% ISB File: Parchhaain_1952.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai dard\-e\-jigar mere dard\-e\-jigar}%
\film{Parchhain}%
\year{1952}%
\starring{V Shantaram, Jayasree, Sandhya}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Noor Lucknowi}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Date: Jan 12,2001
% Comments: LATAnjali

\printtitle
#indian

ai dard\-e\-jigar mere dard\-e\-jigar

(raat kyo.n kar kaTii ye tujhe kyaa khabar
ai dard\-e\-jigar mere dard\-e\-jigar)\-2

mai.n to jaagii hii thii duniyaa sotii rahii
sotii rahii
ek shabanam kii thii saath, rotii rahii
rotii rahii
dekh phuulo.n kii hai pattiyaa.N tar\-ba\-tar
ai dard\-e\-jigar \threedots

jazb\-e\-dil hai to khud hii chale aaye.nge
chale aaye.nge
ye musiibat ke din bhii guzar jaaye.nge
guzar jaaye.nge
ham to baiThe rahe.nge yuu.N hii umr bhar
ai dard\-e\-jigar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{apanii kaho kuchh merii suno}%
\film{Parchhain}%
\year{1952}%
\starring{V Shantaram, Jayasree, Sandhya}%
\singer{Lata, Talat}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Noor Lucknowi}%

% Contributor: Vandana Venkatesan <vvenkate@pcocd2.intel.com>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 10/26/1996

\printtitle
#indian

la: apanii kaho kuchh merii suno
    kyaa dil kaa lagaanaa bhuul gae, kyaa bhuul gae
ta: rone kii aadat aisii pa.Dii
    ha.Nsane kaa taraanaa bhuul gae, haa.N bhuul gae

la: kaalii raate.n biit ga_ii.n
    phir chaa.Ndanii raate.n aaii hai.n	  \-2
ta: dil me.n nahii.n ujiyaalaa mere
    Gam kii ghaTaae.n chhaaii hai.n       \-2
la: priit ke vaade yaad karo
    kyaa priit nibhaanaa bhuul gae, kyaa bhuul gae

ta: bhuulaa huaa hai raah musaafir
    bichha.Daa huaa hai ma.nzil se	  \-2
la: khoe hue raste kaa pataa
    tum puuchh lo Kud apane dil se	  \-2
ta: chalate chalate aise thake
    ma.nzil kaa Thikaanaa bhuul gae, haa.N bhuul gae

la: nazdiik aao, nazdeek aa \threedots
    yah mausam nahii.n phir aane kaa	  \-2
ta: nazdiik shamaa ke jaane se
    kyaa haal huaa parvaane kaa		  \-2
la: miTane kaa fasaanaa yaad rahaa
    jalane kaa fasaanaa bhuul gae, kyaa bhuul gae
    apanii kaho kuchh merii suno
    kyaa dil kaa lagaanaa bhuul gae, kyaa bhuul gae

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{cha.ndaa kii chhaa.Nv me.n ... o koii gaa rahaa}%
\film{Parchhain}%
\year{1952}%
\starring{V Shantaram, Jayasree, Sandhya}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Noor Lucknowi}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Date:Jan 09, 2001
% Comments:LATAnjali

\printtitle
#indian

(cha.ndaa kii chha.Nv me.n ThaNDii ThaNDii havaao.n me.n
o koii gaa rahaa
o~ o koii gaa rahaa)\-2

(bha.Nvaro.n kaa bolanaa phuulo.n kaa Dolanaa
o~ phuulo.n kaa Dolanaa)\-2
aaj mujhe bhaa rahaa
o koii gaa rahaa
o~ o koii gaa rahaa
cha.ndaa kii chha.Nv me.n\threedots

(dil aur jigar ke biich ho~
merii aa.Nkh aur nazar ke biich ho~)\-2
hai koii samaa rahaa
o koii gaa rahaa
o~ o koii gaa rahaa
cha.ndaa kii chha.Nv me.n\threedots

(chhup chhup ke mere paas ho~
ik prem kii ? aas ho~)\-2
aur koii aa rahaa
o koii gaa rahaa
o~ o koii gaa rahaa
cha.ndaa kii chha.Nv me.n\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil dil se kah rahaa hai jo tuu hai vahii mai.n huu.N}%
\film{Parchhain}%
\year{1952}%
\starring{V Shantaram, Jayasree, Sandhya}%
\singer{Talat, Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Noor Lucknowi}%

% Contributor: Vijay Kumar
% Transliterator: Vijay Kumar

\printtitle
#indian

dil dil se kah rahaa hai
jo tuu hai vahii mai.n huu.N
dono.n kii ik sadaa hai
jo tuu hai vahii mai.n huu.N

tasaviire.n dekhane me.n jo hai guruur leke
ra.ng le ke vo kha.Daa hai
jo tuu hai vahii mai.n huu.N \threedots

saa.Nse.n milii huii.n hai.n aahe.n milii huii.n hai.n
is dard me.n ik davaa hai
jo tuu hai vahii mai.n huu.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Duub jaaye jo qisamat kaa taaraa}%
\film{Parchhain}%
\year{1952}%
\starring{V Shantaram, Jayasree, Sandhya}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Noor Lucknowi}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Date: Jan 22, 2001
% Comments: LATAnjali

