Audio: Times Music, India www.timesmusic.com
% Cassette: TCIFI 014V, Cost: Rs 55/-
% Produced and Remixed: Jayanta Pathak

\printtitle
#indian

##monica, o my darling##

piyaa tuu ab to aa jaa
sholaa saa man dahake aa ke bujhaa jaa
tan kii jwaalaa ThaNDii ho jaaye aa ke bujhaa jaa

##monica, o my darling## \-2

pyaase\-pyaase in mere labo.n ke liye
tere ho.nTho.n ne hazaar vaade kiye
bhuulane vaale ko_ii jiye to kaise jiye

piyaa tuu ab to aa jaa
sholaa saa man dahake aa ke bujhaa jaa
tan kii jwaalaa ThaNDii ho jaaye aa ke bujhaa jaa

##monica, o my darling##

aa jaan\-e\-jaa.N \-2
aa meraa ye husn javaa.N javaa.N javaa.N
tere liye hai aas lagaaye o zaalim aa jaanaa
aa jaan\-e\-jaa.N

ye meraa dil yaar kaa diiwaanaa \-2
diiwaanaa diiwaanaa pyaar kaa parawaanaa
aataa hai mujhako pyaar me.n jal jaanaa
mushaqil hai pyaare teraa bach ke jaanaa
ye meraa dil yaar kaa diiwaanaa \-2

dil vo chaahe jise chaahe jise use paaye
pyaar vo yaar ke jo naam pe hii miT jaaye
jaan ke badale me.n jaan luu.N nazaraanaa
ye meraa dil yaar kaa diiwaanaa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{baiThii thii mai.n ... mai.nne sayyaa.N se kii ##demand##}%
\film{Paisa Vasool}%
\year{2003}%
\starring{Manisha Koirala, Sushmita Sen, Makrand Deshpande}%
\singer{Ila Arun}%
\music{Bapi-Tutul}%
\lyrics{Sandeep Nath}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11812 [V S Rawat]
% Producer: Moving Images, Manisha Koirala
% Director: Srinivas Bhashyam
% Audio: Times Music, India www.timesmusic.com
% Cassette: TCIFI 014V, Cost: Rs 55/-

\printtitle
#indian

baiThii thii mai.n kaajal meha.ndii aur laalii lagaaye
sai.nyaa jii itaraa ke aaye mu.Nh me.n paan dabaaye
maine sai.nyaa se 
maine sai.nyaa se kii ##demand## ke jhaT se baajaa baje re
maine sai.nyaa se kii ##demand## jhaT se baajaa baje
haay

( siine me.n beqaraarii thii
mai.n so_ii thii naa jaagii thii
kaaTe naa kaTatii thii raate.n ) \-2
sai.nyaa jii jhuum ke aaye
jo hukke ko sulagaaye
a.ndhere me.n dhokhe se khaTiyaa me.n aag lagaaye
maine sai.nyaa se
maine sai.nyaa se kii ##demand## thar\-thar damakal chale
maine sai.nyaa se kii ##demand## ke thar\-thar damakal chale
haay

( jo paanii me.n nahaa_ii thii
mai.n tho.Dii sii lajaa_ii thii
bahakii hu_ii thii ye saa.Nse.n ) \-2
sai.nyaa jii jhuum ke aaye
aur takiye pe Tek lagaaye
phir than se jaane kyaa hu_aa khaTiyaa hii Duubii jaaye
maine sai.nyaa se
maine sai.nyaa se kii ##demand## chap\-chap chappuu chale
maine sai.nyaa se kii ##demand## ke chap\-chap chappuu chale
le are

baiThii thii mai.n kaajal meha.ndii aur laalii lagaaye
sai.nyaa jii itaraa ke aaye mu.Nh me.n paan dabaaye
maine sai.nyaa se 
maine sai.nyaa se kii ##demand## ke jhaT se baajaa baje
maine sai.nyaa se kii ##demand## ke jhaT se baajaa baje re
maine sai.nyaa se kii ##demand## jhaT se baajaa baje

