% ISB File: Parvarish_1958.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa.Nsuu bharii hai.n ye jiivan kii raahe.n}%
\film{Parvarish}%
\year{1958}%
\starring{Raj Kapoor, Mala Sinha, Mahmood}%
\singer{Mukesh}%
\music{Dattaram}%
\lyrics{Hasrat}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K.G. (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: rec.music.indian.misc 
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

aa.Nsuu bharii hai.n ye jiivan kii raahe.n
koii unase kah de hame.n bhuul jaae.n
aa.Nsuu \threedots

vaade bhulaa de.n qasam to.D de.n vo \- (2)
haalat pe apanii hame.n chho.D de.n vo
unhe.n ghar mubaarak hame.n apanii aa.Nhe.n
koii unase kah de \threedots

barabaadiyo.n kii ajab daastaa.N huu.N \- (2)
shabanam bhii roe mai.n vo paasabaa.N huu.N
aise jahaa.N se kyuu.N ham dil lagaae.n
koii unase kah de \threedots
aa.Nsuu \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mastii bharaa hai samaa.N}%
\film{Parvarish}%
\year{1958}%
\starring{Raj Kapoor, Mala Sinha, Mahmood}%
\singer{Lata, Manna Dey}%
\music{Dattaram}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ma:	mastii bharaa hai samaa.N
	ham\-tum hai.n dono.n yahaa.N
	aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa
	jhuume.n zamii.n\-aasamaa.N
la:	mastii bharaa hai samaa.N
	ham\-tum hai.n dono.n yahaa.N
	aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa
	jhuume.n zamii.n\-aasamaa.N
do:	mastii bharaa hai samaa.N

la:	( niilii aa.Nkh milaa lo jii
	dil me.n aaj chhupaa lo jii ) \-2
ma:	baa.Nho.n me.n baa.Nhe.n Daalo jii
	gir na jaaye.n sambhaalo jii
	bhiigii hawaao.n me.n aisii fizaao.n me.n
	hosh mujhe hai kahaa.N

la:	mastii bharaa hai samaa.N
	ham\-tum hai.n dono.n yahaa.N
	aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa
	jhuume.n zamii.n\-aasamaa.N
do:	mastii bharaa hai samaa.N


ma:	( pyaar se pyaar sajaaye chal
	man kii pyaas bujhaaye chal ) \-2
la:	pyaar kaa raag sunaaye chal
	dil kaa saaz bajaaye chal
	pa.nchhii bhii gaaye.nge, sabako sunaaye.nge
	terii\-merii daastaa.N

ma:	mastii bharaa hai samaa.N
	ham\-tum hai.n dono.n yahaa.N
	aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa
	jhuume.n zamii.n\-aasamaa.N
do:	mastii bharaa hai samaa.N
	aa.a

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