\printtitle
#indian

Duub jaaye
(Duub jaaye jo qismat kaa taaraa
ko_ii hotaa nahii.n phir sahaaraa) \-2
Duub jaaye

o~ chaa.Nd suuraj ho roshan hame.n kyaa
o~ koii phuulo.n kaa gulashan hame.n kyaa
is ? jiivan hamaaraa
Duub jaaye \threedots

aisaa ulajhaa hai kaa.nTo.n me.n daaman
apanii parachhaii.n hai apanii dushman
laakh tuufaan hai.n
laakh tuufaan hai.n aur ek bechaaraa
ko_ii hotaa nahii phir sahaaraa
Duub jaaye \threedots

o rah ga_ii aarazuu nazar me.n
o kaTii apanii duniyaa bha.Nvar me.n
jab nazar aa rahaa thaa kinaaraa
ko_ii hotaa nahii.n phir sahaaraa
Duub jaaye \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaTate hai.n dukh me.n ye din, pahaluu badal badal ke}%
\film{Parchhain}%
\year{1952}%
\starring{V Shantaram, Jayasree, Sandhya}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Noor Lucknowi}%

% Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@isr.umd.edu)

\printtitle
#indian

kaTate hai.n dukh me.n ye din, pahaluu badal badal ke \- 2
rahate hai.n dil ke dil me.n, aramaa.N machal machal ke
kaTate hai.n \threedots

ta.Dapaaegaa kahaa.N tak, ai dad.r\-e\-dil bataa
rusavaa kahii.n na kar de.n, aa.Nsuu nikal nikal ke
kaTate hai.n \threedots

ye khvaab par jo chamake, ?
phe.nkaa gayaa hai dil kaa, gu.Nchaa kuchal kuchal ke
kaTate hai.n \threedots

ulfat kii Thokaro.n se, aakhir na bach sakaa dil
aakhir na bach sakaa dil
jitane kadam uThaae, hamane sambhal sambhal ke
kaTate hai.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{lagaa ke haatho.n me.n mehandii ... kisii ne mujhako mere}%
\film{Parchhain}%
\year{1952}%
\starring{V Shantaram, Jayasree, Sandhya}%
\singer{Lata, Talat}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Noor Lucknowi}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Date:Jan 09,2001
% Comments:LATAnjali

\printtitle
#indian

ta: lagaa ke haatho.n me.n mehandii halaal kar daalaa
    banaake mast mujhe haay! vaar kar daalaa

la:(kisii ne mujhako mere ghar me.n aake luuT liyaa)\-2
   (luuT liyaa)\-3
ta:(kisii gariib ko ghar me.n bulaake luuT liyaa)\-2

la: koii ummiid na hasarat na kuchh tamannaa thii
    andheraa chaayaa thaa ? dil kii duniyaa thii
la: (charaag sii tum ne jalaake luuT liyaa)\-2
do: (luuT liyaa)\-3
la: kisii  ne mujhako mere ghar me.n aake luuT liyaa

ta: havaas\-o\-hosh na rahate ye maajraa hotaa
    jo shakl dekh hii lete na jaane kyaa hotaa
    sadaa huzuur ne apanii sunaake luuT liyaa
do: (luuT liyaa)\-3
ta: kisii gariib to ghar me.n bulaake luuT liyaa

la: o~ zamaane bhar se mai.n kah duu.Ngii tumane chorii kii
    aur aisii chorii ki siinaajorii bhii
    ki sone vaale ko tuune jagaake luuT liyaa
do: (luuT liyaa)\-3
la: (kisii ne mujhako mere ghar me.n aake luuT liyaa)\-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{muhabbat hii na jo samajhe, vo zaalim pyaar kyaa jaane}%
\film{Parchhain}%
\year{1952}%
\starring{V Shantaram, Jayasree, Sandhya}%
\singer{Talat}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Noor Lucknowi}%

% Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Credits: Biju Parameshwaran (paramesh@enuxsa.eas.asu.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@isr.umd.edu) 

\printtitle
#indian

muhabbat hii na jo samajhe, vo zaalim pyaar kyaa jaane
nikalatii dil ke taaro.n se, jo hai jha.nkaar kyaa jaane
muhabbat hii na jo samajhe \threedots

use to qatl karanaa aur ta.Dapaanaa hii aataa hai
galaa kisakaa kaTaa kyuu.Nkar kaTaa talavaar kyaa jaane \- 2
muhabbat hii na jo samajhe \threedots

davaa se faayadaa hogaa ki hogaa zahar\-e\-qaatil se 
% zahar-e-qaatil = killer's poison
maz.r kii kyaa davaa hai ye koii biimaar kyaa jaane
muhabbat hii na jo samajhe \threedots

karo fariyaad sar Takaraa_o apanii jaan de Daalo \- 2
ta.Dapate dil kii haalat husn kii diivaar kyaa jaane \- 2
muhabbat hii na jo samajhe \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nainaa lagaake sukh le gayo}%
\film{Parchhain}%
\year{1952}%
\starring{V Shantaram, Jayasree, Sandhya}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Noor Lucknowi}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Date: Jan 12,2001
% Comments: LATAnjali

\printtitle
#indian

(nainaa laga ke sukh le gayo
duHkh de gayo pardesii piyaa) \-3

(virahaa kii raat chhaa_ii badariyaa
chham chham chham chham chham chham chhamake bijuriyaa
chhamake bijuriyaa) \-2
yaad dilaake
sukh le gayo dukh de gayo
paradesii piyaa
nainaa lagaa ke \threedots

bataaye mohe Dagariyaa, kaun bataaye mohe Dagariyaa
naam priitam prem nagariyaa, prem nagariyaa
itanaa bataa mujhe de gayo
sukh le gayo \threedots
nainaa lagaake \threedots

kahatii rahii mai.n par na rukaa vo
chham chham chham chham chham chham chhamake chhalaa vo
chhamake chhalaa vo)\-2
chuTakii bajaake
dil le gayo dukh de gayo
paradesii piyaa
nainaa lagaa ke \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