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bhaagate bhuut kii la.ngoTii ... ye paisaa}%
\film{Paisa Vasool}%
\year{2003}%
\starring{Manisha Koirala, Sushmita Sen, Makrand Deshpande}%
\singer{Sunidhi Chauhan/Hamza Faruqi}%
\music{Bapi-Tutul}%
\lyrics{Sandeep Nath}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11811 [V S Rawat]
% Producer: Moving Images, Manisha Koirala
% Director: Srinivas Bhashyam
% Audio: Times Music, India www.timesmusic.com
% Cassette: TCIFI 014V, Cost: Rs 55/-

\printtitle
#indian

bhaagate bhuut kii la.ngoTii sahii jaane naa de
haath kii khujalii jo ho rahii hai to miTaa le
##Sunday## ko ##Fun Day## aur jyaastii maa.ngataa
bhaajii naa maa.ngataa birayaanii maa.ngataa
##I hate## paisaa ##I need## paisaa
are aisaa kaisaa
ye paisaa paisaa paisaa paisaa

bhaagate bhuut kii la.ngoTii sahii jaane naa de
haath kii khujalii jo ho rahii hai to miTaa le

koras \:	paisaa \-9

o rikkuu  miyaa tuu chakkar chalaa
mujhe ##number one## kii ##heroine## banaa
ek ##producer## paTaane ko maa.ngataa
jhaTake me.n khokaa banaane ko maa.ngataa
##I hate## paisaa ##I need## paisaa
ye aisaa kaisaa
ye paisaa paisaa paisaa paisaa

bhaagate bhuut kii la.ngoTii sahii jaane naa de
haath kii khujalii jo ho rahii hai to miTaa le

ho moTaa sahii yaa buDhDhaa sahii
tijorii magar noTo.n se ho bharii
ek aisaa ##item## kii ##wife## bananaa maa.ngataa
##life## ko ##easy## banaane ko maa.ngataa
##I hate## paisaa ##I need## paisaa
are aisaa kaisaa
ye paisaa paisaa paisaa paisaa

bhaagate bhuut kii la.ngoTii sahii jaane naa de
haath kii khujalii jo ho rahii hai to miTaa le

o mere Kudaa tuu furasat me.n aa
mere khaate me.n kitanaa ##balance## bataa
apun kaa ##lottery## lagaane ko maa.ngataa
ek\-ek paisaa vasuulane ko maa.ngataa
##I hate## paisaa ##I need## paisaa
are aisaa kaisaa
ye paisaa paisaa paisaa paisaa

bhaagate bhuut kii la.ngoTii sahii jaane naa de
haath kii khujalii jo ho rahii hai to miTaa le
##Sunday## ko ##Fun Day## aur jyaastii maa.ngataa
bhaajii naa maa.ngataa birayaanii maa.ngataa
##I hate## paisaa ##I need## paisaa
are aisaa kaisaa
ye paisaa

% Part 2:

bhaagate bhuut kii la.ngoTii sahii jaane naa de
haath kii khujalii jo ho rahii hai to miTaa le
##Sunday## ko ##Fun Day## aur jyaastii ma.ngataa
bhaajii naa ma.ngataa birayaanii maa.ngataa
##I hate## paisaa ##I need## paisaa
o aisaa kaisaa
ye paisaa paisaa

bhaagate bhuut kii la.ngoTii sahii jaane naa de
haath kii khujalii jo ho rahii hai to miTaa le

koras \:	paisaa \-9

o kalluu kaTaa tuu gho.Daa dilaa
supaarii uThaane kii ##training## dilaa
##company## kaa ham ko ##tension## naa ma.ngataa
maal faTaafaT banaane ko maa.ngataa
##I hate## paisaa ##I need## paisaa
o aisaa kaisaa
ye paisaa paisaa

bhaagate bhuut kii la.ngoTii sahii jaane naa de
haath kii khujalii jo ho rahii hai to miTaa le

