% ISB File: Parakh_1944.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aaye din pyaar ke saajanaa}%
\film{Parakh}%
\year{1944}%
\starring{Mehtab, Balwant Singh, Kaushalya}%
\singer{Kaushalya, Balwant Singh}%
\music{Khurshid Anwar}%
\lyrics{Gaafil Harnalvi}%

% Contributor : dhananjay naniwadekar
% Date : 29 Jan 2004
% Credits : Har Mandir Singh 'Hamraaz'
% Comments : Geetanjali Series
% The OTHER Song Theme : From the OTHER Parakh
% Dir - Sohrab Modi

\printtitle
#indian

kaushalyaa :
aaye din pyaar ke saajanaa
pichhalii baate.n bhulaa, jo huaa so huaa
dekh man aa.Nkh se jhaa.Nk kar kah rahaa
miiThe sapano.n kii duniyaa basaa

balawant :
raaz teraa na kuchh paa sakaa
pal me.n aa.Nkhe.n terii dard ban kar bahe.n
pal me.n ban kar zubaa.N aur hii kuchh kahe.n
sach bataa ye ishaare hai.n kyaa

kaushalyaa :
tum se kaise kahuu.N mai.n piyaa
laaj aaye mujhe, hichakichaaye zubaa.N
pyaar kii baat thii aaj ghar me.n wahaa.N
mere baabaa ne ye kah diyaa
ba : kyaa kah diyaa
kau : kuchh kah diyaa

kaushalyaa :
phuul aashaao.n ke ai sajan khil gaye
bas samajh lo ki ham mil gaye, mil gaye
ek hokar rahe.nge sadaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{duniyaa hai ye pyaar kii duniyaa}%
\film{Parakh}%
\year{1944}%
\starring{Mehtab, Balwant Singh, Kaushalya}%
\singer{Sushri Nigam/ Ira Nigam}%
\music{Khurshid Anwar}%
\lyrics{Gaafil Harnalvi}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], Aug 02, 2004
% Credits: Irfan
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

% Comments: Kosh mentions singer as Sushri Nigam but Irfan
% confirmed that she is same as Ira Nigam who live in Kanpur

\printtitle
#indian

duniyaa hai ye pyaar kii duniyaa \-2
o jaane waale pyaar kiye jaa
jiiwan\-saathii yahii hai teraa
pyaar ko saath liye jaa
o jaane waale
pyaar ko saath liye jaa

( pyaar kii duniyaa ba.Dii suhaanii
khel rahaa hai aag se paanii ) \-2
dushaman ko bhii gale lagaa ke
ai inasaan jiye jaa

duniyaa hai ye pyaar kii duniyaa
o jaane waale pyaar kiye jaa
jiiwan\-saathii yahii hai teraa
pyaar ko saath liye jaa
o jaane waale
pyaar ko saath liye jaa

( sukh\-dukh dono.n pyaar ke pyaale
ha.Nsate\-ha.Nsate pii matawaale pii matawaale ) \-2
jhuum\-jhuum kar ek saa.N me.n
dono.n jaam piye jaa

duniyaa hai ye pyaar kii duniyaa
o jaane waale pyaar kiye jaa
jiiwan\-saathii yahii hai teraa
pyaar ko saath liye jaa
o jaane waale
pyaar ko saath liye jaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{letii hai.n dam\-ba\-dam balaaye.n}%
\film{Parakh}%
\year{1944}%
\starring{Mehtab, Balwant Singh, Kaushalya}%
\singer{Kaushalya?}%
\music{Khurshid Anwar}%
\lyrics{Arzoo Lakhnavi}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], Aug 02, 2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

letii hai.n dam\-ba\-dam balaaye.n
tere gulazaar kii \-2
uu.Nchii Daaliyo.n se duur \-2
zaalimaa.N ke pyaar kii \-3
letii hai.n dam\-ba\-dam balaaye.n

chhaa_ii hai haay is tarah Kushii
ha.Ns rahii hai jyuu.N kalii
haa.N\-haa.N ha.Ns rahii hai jyuu.N kalii
aaj raat dhuum hai
Dhuu.NDhatii bahaar bhii \-3

letii hai.n dam\-ba\-dam balaaye.n

ishq me.n ho ke baag baar
shoKii se pii rahe hai.n sabaa \-2
is du_aa_e.n detii hai
ras bharii phuhaar bhii \-2

letii hai.n dam\-ba\-dam balaaye.n
tere gulazaar kii \-2
uu.Nchii Daaliyo.n se duur \-2
zaalimaa.N ke pyaar kii \-3
letii hai.n dam\-ba\-dam balaaye.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
