% ISB File: Pardes_1997.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{do dil mil rahe hai.n magar chupake chupake}%
\film{Pardes}%
\year{1997}%
\starring{Shah Rukh Khan, Mahima, Apurva Agnihotri, Amrish Puri, Alok Nath}%
\singer{Kumar Sanu, Chorus}%
\music{Nadeem-Shravan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Anant Mathur
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ko:	gup\-chup gup\-chup chup\-chup

ku:	do dil mil rahe hai.n
	do dil mil rahe hai.n magar chupake\-chupake \-2
	sabako ho rahii hai
	haa.N sabako ho rahii hai Kabar chupake\-chupake
	ho do dil mil rahe hai.n magar chupake\-chupake
	
	saa.Nso.n me.n ba.Dii beqaraarii, aa.Nkho.n me.n ka_ii ratajage
	kabhii kahii.n lag jaye dil to, kahii.n phir dil naa lage
	apanaa dil mai.n zaraa thaam luu.N
	jaaduu kaa mai.n ise naam duu.N
	jaaduu kar rahaa hai
	jaaduu kar rahaa hai asar chupake\-chupake
	do dil mil rahe hai.n magar chupake\-chupake
	
	aise bhole ban kar hai.n baiThe, jaise ko_ii baat nahii.n
	sab kuch nazar aa rahaa hai, din hai ye raat nahii.n
	kyaa hai, kuchh bhii nahii.n hai agar
	ho.nTho.n pe hai Kaamoshii magar
	baate.n kar rahii.n hai
	baate.n kar rahii.n hai nazar chupake\-chupake
	do dil mil rahe hai.n magar chupake\-chupake
	
	kahii.n aag lagane se pahale uThataa hai aisaa dhu_aa.N
	jaisaa hai idhar kaa nazaaraa o vaisaa hii udhar kaa samaa.N
	dil me.n kaisii kasak sii jagii
	dono.n jaanib baraabar lagii
	dekho to idhar se
	dekho to idhar se udhar chupake\-chupake
	do dil mil rahe hai.n magar chupake\-chupake
	sabako ho rahii hai
	haa.N sabako ho rahii hai Kabar chupake\-chupake
	ho do dil mil rahe hai.n magar chupake\-chupake

ko:	gup\-chup gup\-chup chup\-chup

ku:	magar chupake\-chupake \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kisii roz tumase mulaakaat hogii ... merii mahabuubaa}%
\film{Pardes}%
\year{1997}%
\starring{Shahrukh Khan, Mahima Chaudhary, Apurva Agnihotri}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Nadeem Shravan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

kisii roz tum se mulaakaat hogii
merii jaan us din mere saath hogii
magar kab naa jaane ye barasaat hogii
meraa dil hai pyaasaa meraa dil akelaa
zaraa tasviir se tuu nikal ke saamane aa merii mahabuubaa
merii taqadiir hai tuu machal ke saamane aa merii mahabuubaa
merii mahabuubaa

##O bloody, o blooda o blooduu what to do?##
##O bloody, o blooda o blooduu We love you.##

nahii.n yaad kab se magar mai.n huu.N jab se
mere dil me.n terii muhabbat hai tab se
mai.n shaayar huu.n teraa tuu merii gazal hai
ba.Dii bekaraarii mujhe aajakal hai
zaraa tasviir se tuu \threedots