o mere bhaa_ii ##I don't want to try##
tuu ##visa## dilaa mai.n nikal luu.n dubaa_ii
shekh pe laka.Dii ghumaane ko ma.ngataa
khul jaaye simasim ye dil meraa maa.ngataa
##I hate## paisaa ##I need## paisaa
o aisaa kaisaa
ye paisaa paisaa paisaa paisaa

bhaagate bhuut kii la.ngoTii sahii jaane naa de
haath kii khujalii jo ho rahii hai to miTaa le

o a.mbaanii bhaa_ii mulaaqaat kar
mujhe god le meraa kalyaan kar
##union## naa ma.ngataa ##factory## naa ma.ngataa
bhar peT mastii karane ko ma.ngataa
##I hate## paisaa ##I need## paisaa
o aisaa kaisaa
ye paisaa paisaa

bhaagate bhuut kii la.ngoTii sahii jaane naa de
haath kii khujalii jo ho rahii hai to miTaa le
##Sunday## ko ##Fun Day## aur jyaastii maa.ngataa
bhaajii naa maa.ngataa birayaanii ma.ngataa
##I hate## paisaa ##I need## paisaa
o aisaa kaisaa
ye paisaa paisaa paisaa paisaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{haay re haay teraa ghuu.nghaTaa}%
\film{Paisa Vasool}%
\year{2003}%
\starring{Manisha Koirala, Sushmita Sen, Makrand Deshpande}%
\singer{Kunal Ganjawala, Sowmya Raoh}%
\music{Bapi-Tutul}%
\lyrics{Sandeep Nath}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11818 [V S Rawat]
% Producer: Moving Images, Manisha Koirala
% Director: Srinivas Bhashyam
% Audio: Times Music, India www.timesmusic.com
% Cassette: TCIFI 014V, Cost: Rs 55/-
% Produced and Remixed by: Leslie Lewis

\printtitle
#indian

ku \:	haay re haay teraa ghuu.nghaTaa \-2
	nii.nd churaaye teraa ghuu.nghaTaa \-2
	he chaa.Nd ghaTaa se nikale
	chaa.Nd ghaTaa se nikale
	ko_ii uThaaye teraa ghuu.nghaTaa
	haay re haay teraa ghuu.nghaTaa

sau \:	ha aa
	haay re haay meraa ghuu.nghaTaa
	dil dha.Dakaaye meraa ghuu.nghaTaa
	o laaj se mai.n mar jaa_uu.N re
	laaj se mai.n mar jaa_uu.N re
	jo tuu uThaaye meraa ghuu.nghaTaa
	ha aa
	haay re haay meraa ghuu.nghaTaa

ku \:	bas ek ye ghuu.nghaT hai kyaa aise ho.n parade hazaar
	honaa ho to ho jaataa hai hotaa hai aisaa ye pyaar

sau \:	o rahane bhii do jaane bhii do isakii zaruurat nahii.n
	dete hai.n dil jo pyaar me.n takate wo suurat nahii.n
	kaahe haThaaye meraa ghuu.nghaTaa
	ha aa kaahe haTaaye meraa ghuu.nghaTaa
	o laaj se mai.n mar jaa_uu.N re
	laaj se mai.n mar jaa_uu.N re
	jo tuu uThaaye meraa ghuu.nghaTaa
	ha a
	haay re haay meraa ghuu.nghaTaa

sau \:	jab bhii zaraa aa.Nchal meraa sar se sarakane lagaa
	terii qasam siine me.n dam meraa aTakane lagaa

ku \:	o phir kis tarah ham\-tum mile.n kaise mulaaqaat ho
	madahosh mai.n Kaamosh tuu kaise ko_ii baat ho
	biich me.n aaye teraa ghuu.NghaTaa
sau \:	ha aa
ku \:	biich me.n aa_e teraa ghuu.NghaTaa
	he e e e chaa.Nd ghaTaa se nikale
	chaa.Nd ghaTaa se nikale
	ko_ii uThaaye teraa ghuu.nghaTaa
	haay re haay teraa ghuu.nghaTaa
sau \:	haay re haay meraa ghuu.nghaTaa
ku \:	haay re haay teraa ghuu.nghaTaa
		ko_ii uThaaye teraa ghuu.nghaTaa

