% ISB File: Parwana_2003.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{are duniyaa me.n aa_e ho to yaaro kuchh kar ke jaanaa}%
\film{Parwana}%
\year{2003}%
\starring{Ajay Devgan, Amisha Patel, Pooja Batra, Ketaki Dave, Danny Denzongpa, Sayaji Shinde, Gulshan Grover}%
\singer{Vinod Rathod}%
\music{Sanjeev Darshan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11716 [V S Rawat]
% Producer & Director: Bahry Films, Deepak Bahry
% Audio: Saregama India Ltd
% Cassette: NHF 810564 Digital, Cost: Rs 50/-, CD: 112053 CDF, Cost: Rs 125/-

\printtitle
#indian

ko \: la la laa la la la laa la la la la la laa \-4
vi \:	are duniyaa me.n aa_e ho to yaaro kuchh kar ke jaanaa
	haa.N duniyaa me.n aa_e ho to yaaro kuchh kar ke jaanaa
	varanaa log kahe.nge \-2
	are khaayaa piyaa kuchh nahii.n aur ##glass## to.Daa baarah aanaa
	duniyaa me.n aa_e ho to yaaro kuchh kar ke jaanaa

	( paisaa jab tak paas hai aish karo tum
	##cheque## milaa taqadiir kaa ##cash## karo tum ) \-2
	jiinaa unako aa_e jo marane ko taiyaar hai.n
	Gam ke mausam hai.n ba.De Kushiyo.n ke din chaar hai.n
	kal kii paravaah chho.D ke yaar mil ke mauj manaanaa
	duniyaa me.n aa_e ho to yaaro kuchh kar ke jaanaa
	haa.N\-haa.N
ko \:	are duniyaa me.n aa_e ho to yaaro kuchh kar ke jaanaa

vi \:	( umr\-e\-javaanii naa kabhii aa_e dobaaraa
	pyaar kisii diladaar se kar le tuu yaaraa ) \-2
	ho.nTho.n kii ra.ngiiniyaa.N baa.Nho.n vaalaa haar le
	mauqaa jo tujhako mile chhup ke baazii maar le
	pa.nchhii jo u.D jaa_egaa baad me.n hogaa pachhataanaa
	duniyaa me.n aa_e ho to yaaro kuchh kar ke jaanaa
	haa.N
ko \:	duniyaa me.n aa_e ho to yaaro kuchh kar ke jaanaa
vi \:	he ( varanaa log kahe.nge ) \-2
	are khaayaa piyaa kuchh nahii.n aur ##glass## to.Daa baarah aanaa
ko \:	duniyaa me.n aa_e ho to yaaro kuchh kar ke jaanaa
vi \:	ho o o duniyaa me.n aa_e ho to yaaro kuchh kar ke jaanaa
ko \: la la laa la la la laa la la la la la laa \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gaNapati baappaa ... devaa ho devaa ho devaa ho}%
\film{Parwana}%
\year{2003}%
\starring{Ajay Devgan, Amisha Patel, Pooja Batra, Ketaki Dave, Danny Denzongpa, Sayaji Shinde, Gulshan Grover}%
\singer{Vinod Rathod, Farid Sabri}%
\music{Sanjeev Darshan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11720 [V S Rawat]
% Producer & Director: Bahry Films, Deepak Bahry
% Audio: Saregama India Ltd
% Cassette: NHF 810564 Digital, Cost: Rs 50/-, CD: 112053 CDF, Cost: Rs 125/-

\printtitle
#indian

ko \:	hoy hoy hoy hoy
	gaNapati baappaa
	devaa ho devaa ho devaa ho \-2

vi \:	kahataa hai ye saaraa jahaa.N
	tumase ba.Dhakar kaun yahaa.N
fa \:	kahataa hai ye saaraa jahaa.N
	tumase ba.Dhakar kaun yahaa.N
vi \:	tum hii sab kuchh ho
ko \:	gaNapati devaa
vi \:	devaa ho devaa ho devaa ho \-2
	devaa
ko \:	devaa ho devaa ho devaa ho \-2
vi \:	devaa ho

ko \:	devaa
fa \:	dhuum dhuum tanaanaa \-8
	dhuum tanaa \-20
	dhuum dhuum tanaanaanaa

