% ISB File: PayingGuest_1957.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chaa.Nd phir nikalaa, magar tum na aaye}%
\film{Paying Guest}%
\year{1957}%
\starring{Dev Anand, Nutan}%
\singer{Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
%          Neha Desai
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

chaa.nd phir nikalaa, magar tum na aaye
jalaa phir meraa dil, karu.N kyaa mai.n haay
chaa.nd phir nikalaa \threedots

(ye raat kahatii hai vo din gaye tere 
ye jaanataa hai dil ke tum nahii.n mere  )   \- 2
kha.Dii mai.n huu.N phir bhii nigaahe.n bichhaaye
mai.n kyaa karuu.N haay ke tum yaad aaye
chaa.nd phir nikalaa \threedots

(sulagate siine se dhu.naa saa uThataa hai
lo ab chale aao ke dam ghuTataa hai.n  )   \- 2
jalaa gaye tan ko bahaaro.n ke saaye
mai.n kyaa karu.N haay ke tum yaad aaye
chaa.nd phir nikalaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chho.D do aa.nchal zamaanaa kyaa kahegaa}%
\film{Paying Guest}%
\year{1957}%
\starring{Devanand, Nutan}%
\singer{Asha, Kishore}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

A:  chho.D do aa.nchal zamaanaa kyaa kahegaa
chho.D do aa.nchal zamaanaa kyaa kahegaa
k:   (in adaao.n kaa zamaanaa bhii hai.n diivaanaa 
diivaanaa kyaa kahegaa )   \- (2)
A:  chho.D do aa.nchal zamaanaa kyaa kahegaa

A:  mai.n chalii
mai.n chalii ab khuub chhe.Do pyaar ke afasaane
kuchh mausam hai.n diivaanaa kuchh tum bhii ho diivaane  (2)
k:   zaraa sunanaa jaan\-e\-tamannaa (2)
itanaa to sochiye mausam suhaanaa kyaa kahegaa
A:  chho.D do aa.nchal \threedots

A:  yuu.N na dekho jaag jaae pyaar kii a.nga.Daaii
ye rastaa ye tanahaaI lo dil ne Thokar khaaii
k:   yahii din hai.n mastii ke sin hai.n (2)
kisako ye hosh hai apanaa begaanaa kyaa kahegaa
A:  chho.D do aa.nchal \threedots

A:  ye bahaare.n ye phuvaare.n ye barasataa saavan
thar thar kaa.Npe hai.n tan man merii bayyaa.N dhar lo saajan
k:   ajii aanaa dil me.n samaanaa (2)
ek dil ek jaan hai.n ham tum zamaanaa kyaa kahegaa
A:  chho.D do aa.nchal \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{maanaa janaab ne pukaaraa nahii.n}%
\film{Paying Guest}%
\year{1957}%
\starring{Dev Anand, Nutan}%
\singer{Kishore}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu)
% Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

(maanaa janaab ne pukaaraa nahii.n
kyaa meraa saatha bhii gavaaraa nahii.n
mufta me.n bana ke, chala diye tanake, 
vallaa javaab tumhaaraa nahii.n ) \- 2
maanaa janaab ne \threedots

(yaaro.n kaa chalana hai gulaamii
dete.n hai.n hasiino.n ko salaamii ) \- 2
gussaa naa kiijiye jaane bhii diijiye
bandagI to bandagI to liijiye saahab
maanaa janaab ne \threedots

(TuuTaa phuuTaa dil ye hamaaraa,
jaisaa bhii hai aba hai tumhaaraa ) \- 2
idhar dekhiye, nazar pheriye  
dillagii naa dillagii naa kiijiye saahab
maanaa janaab ne \threedots

(maashaa allaa kahanaa to maanaa
bana gayaa biga.Daa zamaanaa ) \- 2
tumako ha.Nsaa diyaa, pyaara sikhaa diyaa \- 2
shukriyaa to shukriyaa to kiijiye saahab
maanaa janaab ne pukaaraa nahii.n,
kyaa meraa saatha bhii gavaaraa nahii.n
mufta me.n bana ke, chala diye tanake, 
vallaa javaab tumhaaraa nahii.n hAy \- 3

#endindian
\endsong


% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o nigaahe.n mastaanaa}%
\film{Paying Guest}%
\year{1957}%
\starring{Dev Anand, Nutan}%
\singer{Kishore, Asha}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

o nigaahe.n mastaanaa
dekh samaa.N hai suhaanaa
tiir dil pe chalaa ke
aa, zaraa jhuk jaanaa
o nigaahe.n mastaanaa \threedots

koii dekhe nashiile aa.Nkhe.n mal mal ke
dil kaise bane na diivaanaa
shammaa kare hai ishaare jab jal jal ke
kaho kyaa kare paravaanaa
o ho
o nigaahe.n mastaanaa \threedots

bastii ke diyo.n ko bujh jaane de
laharaa ke na ruk ruk jaanaa
chaahat kaa labo.n pe naam aane de
yahii pyaar kaa hai zamaanaa
o ho
o nigaahe.n mastaanaa \threedots

daaman na bachaanaa mere haatho.n se
sharamaa ke gale se lag jaanaa
jale chaa.Nd sitaare jin baato.n se
sun jaa vahii afasaanaa
o ho
o nigaahe.n mastaanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{shammaa jalatii hai jale ... haay haay haay ye nigaahe.n}%
\film{Paying Guest}%
\year{1957}%
\starring{Dev Anand, Nutan}%
\singer{Kishore}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Credits: Neha Desai

\printtitle
#indian

shammaa jalatii hai jale, raat Dhalatii hai Dhale
chho.D ke aisii mahafil, ham nahii.n jaane vaale

haay
haay haay haay ye nigaahe.n
kar de sharaabii jise chaahe.n jise chaahe.n
mai.n to bhuul gayaa raahe.n
haay haay haay ye nigaahe.n   \threedots

raat hasii.n hai javaa.N hai.n nazaare
jhuum chale ham dil ke sahaare
aaj koii hamako na pukaare
e he he he
tobaa tobaa, ye nigaahe.n
may kii botal jaisii baahe.n
haay!
haay haay haay ye nigaahe.n   \threedots

yuu.N jo samaa bahakaa bahakaa ho
ham bhii zaraa bahake to mazaa ho
e he he he he hu.N hu.N hu.N
yuu.N jo samaa bahakaa bahakaa ho
ham bhii zaraa bahake to mazaa ho
aa.Nkh piye aur dil ko nashaa ho
rokatii hai.n merii raahe.n
may kii botal jaisii baahe.n
haay!
haay haay haay ye nigaahe.n   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
