% ISB File: Parivaar_1956.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jhir jhir jhir jhir badaravaa barase}%
\film{Parivaar}%
\year{1956}%
\starring{}%
\singer{Hemant, Lata}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Prithviraj Dasgupta
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

la: jhir jhir jhir jhir badarava barase
    o kaare kaare,
    soye aramaan jaage ka_ii tuufaan jaage,
    maane naa jiyaa moraa sajanaa binaa

    o o o
    aajaa ke tohe meraa priit pukaare
    tujhako hii aaj teraa giit pukaare
    yaad aa_ii biitii baate.n
    tumase milan kii raate.n
    kaahe ko bhule mohe, apanaa banaa

    jhir jhir jhir jhir badaravaa barase
    o kaare kaare, jhir jhir jhir jhir

he: jhir jhir jhir jhir badaravaa barase
    o kaare kaare,
    soye aramaan jaage, ka_ii tuufaan jaage,
    barakhaa na bhaaye gorii tere binaa

    tere ghu.ngharaale kaale baalo.n se
    kaalii raat ne aaj merii nii.nd churaa lii
la: tose hii pyaar karuu.N
he: teraa i.ntazaar karuu.N
do: tere bin jhuuThaa meraa har sapanaa

do: jhir jhir jhir jhir badarvaa barase
    o kaare kaare, jhir jhir jhir jhir

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kuve.n me.n kuud ke mar jaanaa}%
\film{Parivaar}%
\year{1956}%
\starring{Durga Khote, Bipin Gupta, Usha Kiran, Jairaj, Kumud, Anwar, Kishor Kumar}%
\singer{Kishor}%
\music{Salil Chaudhary}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10347 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

( kuve.n me.n ) \-2 kuud ke mar jaanaa
yaar tum shaadii mat karanaa \-2
mat karanaa \-3
kuve.n me.n kuud ke \threedots

dekhii dillii kii ek la.Dakii jisako dekh tabiiyat pha.Dakii
mukh se aah nikal ga_ii Tha.nDii andar\-andar aag sii bha.Dakii
usakaa naam gharaanaa puuchhaa usakaa Thaur\-Thikaanaa puuchhaa
apane dil kii uma.nge lekar pahu.Nchaa mai.n usake ba.ngale par \-2
jaate hii jhuk ke salaam bajaayaa ##daddy## ko dil kaa bayaan sunaayaa
bhole-bhaale ##daddy## bole haa.N haa.N jii \-2
haa.N haa.N jii 
achchhaa Kyaal hai aapakaa diiji_e mujhe pataa apane baap kaa
aapake baap ko chiTThii ke zari_e bataa duu.Ngaa
jii achchhaa Kyaal hai aapakaa

chaay pilaa_uu.N ke Tha.nDaa ma.ngaa_uu.N oy hoy oy hoy
chaay pilaa_uu.N ke Tha.nDaa ma.ngaa_uu.N
ke muragii ke a.nDe kii bhurajii banaa_uu.N
chaay pilaa_uu.N ke Tha.nDaa ma.ngaa_uu.N
ke a.nDe khilaa_u.N ke bhurajii banaa_uu.N

ha.Ns kar jab vo la.Dakii bolii mere dil pe chal ga_ii golii
mere man ke bataashe TuuTe aakhir maan ga_e prabhu ruuThe
terii jay\-jay ho karataar \-3
ho terii jay\-jay ho karataar ho \-3
terii jay\-jay ho karataar
are baap re
itane me.n aa gayaa usakaa bhaa_ii zaalim nikalaa ba.Daa hii kasaa_ii
kahane lagaa
mu.Nh aur masuur kii daal ve ( nikal jaa ) \-2 yahaa.N se cha.nDaal ke bachche
( usakaa bhaa_ii thaa baaksar bhaarii ) \-2 usane kii hamale kii taiyaarii
mai.n to dum ko dabaakar bhaagaa raste me.n bolaa man kaa kaagaa
kyaa kyaa
( kuve.n me.n ) \-2 kuud ke mar jaanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