vi \:	naa aasamaa.N thaa naa thii zamii.n tumase pahale devaa ho devaa
fa \:	tumase pahale devaa
vi \:	he saare jahaa.N me.n dekhuu.N jidhar har taraf tum ho
	devaa ho devaa ho devaa ho \-2
ko \:	devaa ho devaa ho devaa ho \-2

	devaa \-2

vi \:	haa.N tum ho jag ke rakhavaale dete ho sabako ujaale
fa \:	o swaamii dete ho sabako ujaale
vi \:	zulm ko tum hii miTaate ho sabako bachaate ho
	devaa ho devaa ho devaa ho \-2
do \:	devaa ho devaa ho devaa ho \-2
vi \:	devaa
ko \:	devaa ho devaa ho devaa ho \-2
vi \:	ho devaa
ko \:	devaa ho devaa ho devaa ho \-2

ko \:	devaa ho devaa ho devaa ho \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n taa ji.nda.Dii bitaavaa.N tere naal}%
\film{Parwana}%
\year{2003}%
\starring{Ajay Devgan, Amisha Patel, Pooja Batra, Ketaki Dave, Danny Denzongpa, Sayaji Shinde, Gulshan Grover}%
\singer{Udit Narayan, Preeti Uttam}%
\music{Sanjeev Darshan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11722 [V S Rawat]
% Producer & Director: Bahry Films, Deepak Bahry
% Audio: Saregama India Ltd
% Cassette: NHF 810564 Digital, Cost: Rs 50/-, CD: 112053 CDF, Cost: Rs 125/-

\printtitle
#indian

prii \:	mai.n taa ji.nda.Dii bitaavaa.N tere naal chaahe jag bairii ho jaa_e \-2
	chaahe hath lag jaa_e hathaka.Diyaa.N chaahe paa.Nv pa.D jaa_e be.Diyaa.N
	ho chaahe hath lag jaa_e hathaka.Diyaa.N chaahe paa.Nv pa.D jaa_e be.Diyaa.N
	chaahe kuchh bhii ho meraa haal
ko \:	mai.n to ji.ndaDii ve ji.ndaDii ve ji.ndaDii
u \:	hoy mai.n taa ji.nda.Dii bitaavaa.N tere naal chaahe jag bairii ho jaa_e

ko \:	( sha laa laa sha laa laa sha laa laa laa laa
	sha laa laa sha laa laa laa laa ) \-2

prii \:	tujhase nazar merii la.D ga_ii re dekh tujhe mai.n to mar ga_ii re
ko \:	haa.N mar ga_ii re ho rabbaa mar ga_ii re
prii \:	haa.N tujhase nazar merii la.D ga_ii re dekh tujhe mai.n to mar ga_ii re
ko \:	haa.N mar ga_ii re ho rabbaa mar ga_ii re
u \:	ho apanii javaanii tere naam kar duu.N
	ho ye zindagaanii tere naam kar duu.N
prii \:	sau rab dii qasam mere allaa terii miiThii\-miiThii sun ke galaa.N
ko \:	sau rab dii qasam haay allaa terii miiThii\-miiThii sun ke galaa.N
prii \:	mai.n to ga_ii tujhape nihaal
ko \:	mai.n to ji.ndaDii ve ji.ndaDii ve ji.ndaDii
u \:	hoy mai.n taa ji.nda.Dii bitaavaa.N tere naal chaahe jag bairii ho jaa_e

ko \:	uu uu churaa churaa churaa \-4
	hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy \-2

u \:	mujhako zamaane kaa nahii.n hai ko_ii Dar tuu hai sanam mere saath agar
ko \:	mere saath agar \-2
u \:	haa.N mujhako zamaane kaa nahii.n hai ko_ii Dar tuu hai sanam mere saath agar
ko \:	mere saath agar \-2
prii \:	ho tere sa.ng priit kii ba.Ndh ga_ii Dor
	ho milegaa papihaa kare piyaa\-piyaa shor
u \:	merii jaan yahii hai haqiiqat terii chaahat merii mohabbat
ko \:	merii jaan yahii hai haqiiqat terii chaahat merii mohabbat
u \:	ye to banegii apanii misaal
ko \:	mai.n to ji.ndaDii ve ji.ndaDii ve ji.ndaDii \-4
u \:	hoy
	hurre
	hoy soNiyaa
	hoy\-hoy