sau \:	ha aa
	haay re haay meraa ghuu.nghaTaa
	dil dha.Dakaaye meraa ghuu.nghaTaa
	o laaj se mai.n mar jaa_uu.N re
	laaj se mai.n mar jaa_uu.N re
	jo tuu uThaaye meraa ghuu.nghaTaa
	( ha aa
	haay re haay meraa ghuu.nghaTaa ) \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jo soche jo chaahe... rahate bi.ndaas ##c'est la vie##}%
\film{Paisa Vasool}%
\year{2003}%
\starring{Manisha Koirala, Sushmita Sen, Makrand Deshpande}%
\singer{Vasundhara Das}%
\music{Bapi-Tutul}%
\lyrics{Sandeep Nath}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11814 [V S Rawat]
% Producer: Moving Images, Manisha Koirala
% Director: Srinivas Bhashyam
% Audio: Times Music, India www.timesmusic.com
% Cassette: TCIFI 014V, Cost: Rs 55/-

\printtitle
#indian

buu ho o o ai ye yaa

jo soche 
koras \:	jo soche 
jo chaahe 
koras \:	jo chaahe 
jo dil me.n 
koras \:	jo dil me.n 
hai vo kar de
koras \:	vo kar de
a.ndaaz se apane chalate hai.n rahate bi.ndaas

koras \:	##c'est la vie## \-4

( nazar ko nazar ko aa rahaa hai nayaa
hai jalavaa Gazab kaa Gazab kaa nashaa ) \-2
mastii me.n tuu Duub le
Kud ko yaaraa bhuul ke
koras \:	##love your life, it's your life## \-2

( hamaare liye hai ye pal mauj kaa
isii pal me.n aa Dhuu.NDh le har mazaa ) \-2
mastii me.n tuu Duub le
Kud ko yaaraa bhuul ke
koras \:	##love your life, it's your life## \-2

jo soche 
koras \:	jo soche 
jo chaahe 
koras \:	jo chaahe 
jo dil me.n 
koras \:	jo dil me.n 
hai vo kar de
koras \:	vo kar de
a.ndaaz se apane chalate hai.n rahate bi.ndaas

koras \:	##c'est la vie## \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{naa biiwii naa bachchaa ... ki bhayyaa sabase ba.Daa rupayiyaa}%
\film{Paisa Vasool}%
\year{2003}%
\starring{Manisha Koirala, Sushmita Sen, Makrand Deshpande}%
\singer{Jojo}%
\music{Bapi-Tutul}%
\lyrics{Sandeep Nath}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11817 [V S Rawat]
% Producer: Moving Images, Manisha Koirala
% Director: Srinivas Bhashyam
% Audio: Times Music, India www.timesmusic.com
% Cassette: TCIFI 014V, Cost: Rs 55/-
% Programmed and Produced by: Jatin Sharma
% Remix: DJ Na'Ryan Beck

\printtitle
#indian

##drop the needle##
##let the brakes go##

( naa biiwii naa bachchaa
baap ba.Daa naa ma_iiyaa
##the whole thing is that##
ki bha_iiyaa sabase ba.Daa rupa_iiyaa ) \-2

bin rupa_iiyaa to ##mister## terii ##mummy## kaa pyaar
jo paidaa karataa tujhe to kabhii naa kar sakataa mere yaar
##doctor## lauT jaataa ##fee## naa milatii agar
tuu maa.N ke goTe ke a.ndar pa.Daa hii rah jaataa har baar
wo kiyaa jisane paidaa wo iishwar hai naa ma_iiyaa
##the whole thing is that##
ki bha_iiyaa sabase ba.Daa rupa_iiyaa

