% ISB File: Parbat_1952.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{kyaa bataa_uu.N mohabbat hai kyaa}%
\film{Parbat}%
\year{1952}%
\starring{Premnath, Nutan, Poornima, Ulhas}%
\singer{Rafi, Lata, Geeta}%
\music{Shankar Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10816 [V S Rawat]
% Credits: Ashok Dhareshwar

\printtitle
#indian

la \:	kyaa bataa_uu.N mohabbat hai kyaa \-4
	siine me.n rah\-rah ke dard uTh rahaa hai \-2
	magar aa rahaa hai mazaa 
	kyaa bataa_uu.N \threedots

	mausam to haradam badalate rahe hai.n \-2
	aramaan dil ke machalate rahe hai.n \-2
	kyaa baat hai chhuu ke aa.Nchal meraa \-2
	bhaag jaatii hai paagal havaa
	kyaa bataa_uu.N \threedots
ra \:	kyaa bataa_uu.N mohabbat hai kyaa \-2

	pahale bhii tuufaan aate rahe hai.n
	bastii dilo.n kii miTaate rahe hai.n\-2
	kaisaa ye tuufaan aate hii jisake \-2
	nayaa ik jahaa.N bas gayaa
	kyaa bataa_uu.N \threedots
la \:	kyaa bataa_uu.N \threedots

	pahale bhii the chaa.Nd\-taare gagan me.n \-2
	lekin hameshaa a.Ndheraa thaa man me.n \-2
	vo muskaraa_e to man ke a.Ndhere me.n \-2
	jaise diyaa jal uThaa
	kyaa bataa_uu.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pyaar bharii in aa.Nkho.n ne aajaa tujhako yaad kiyaa}%
\film{Parbat}%
\year{1952}%
\starring{Premnath, Nutan, Poornima, Ulhas}%
\singer{Lata, Geeta}%
\music{Shankar Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11918 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

la \:	pyaar bharii in aa.Nkho.n ne
	aajaa tujhako yaad kiyaa

la \:	aajaa ke bahaare.n merii hai.n
	gulashan pe jawaanii tujhase hai
	bechain du_aa_e.n kahatii hai.n
	duniyaa hii suhaanii tujhase hai
	ho suhaanii tujhase hai
	ho pyaar ke sundar sapano.n ko
	jaa ke kyuu.N barabaad kiyaa \-2

gii \:	o pyaar bharii in aa.Nkho.n ne

la \:	aa jaaye.n bahaare.n hamako kyaa
	iThalaaye.n havaaye.n hamako kyaa \-2
gii \:	fariyaad hamaarii kahatii hai
	itaaraaye.n fizaa_e.n hamako kyaa
	o fizaa_e.n hamako kyaa
	o pyaar ke maare is dil ne
	phir bhii tujhako yaad kiyaa \-2

la \:	o pyaar bharii in aa.Nkho.n ne

gii \:	aa jaa_o Kizaa.N kaa phuul hai.n ham
	ikataar kii aisii dhuul hai.n ham
	faake hii likhe.n hai.n qisamat me.n
	fariyaad tumhaarii hai.n haradam
	o tumhaarii hai.n haradam
	o pyaar kii manzil par aa ke
	aaj hame.n naashaad kiyaa \-2

la \:	o pyaar bharii in aa.Nkho.n ne

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