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{merii aa.Nkho.n me.n jo ... jo palluu giraa diyaa}%
\film{Parwana}%
\year{2003}%
\starring{Ajay Devgan, Amisha Patel, Pooja Batra, Ketaki Dave, Danny Denzongpa, Sayaji Shinde, Gulshan Grover}%
\singer{Jaspinder Narula, Farid Sabri, Sarika}%
\music{Sanjeev Darshan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11717 [V S Rawat]
% Producer & Director: Bahry Films, Deepak Bahry
% Audio: Saregama India Ltd
% Cassette: NHF 810564 Digital, Cost: Rs 50/-, CD: 112053 CDF, Cost: Rs 125/-

\printtitle
#indian

ko \:	saa nii dhaa paa gaa maa paa maa gaa saa re nii nii saa nii saa nii saa saa 
ja \:	( merii aa.Nkho.n me.n jo Kumaar hai
	tere dard\-e\-dil kaa qaraar hai ) \-2
	diivaano.n ne sab luTaa diyaa \-2
ja \:	maine jo palluu giraa diyaa \-3
ko \:	saa gaa paa maa nii dhaa paa gaa paa maa nii dhaa saa
	paa gaa paa maa nii dhaa saa paa saa nii dhaa saa

ja \:	palluu sarakaa ik bahaanaa mil gayaa
	dillagii hii dillagii me.n meraa dil gayaa
ko \:	ho meraa dil gayaa dil gayaa dil gayaa
	aa teraa dil gayaa dil gayaa dil gayaa
saa \:	jo palluu giraa diyaa maine \-4
	jo palluu giraa diyaa

fa \:	aa aa aa aa
	jab tuu palluu laharaane lagii
	laharaa ke ghaTaa tab chhaane lagii
ko \:	jab tuu palluu laharaane lagii
	laharaa ke ghaTaa tab chhaane lagii
fa \:	terii zaalim adaa ta.Dapaane lagii
	tuune jo palluu giraa diyaa \-2
	tuune
ko \:	jo palluu giraa diyaa
	tuune jo palluu giraa diyaa \-2

ja \:	palluu kaa ra.ng mast goraa\-goraa a.ng mast
saa \:	palluu kaa ra.ng mast goraa\-goraa a.ng mast
ja \:	kaale\-kaale baal mast bahakii\-bahakii chaal mast
saa \:	kaale\-kaale baal mast bahakii\-bahakii chaal mast
ja \:	mast jaam mast ho ga_e mastaane bhii mast
saa \:	mast jaam mast ho ga_e mastaane bhii mast
ja \:	jo palluu giraa diyaa maine \-2
	jo palluu giraa diyaa
ko \:	tuune
	jo palluu giraa diyaa tuune \-2

fa \:	ek to ye terii javaanii hii qayaamat hai sanam \-2
	us pe in mast adaa_o.n ne kiyaa mast mujhe
ko \:	jo palluu giraa diyaa tuune \-2
fa \:	jo palluu giraa diyaa tuune
ja \:	jo palluu giraa diyaa maine
	jo palluu giraa diyaa
ja \:	merii aa.Nkho.n me.n jo Kumaar hai
	tere dard\-e\-dil kaa qaraar hai
	diivaano.n ne sab luTaa diyaa \-2
ko \:	( maine jo palluu giraa diyaa
	tuune jo palluu giraa diyaa ) \-3

ja \:	ye palluu \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{naa shahar me.n hu_aa ... pyaar to hotaa hai pyaar}%
\film{Parwana}%
\year{2003}%
\starring{Ajay Devgan, Amisha Patel, Pooja Batra, Ketaki Dave, Danny Denzongpa, Sayaji Shinde, Gulshan Grover}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Sanjeev Darshan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11715 [V S Rawat]
% Producer & Director: Bahry Films, Deepak Bahry
% Audio: Saregama India Ltd
% Cassette: NHF 810564 Digital, Cost: Rs 50/-, CD: 112053 CDF, Cost: Rs 125/-

