% ISB File: Parakh_1960.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{mere man ke diye ... o mere laaDale}%
\film{Parakh}%
\year{1960}%
\starring{Sadhana, Vasant Chowdhury, Motilal}%
\singer{Lata}%
\music{Salil Chowdhury}%
\lyrics{Shailendra}%

%Contributor:Srinivas Ganti
%Transliterator:Srinivas Ganti
% Date: Sep 4, 2002

\printtitle
#indian

(mere man ke diye)\-2
yuu.Nhii ghuT ghuT ke jal tuu mere laa.Dale
o mere laa.Dale

(khaaq ho jaaye, ham pyaar ke naam par)\-2
pyaar kii raah me.n roshanii to rahe
(mere man ke diye)\-2
yuu.Nhii ghuT ghuT ke jal tuu mere laa.Dale
o mere laa.Dale

(aag ke phuul, aa.Nchal me.n Daale hue)\-2
kab se jalataa hai vo aasamaa.N dekhale
(mere man ke diye)\-2
yuu.Nhii ghuT ghuT ke jal tuu mere laa.Dale
o mere laa.Dale

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{milaa hai kisii kaa jhumakaa}%
\film{Parakh}%
\year{1960}%
\starring{Vasant Choudhry, Motilal, Sadhana}%
\singer{Lata}%
\music{Salil Chaudhary}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10344 [V S Rawat]
% Comments: Story written by Salil Chaudhary

\printtitle
#indian

milaa hai kisii kaa jhumakaa Tha.nDe\-Tha.nDe hare\-hare niim tale
o sachche motii vaalaa jhumakaa Tha.nDe\-Tha.nDe hare\-hare niim tale
suno kyaa kahataa hai jhumakaa Tha.nDe\-Tha.nDe hare\-hare niim tale
milaa hai kisii kaa \threedots

pyaar kaa hi.nDolaa yahaa.N jhuul ga_e nainaa
sapane jo dekhe mujhe bhuul ga_e nainaa \-2
haay re bechaaraa jhumakaa
Tha.nDe\-Tha.nDe hare\-hare \threedots

jiivan bhar kaa naataa paradesiyaa se jo.Daa
aap ga_ii piyaa sa.ng mujhe yahaa.N chho.Daa \-2
pa.Daa hai akelaa jhumakaa
Tha.nDe\-Tha.nDe hare\-hare \threedots

haay re ye priit kii hai riit jaane kaisii
tan\-man haar jaane me.n hai jiit jaane kaisii \-2
jaane ne bechaaraa jhumakaa
Tha.nDe\-Tha.nDe hare\-hare \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o sajanaa barakhaa bahaar aayii}%
\film{Parakh}%
\year{1960}%
\starring{Vasant Choudhry, Motilal, Sadhana}%
\singer{Lata}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

(o sajanaa, barakhaa bahaara aaI
rasa kii phuhaara laaI, a.Nkhiyo.n me pyaar laaI ) \- 2
o sajanaa

tumako pukaare mere mana kaa papiharaa \- 2
miiThii miiThii aganii me.n, jale moraa jiyaraa
o sajanaa \threedots

(aisI rimajhima me.n o saajan, pyaase pyaase mere nayana
tere hii, khvaaba me.n, kho gae ) \- 2
saa.nvalii salonii ghaTaa, jaba jaba chhaaI \- 2
a.Nkhiyo.n me.n rainaa gaI, nindiyaa na aaI
o sajanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
