% ISB File: Parichay_1954.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa.nsuu_o.n kii chhaa.nv me.n bhii ha.ns le o dilwaale}%
\film{Parichay}%
\starring{1954}%
\singer{Lata}%
\music{Sailesh}%
\lyrics{Akhtar Yusuf}%

% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: October 11, 1999
% Comments: LATAnjali series

\printtitle
#indian

( aa.nsuu_o.n kii chhaa.nv me.n bhii ha.ns le o dilwaale
qismat ke ulajhe hu_e jaal ko sulajhaa le ) \-2

chup bhii Gam kii god me.n palataa hai \-2
Duub bhii suraj phir nikalataa hai
mausam badalataa hai
ban jaayegii bigaDii hu_ii baat bhii matawaale

aa.nsuu_o.n kii chhaa.nv me.n bhii ha.ns le o dilwaale
qismat ke ulajhe hu_e jaal ko sulajhaa le

giit khaamoshii kaa suhaanaa hai \-2
har dhaDakan ek shoK taraanaa hai
maasuum fasaanaa hai
sun le zaraa dil kii sadaa are o bhole bhaale

( aa.nsuu_o.n kii chhaa.nv me.n bhii ha.ns le o dilwaale
qismat ke ulajhe hu_e jaal ko sulajhaa le ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil ke phaphole ... jal ke dil khaaq huaa}%
\film{Parichay}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Lata}%
\music{Shailesh}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Somesh Gaur
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

dil ke phaphole jal uThe siine ke daaG se
lag ga_ii is ghar ko aag ghar ke chiraaG se

jal ke dil khaaq huaa aa.Nkho.n se royaa na gayaa
zakhm ye aise jale phuulo.n pe soyaa na gayaa

ham khataavar hai.n yaa hamako banaanevaalaa
chaa.Nd ke mukha.De pe bhii daaG hai kaalaa kaalaa
itanii barasaate.n huii phir bhii vo dhoyaa na gayaa

ha.Nsate dekhaa na gayaa baaG ke maalii se hame.n
dhuul me.n phe.nk diyaa to.Dake Daalii se hame.n
dil\-e\-nadaan ko maalaa me.n piroyaa na gayaa

aasaraa deke hame.n aas kaa dil to.D diyaa
laake saahil pe akelaa hame.n kyo.n chho.D diyaa
biich ma.Njh_dhaar me.n kyo.n hamako Duboyaa na gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{qismat ke aa.Nchal ne ... qismat kaa likhaa ... yah kyaa hai zindagii}%
\film{Parichay}%
\year{1954}%
\starring{Shashikala, Abhi Bhattacharya, Sajjan, Pranoti, Dhuumal}%
\singer{Rafi}%
\music{Shailesh}%
\lyrics{Keshav}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10362 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

qismat ke aa.Nchal ne kisakaa po.nchh diyaa si.nduur
ruuTh ke kisakaa jiivan\-saathii aaj chalaa hai duur

qismat kaa likhaa na Tale na ko_ii bas chale
yah kyaa hai zindagii haay ye kyaa hai zindagii
pal\-pal a.Nsu_an me.n Dhale shamaa sii jale
yah kyaa hai zindagii haay ye kyaa hai zindagii

jiivan kaa bojh uThaa_e ko_ii apanii raah banaa_e \-2
jab saamane ma.nzil aa_e bedard falak muskaa_e
ma.nzil pe luTe qaafile gagan ke tale
yah kyaa hai zindagii \threedots

kiraNo.n ke pa.nkh pasaare le jiivan ke ujiyaare
dharatii kii maa.Ng sa.Nvaare lekin taqadiir ke maare
nit shaam ko suuraj Dhale chitaa sii jale
yah kyaa hai zindagii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