\printtitle
#indian

u \:	naa shahar me.n hu_aa naa hii ghar me.n hu_aa
	pyaar to bas hu_aa ik nazar me.n hu_aa
	ye to aa_e nazar dil ke paar
	pyaar to hotaa hai pyaar \-4
a \:	naa shahar me.n hu_aa \threedots dil ke paar
	pyaar to hotaa hai pyaar \-4

	har saa.Ns me.n ab terii baat hai
	merii zindagii ab mere saath hai
u \:	tuu ban ga_ii hai zaruurat merii
	tere li_e hai mohabbat merii
a \:	maine sunaa isako tuune sunaa
	ye ishq hai dha.Dakano.n kii sadaa
	dil pe chhaayaa hai isakaa Kumaar
u \:	pyaar to hotaa hai pyaar \-2
a \:	pyaar to hotaa hai pyaar \-2

u \:	aisaa kabhii pahale hotaa naa thaa
	meraa chain to aise khotaa naa thaa
a \:	kaise hu_ii aisii haalat merii
	paagal banaatii hai chaahat terii
u \:	tujhako Kabar naa mujhe thaa pataa
	is dard kii naa ko_ii hai davaa
	ham to rahane lage beqaraar
a \:	pyaar to hotaa hai pyaar \-2
u \:	pyaar to hotaa hai pyaar \-2

a \:	naa shahar me.n hu_aa naa hii ghar me.n hu_aa
u \:	pyaar to bas hu_aa ik nazar me.n hu_aa
a \:	ye to aa_e nazar dil ke paar
u \:	pyaar to hotaa hai pyaar \-2
a \:	pyaar to hotaa hai pyaar \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pyaar ke mo.D par ... tumako hii chaahe.nge ham}%
\film{Parwana}%
\year{2003}%
\starring{Ajay Devgan, Amisha Patel, Pooja Batra, Ketaki Dave, Danny Denzongpa, Sayaji Shinde, Gulshan Grover}%
\singer{Saud Khan, Prabha Bharati}%
\music{Sanjeev Darshan}%
\lyrics{Afsar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11721 [V S Rawat]
% Producer & Director: Bahry Films, Deepak Bahry
% Audio: Saregama India Ltd
% Cassette: NHF 810564 Digital, Cost: Rs 50/-, CD: 112053 CDF, Cost: Rs 125/-

\printtitle
#indian

sau \:	pyaar ke mo.D par chal di_e chho.D kar
	kyaa milaa hai tumhe.n dil meraa to.D kar
	mujhako pyaaraa lage har sitam
	tumako hii chaahe.nge ham \-4
pra \:	pyaar ke mo.D par chal di_e chho.D kar
	kyaa milaa hai tumhe.n dil meraa to.D kar
	mujhako pyaaraa lage har sitam
	tumako hii chaahe.nge ham \-4

sau \:	tumase to hai ye merii zindagii
	merii vafaa ye merii aashiqii
pra \:	Dhuu.NDhe tumhe.n ye hamaarii nazar
	ta.Dapaa karuu.N mai.n to shaam\-o\-sahar
sau \:	Guzare naa ye raat\-din kyaa kare.n
	ye zindagii tere bin kyaa kare.n
	kyaa yahii hai mohabbat sanam
pra \:	tumako hii chaahe.nge ham \-2
sau \:	tumako hii chaahe.nge ham \-2

pra \:	mai.n huu.N tumhaare Kayaalo.n me.n gum
	vaade vafaa ke bhulaa baiThe tum
sau \:	maine to kii hai mohabbat magar
	tumane diye mujhako zaKam\-e\-jigar
pra \:	jab tak rahe mere siine me.n dam
	ye pyaar hogaa kabhii bhii naa kam
	yahii vaadaa hai rab kii qasam
sau \:	tumako hii chaahe.nge ham \-2
pra \:	tumako hii chaahe.nge ham \-2

sau \:	pyaar ke mo.D par chal di_e chho.D kar
pra \:	kyaa milaa hai tumhe.n dil meraa to.D kar
sau \:	mujhako pyaaraa lage har sitam
pra \:	( tumako hii chaahe.nge ham
sau \:	tumako hii chaahe.nge ham ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
