% ISB File: Panchaayat_1958.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{haal yah kar diyaa zaalim tere ta.Dapaane ne}%
\film{Panchaayat}%
\year{1958}%
\starring{Pandhari Bai, Shyama, Rajkumar}%
\singer{Rafi, Geeta}%
\music{Iqbal Qureshi}%
\lyrics{Shakeel Numani}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10253 [V S Rawat]
% Comments: First hindi film of Iqbal Qureshi

\printtitle
#indian

ra \:	haal yah kar diyaa zaalim ( tere ta.Dapaane ne ) \-2
	aag daaman me.n lagaa lii ( tere diivaane ne ) \-2

gii \:	ye bhii Dar lagataa hai badanaam na ho jaa_e.N kahii.n
	pyaar kii baate.n jo sun lii.n ( kisii begaane ne ) \-2
ra \:	jiite rahanaa terii chaahat me.n ko_ii khel nahii.n
	maar Daalaa mujhe zaalim ( tere samajhaane ne ) \-2
	aag daaman me.n lagaa \threedots

gii \:	jii to kahataa hai jii bhar ke tujhe pyaar karuu.N
	par mujhe rok liyaa ( mere sharamaane ne ) \-2
ra \:	rut na_ii aa_ii hai aur pyaar ke din laa_ii hai
do \:	aur bhii kar diyaa jaaduu ( tere sharamaane ne ) \-2
	aag daaman me.n lagaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{taa thayyaa karate aanaa}%
\film{Panchayat}%
\year{1958}%
\starring{Pandhari Bai, Shyama, Rajkumar}%
\singer{Geeta, Lata}%
\music{Iqbal Qureshi}%
\lyrics{Shakeel Numani}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

taa thaiyyaa karate aanaa
o re jaaduugar more sai.nyyaa
merii dil kii lagii bujhaanaa
o re jaaduugar more sai.nyyaa

mai.n sadake un raaho.n pe
jin raaho.n se tuu aaye
dil maa.Nge yahii du_aa_e.n
ye raahe.n kam ho jaaye.n
ab aao na, tarasaa_o na
aa jaao na, ta.Dapaao na
taa thaiyya   \threedots

tum saamane to aa jaao
de de.nge dil nazaraanaa
dil kyaa hai jaan bhii le lo
aa jaanaa karake bahaanaa
ab aao na, tarasaa_o na
aa jaao na, ta.Dapaao na
taa thaiyya   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
