% ISB File: Pardes_1950.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dil kii aawaaz me.n ... a.Nkhiyaa.N milaa ke zaraa}%
\film{Pardes}%
\year{1950}%
\starring{Madhubala, Rehman, Karan Dewan, Shakuntala, Jagdish Sethi, Jayant, Chanchal, Kukku, Mukri}%
\singer{Lata, Rafi}%
\music{Ghulam Mohammed}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor : dhananjay naniwadekar
% Date :  06 Feb 2004
% Credits  : UVR
% Comments : Latanjali Series
%    film - pardes / parades. Dir - M Sadiq

\printtitle
#indian

 ## prelude ##
ra : dil kii aawaaz me.n itanaa to asar ho jaaye
     mai.n idhar aah karuu.N unako Kabar ho jaaye

la : a.Nkhiyaa.N milaa ke zaraa baat karo jii
     chorii\-chorii yuu.N naa mulaaqaat karo jii

ra : o.a.a.a dil ke Kazaane koii aayaa hai luTaane
     ajii din hai.n suhaane, chale aao naa
la : banake niraale ba.De aaye dilawaale
     ojii ojii bholebhaale, haTo, jaao naa
ra : dil me.n samaake naa ye ghaat karo jii
la : chorii chorii yuu.N naa \threedots

la : o.a.a chhup ke na aao, jaao jaao na sataao
     dhun pyaar kii na gaao paradesiyaa.N
ra : dil meraa gaaye tumhe.n bhaaye ke na bhaaye
     ajii hamane to dil haaye de diyaa
la : batiyaa na aise din raat karo jii
     chorii chorii yuu.N naa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{paradesiyaa parades ... mere ghuu.Nghar waale baal}%
\film{Pardes}%
\year{1950}%
\starring{Madhubala, Rahman, Karan Deewan, Shakuntala, Jayant, Cukoo, Mukri}%
\singer{Shamshad, Chorus}%
\music{Gulam Mohammed}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10042 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ko \:	paradesiyaa parades \-2
	hoy
	hoy
sha \:	mere ghuu.Nghar waale baal
	ho raajaa ghuu.Nghar waale baal
	ho
	dil me.n uma.nge.n aa.Nkh me.n jaaduu
	sar pe sunaharaa jaal
	ho raajaa sar pe sunaharaa jaal
	ho raajaa more raajaa
ko \:	raajaa
sha \:	mere ghuu.Nghar waale baal
	ho raajaa ghuu.Nghar waale baal
	ho
	dil me.n uma.nge.n aa.Nkh me.n jaaduu
	sar pe sunaharaa jaal
	ho raajaa sar pe sunaharaa jaal
	ho raajaa more raajaa

ko \:	paradesiyaa parades \-2

sha \:	ho dilawaale \-2
	( dilawaale is jaal me.n pha.ns ke
	kabhii nikal na paaye.n
	kabhii nikal na paaye.n ) \-2
	( ThaNDii aahe.n bhare.n bichaare
	pha.Dak\-pha.Dak rah jaaye.n ) \-2
	kahe.n mu.Nh se na dil kaa haal
	ho raajaa mu.Nh se na dil kaa haal
	ho
	dil me.n uma.nge.n aa.Nkh me.n jaaduu
	sar pe sunaharaa jaal
	ho raajaa sar pe sunaharaa jaal
	ho raajaa more raajaa
ko \:	paradesiyaa parades \-2

sha \:	ho dekh mere \-2
	( dekh mere matawaale nayanaa
	duniyaa pukaare haay
	duniyaa pukaare haay ) \-2
	( chaluu.N mai.n jis dam patalii kamariyaa
	lachak\-lachak balakhaaye ) \-2
	merii Thummak\-Thummak chaal
	ho raajaa Thummak\-Thummak chaal
	ho
	dil me.n uma.nge.n aa.Nkh me.n jaaduu
	sar pe sunaharaa jaal
	ho raajaa sar pe sunaharaa jaal
	ho raajaa more raajaa

ko \:	paradesiyaa parades \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{qismat banaane waale zaraa saamane to aa}%
\film{Pardes}%
\year{1950}%
\starring{Madhubala, Rahman, Karan Deewan, Shakuntala, Jayant, Cukoo, Mukri}%
\singer{Lata}%
\music{Ghulam Mohammad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

qismat banaane waale
qismat banaane waale zaraa saamane to aa
( mai.n tujhako ye bataa_uu.N ke duniyaa terii hai kyaa
duniyaa terii hai kyaa ) \-2

laakho.n musiibate hai.n Gariibo.n kii jaan par
shikawaa nahii.n hai phir bhii kisii kii zabaan par
aa jaa zamii.n pe so gayaa kyuu.N aasamaan par
aa.Nkho.n se aa kar dekh jo sunataa nahii.n sadaa

qismat banaane waale
qismat banaane waale zaraa saamane to aa
mai.n tujhako ye bataa_uu.N ke duniyaa terii hai kyaa
duniyaa terii hai kyaa

kyuu.N dilajalo.n kii aah kaa tujh par asar nahii.n
kyaa tere paas dekhane waalii nazar nahii.n
jalataa hai ghar meraa tujhe ye bhii Kabar nahii.n
ye haal hai to kyuu.N na kahuu.N tujhako bewafaa

qismat banaane waale
qismat banaane waale zaraa saamane to aa
mai.n tujhako ye bataa_uu.N ke duniyaa terii hai kyaa
duniyaa terii hai kyaa

kyuu.N duniyaa ham Gariibo.n kii barabaad Gam se hai
tuu hai Kafaa to ruuThaa hu_aa dil bhii ham se hai
bhagawaan tere naam hamaare hii dam se hai
ham miT gaye to naam bhii miT jaayegaa teraa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