bhalaa kaun hai vo hame.n bhii bataa_o
ye tasviir usakii hame.n bhii dikhaa_o
ye kisse sabhii ko sunaate nahii.n hai
magar dosto.n se chhupaate nahii.n hai
tere dard\-e\-dil kii davaa ham kare.nge
naa kuchh kar sake to du_aa ham kare.nge
ta.Dap kar aa_egii vo tujhe mil jaa_egii vo terii mahabuubaa
kisii roz apanii mulaakaat hogii
zaraa tasviir se tuu \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye dil diivaanaa diivaanaa hai ye dil}%
\film{Pardes}%
\year{1997}%
\starring{Shahrukh Khan, Mahima Chaudhary, Apurva Agnihotri}%
\singer{Udit Narayan}%
\music{Nadeem Shravan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ye dil diivaanaa diivaanaa hai ye dil
diivaane ne mujhako bhii kar Daalaa diivaanaa
maine usake shahar ko chho.Daa usakii galii ye dil ko to.Daa
phir bhii siine me.n dha.Dakataa hai ye dil
maine dil se use nikaalaa jo naa karanaa thaa kar Daalaa
phir bhii yaad use hii karataa hai ye dil
ye dil diivaanaa \threedots

dil kii khataa bhii hai kyaa mujhako gilaa bhii hai kyaa
aashiq hai ye chor nahii.n hai mai.n kyaa karuu.n
dil pe meraa jor nahii.n hai mai.n kyaa karuu.n
ye dil diivaanaa \threedots

dil kaisaa bepiir hai vo ek tasviir hai
mai.n kahataa huu.N to.D de kahataa hai za.njiir hai
ko_ii kachchii Dor nahii.n hai mai.n kyaa karuu.n
dil pe meraa jor nahii.n hai mai.n kyaa karuu.n
ye dil diivaanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye duniyaa ik dulhan, dulhan ke maathe kii bindiyaa}%
\film{Pardes}%
\year{1997}%
\starring{Shah Rukh Khan, Mahima, Apurva Agnihotri, Amrish Puri, Alok Nath}%
\singer{Kavita Krishnamurthy, Hariharan, Aditya Narayan, Shankar Mahadevan}%
\music{Nadeem-Shravan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Anant Mathur
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

bachche :
hare raamaa, hare raamaa, raamaa raamaa hare
hare kR^ishhN, hare kR^ishhN, kR^ishhN kR^ishhN hare 
sim sim polaa polaa sim sim polaa (x2)
hare raamaa, hare raamaa, raamaa raamaa hare 
hare kR^ishhN, hare kR^ishhN,
kR^ishhN kR^ishhN  (x3)

## key note keyboard - invitations ##
## minor note major note - modulations  ##
## in 'c' in tune - intonations  ##
## roll, rhythm, rhyming - percussions  ##
## bask a score - compositions  ##
## dance, drama, music - motivations  ##
## Elvis, Michael, Madonna - America  ##

## we want to go ##

are bolo bolo 
amerikaa, amerikaa, amerikaa! 

h:  landan dekhaa, pairis dekhaa
    landan dekhaa, pairis dekhaa
    aur dekhaa jaapaan
    maikal dekhaa, elvis dekhaa
    sab dekhaa merii jaan 
    saare jag me.n kahii.n nahii.n hai 
    duusaraa hindustaan, duusaraa hindustaan, duusaraa hindustaan

    ye duniyaa, ik dulhan 
    yeh duniyaa, ik dulhan 
    dulhan ke maathe kii bindiyaa
    ye meraa inDi_aa 
    ye meraa inDi_aa 
    ##I love my India##
    ##I love my India##

k:  ye duniyaa, ik dulhan 
    ye duniyaa, ik dulhan 
    dulhan ke maathe kii bindiyaa
    ye meraa inDi_aa 
    ##I love my India##
    ye meraa inDi_aa 
    ##I love my India##

sh: aa aa aa aa 
    jab chhe.Daa malhaar kisii ne 
k:  jhuum ke saavan aayaa
sh: aag lagaa dii paanii me.n jab 
k:  diipak raag sunaayaa
sh: saat suro.n kaa sa.ngam 
    ye jiivan giito.n kii maalaa
k:  ham apane bhagavaan ko bhii
    kahate hai.n baa.Nsurii vaalaa
sh: baa.Nsurii vaalaa
k:  baa.Nsurii vaalaa
h:  ye meraa inDi_aa 
    ##I love my India##
k:  ye meraa inDi_aa 
    ##I love my India##
    o o o, o o o 