##rap piece##

haath khaalii agar tuu mar gayaa merii jaan
naa aganii tujhako chhuyegii naa dharatii hii degii maan
had ye hai mere bhaa_ii ye Kudaa_o.n kaa ghar
terii daulat ne banaayaa to huye Kush allaah bhagawaan
tuu is duniyaa kii Kaatir jo.De jaa aanaa pa_iyaa
##the whole thing is that##
ki bha_iiyaa sabase ba.Daa rupa_iiyaa

ek ##leader## ko dekho ##is looking for very grand##
u.Daataa\-phirataa ##dinner## hai ##in the hotel sun and sand##
usake la.Dake kii shaadii dekhe jaa_iye naa puuchh
kahaa.N se laayaa ye haathii ##from where## ye ##english band##
aaj kahaa.N kaa ##nation## kaahe kii dharatii ma_iiyaa
##the whole thing is that##
ki bha_iiyaa sabase ba.Daa rupa_iiyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{rukate chalate raaho.n me.n}%
\film{Paisa Vasool}%
\year{2003}%
\starring{Manisha Koirala, Sushmita Sen, Makrand Deshpande}%
\singer{Shankar Mahadevan}%
\music{Bapi-Tutul}%
\lyrics{Sandeep Nath}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11813 [V S Rawat]
% Producer: Moving Images, Manisha Koirala
% Director: Srinivas Bhashyam
% Audio: Times Music, India www.timesmusic.com
% Cassette: TCIFI 014V, Cost: Rs 55/-

\printtitle
#indian

o aa aa aa
aa aa
rukate chalate raaho.n me.n
Gum ho jaate raaho.n me.n
kho ke kahaa.N tuu jaayegaa
lauT yahaa.N par aayegaa

yahaa.N faasale kam naa ho.nge
jo tum hoge to ham naa ho.nge
yahii silasile kabhii naa ruke
chalate rahe yahaa.N

ajab sii yahaa.N kii kahaanii
na_ii sii bhii hai ye puraanii
chaahat hai kyaa kise hai pataa
ma.nzil hai ye kahaa.N

rukate chalate raaho.n me.n
Gum ho jaate raaho.n me.n
kho ke kahaa.N tuu jaayegaa
lauT yahaa.N par aayegaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yaado.n me.n aksar aate rahe}%
\film{Paisa Vasool}%
\year{2003}%
\starring{Manisha Koirala, Sushmita Sen, Makrand Deshpande}%
\singer{Shreya Ghoshal, Shaan}%
\music{Bapi-Tutul}%
\lyrics{Sandeep Nath}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11816 [V S Rawat]
% Producer: Moving Images, Manisha Koirala
% Director: Srinivas Bhashyam
% Audio: Times Music, India www.timesmusic.com
% Cassette: TCIFI 014V, Cost: Rs 55/-

\printtitle
#indian

shre \:	yaado.n me.n aksar aate rahe
	kuchh pal ha.nsaate rulaate rahe
	tumako bhulaa naa paaye kabhii
	lagataa hai tum saath me.n ho abhii

shaa \:	kyaa Kuub lamhe.n hai.n
	ham aaj phir se hai.n saath
shre \:	u.D ke chale aasamaa.N ke paar
	jinakii tamannaa hai baar\-baar

shaa \:	he he la laa la laa
	he la laa la laa aa haa
	bikhare huye Kaab kitane
	aa.Nkhe.n hai.n Kud me.n basaaye
	Kaabo.n me.n naa mil sake jo
	aa_o unhe.n Dhuu.NDh laaye.N
	phir ho ke sach Kaab apane
shre \:	chalane lage.nge saath\-saath
	samajho naa tum ye zaraa sii baat

shaa \:	sama.ndar kii laharo.n ko dekho
	TuuTe.n magar tham naa jaaye.N
	saahil se milane kii Kaatir
	le ke ummiide.n wo aaye.N
shre \:	ham\-tum bhii laharo.n kii tarahaa
	milate rahe.nge baar\-baar
	lamhe.n ye aaye.nge baar\-baar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