aa: sim sim polaa polaa, sim sim polaa
    ## fine flat flute fine pachola pachola ##
    ## drum, drone, drooplet ##
    simbolaa, simbolaa
    do re fa so 
k:  pa ma re sa 
aa: do re fa so 
k:  pa ma re sa 
aa: do re fa so 
k:  pa ma re sa 
aa: do re fa so 
k:  pa ma re sa 
aa: do re do re (x6)
k:  pa ma pa ma pa ma 
    pa ma pa ma pa ma 
    ma pa ni pa ni pa 
    ni pa ni pa ni pa 
    ni pa ni sa re re 
    re re re re re re 
    sa re sa re sa ri 
    sa sa sa sa sa sa 
    sa ni pa ni ni pa 
    pa ma ma re re sa 
    sa ri sa ri re

    pihuu pihuu, bole papiihaa koyal kuhuu kuhuu, gaaye 
    ha.Nsate rote, hamane jiivan ke sab giit banaaye 
    ye saarii duniyaa apane apane giito.n ko gaaye 
    giit vo ga_oo jis se is miTTii kii khushabuu aaye 
    miTTii kii khushabuu aaye 

aa: ## I love India, I love my India ##
ko: ## I love my India, I love my India ##
k:  vatan meraa inDi_aa, sajan meraa inDi_aa

h:  ye duniyaa 
k:  ye duniyaa 
h:  ik dulhan 
k:  ik dulhan
h:  yeh duniyaa, ik dulhan 
    dulhan ke maathe kii bindiyaa
ko: ye meraa inDi_aa, ## I love my India ##
    ye meraa inDi_aa, ## I love my India ##
    vatan meraa inDi_aa
    sajan meraa inDi_aa
    karam meraa inDi_aa
    dharam meraa inDi_aa
sh: aa aa aa aa aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye muhabbat bhii ... ho gayaa hai mujhe pyaar}%
\film{Pardes}%
\year{1997}%
\starring{Shahrukh Khan, Mahima Chaudhary, Apurva Agnihotri}%
\singer{Udit Narayan, Anuradha Paudwal}%
\music{Nadeem Shravan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ye muhabbat bhii ek ibaadat hai
aur ye ibaadat bhii ek mohabbat hai
ye bhii diivaanagii hai vo bhii diivaanagii hai
ye bhii dil kii lagii hai vo bhii dil kii lagii hai
mujhako kyaa ho gayaa hai sabako hairaanagii hai
ho gayaa hai mujhe pyaar
are nahii.n honaa thaa nahii.n honaa thaa lekin ho gayaa
ho gayaa hai mujhe \threedots

is pyaar ke ye kis mo.D par vo chal diyaa mujhe chho.D kar
aage jaa naa sakuu.N piichhe jaa naa sakuu.N
Gam dikhaa naa sakuu.N Gam chhupaa naa sakuu.N
saamane tere aag kaa dariyaa Duub ke jaanaa paar
ho gayaa hai mujhe \threedots

zamaanaa dilo.n ko nahii.n jaanataa zamaane ko ye dil nahii.n maanataa
nahii.n aur ko_ii faqat ishq hai vo
jo aashiq kii nazaro.n ko pahachaanataa hai
ab vaqt faisale kaa nazadiik aa gayaa hai
jiine kaa hai shauq to marane ko ho jaa taiyaar
ho gayaa hai mujhe \threedots

vaapas kar aa_ii mai.n baabul ko shaadii kaa jo.Daa
maine pyaar ko pahan liyaa hai
phe.nkii maine galii me.n jhuuThii rasmo.n kii a.nguuThii
to.D di_e sab laaj ke pahare mai.n har aib se chhuuTii
apanaa laal dupaTTaa mere dil ke khuun se ra.ng jaa
ye sa.ngam ho jaa_e saagar se mil jaa_e ga.ngaa
nahii.n honaa thaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
