% ISB File: PehaliJhalak_1954.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{charanadaas ko piine kii jo aadat na hotii}%
\film{Pehali Jhalak}%
\year{1954}%
\starring{Kishor Kumar, Vyjayantimala, Pran, Shammi, Om Prakash, Dara Singh}%
\singer{Kishor}%
\music{Hemant Kumar}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10229 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

charanadaas ko piine kii jo aadat na hotii
to aaj miyaa.N baahar biivii andar na sotii

botal se pyaar kiyaa buraa mere yaar kiyaa
ghar\-ghar me.n jhaga.Daa din\-raat kaa ye raga.Daa
botal ke chaske ne haay mujhe maar diyaa
botal se yaaro.n jo ulfat na hotii
to aaj miyaa.N baahar \threedots

mu.Nh se lage phir zaalim na chhuuTe
shaam pa.De hii badan saaraa TuuTe
nazaro.n me.n ghuume.n dukaan sharaab kii
naak me.n aa_e Kushbuu kabaab kii
is par mazaa ki khaalii ho paakiT
nazaro.n me.n ghuume.n phir biivii kaa laakiT
miTTii ke bhaav jaa ke bech aa_e motii
to aaj miyaa.N baahar \threedots

jevar se kapa.Daa kapa.De se bartan
botal ke paanii me.n Duub gayaa saaraa dhan
diyaa naa saal bhar kiraayaa makaan kaa
cha.Dh gayaa sir par karjaa paThaan kaa
dekho jii haule\-haule apanaa ye haal hu_aa
beTaa amiir kaa Than\-Than\-gopaal hu_aa
bik ga_e suuT\-buuT rah ga_ii ghotii
to aaj miyaa.N baahar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaise bhaaye sakhii rut saavan kii}%
\film{Pehali Jhalak}%
\year{1954}%
\starring{Kishor Kumar, Vyjayantimala, Pran, Shammi, Om Prakash, Dara Singh}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

%Contributor:Srinivas Ganti
%Transliterator:Srinivas Ganti
% Date:March 10, 2002

\printtitle
#indian

(kaise bhaaye sakhii rut saavan kii)\-2
(piyaa bhejii naa patiyaa.n aavan kii)\-2
(kaise bhaaye sakhii rut saavan kii)\-2

(cham cham cham cham barasat badaraa)\-2
roye roye naino.n se bah gayaa kajaraa
(aag lage aise saavan ko)\-2
jaan jalaave jo viraha.n kii
(kaise bhaaye sakhii rut saavan kii)\-2

dhun bansii kii saavaniyaa gaaye
aa~ saavaniyaa gaaye
dhun ba.nsii kii saavaniyaa gaaye
ghaayal man sun dhuut ? jaaye
(banake agan a.Nkhiya.n me.n bha.Dake)\-2 
aas lagii piyaa darashan kii 
(kaise bhaaye sakhii rut saavan kii)\-2
(piyaa bhejii naa patiyaa.n aavan kii)\-2
(kaise bhaaye sakhii rut)\-2
ma ma re sa, ni sa re ni dha ni dha ni sa 
ma pa da ni sa, re sa re ni sa dha ni pa
ma re pa ga ma re sa, pa ma re pa ma ni da sa
ma pa da ni sa, ni ni pa ma ga ma ri sa ni sa
pa ma ga ma re sa ni sa 
pa ma ga ma re sa ni sa
pa ma ga ma re sa ni sa
saavan kii
kaise bhaaye sakhii rut aa~ saavan kii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zamii.n chal rahii hai aasamaa.N chal rahaa hai}%
\film{Pehli Jhalak}%
\year{1954}%
\starring{}%
\singer{Hemant}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@du.ICS.UCI.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits : Hrishi Dixit (hrishi@excite.com)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)
% Comments : Also features in the RMIM series "Hemantada..." (#17)

\printtitle
#indian

zamii.n chal rahii hai aasamaa.N chal rahaa hai
zamii.n chal rahii hai aasamaa.N chal rahaa hai
yah kisake ishaare jahaa.N chal rahaa hai
zamii.n chal rahii hai aasamaa.N chal rahaa hai

yah kisake ishaare jahaa.N chal rahaa hai
zamii.n chal rahii hai aasamaa.N chal rahaa hai

## flute interludes ##

chalii jaa rahii hai zamaane kii naiyyaa
chalii jaa rahii hai zamaane kii naiyyaa
nazar se na dekhaa kisii ne khevaiyyaa
nazar se na dekhaa kisii ne khevaiyyaa

na jaane yah chakkar kahaa.N chal rahaa hai
na jaane yah chakkar kahaa.N chal rahaa hai
yah kisake ishaare jahaa.N chal rahaa hai

zamii.n chal rahii hai aasamaa.N chal rahaa hai
yah kisake ishaare jahaa.N chal rahaa hai
zamii.n chal rahii hai aasamaa.N chal rahaa hai

## flute interludes ##

yah ha.Nsanaa yah ronaa yah aashaa niraashaa
yah ha.Nsanaa yah ronaa yah aashaa niraashaa
samajh na aaye yah kyaa hai tamaashaa
samajh na aaye yah kyaa hai tamaashaa

yah kyo.n raat din kaaravaa.N chal rahaa hai
yah kyo.n raat din kaaravaa.N chal rahaa hai
yah kisake ishaare jahaa.N chal rahaa hai

zamii.n chal rahii hai aasamaa.N chal rahaa hai
yah kisake ishaare jahaa.N chal rahaa hai
zamii.n chal rahii hai aasamaa.N chal rahaa hai

## flute interludes ##

ajab hai yah mahafil ajab daasataa.N hai
ajab hai yah mahafil ajab daasataa.N hai
na ma.nzil hai ko_ii na ko_ii nishaa.N hai
na ma.nzil hai ko_ii na ko_ii nishaa.N hai

to phir kis liye kaaravaa.N chal rahaa hai
to phir kis liye kaaravaa.N chal rahaa hai
yah kisake ishaare jahaa.N chal rahaa hai

zamii.n chal rahii hai aasamaa.N chal rahaa hai
yah kisake ishaare jahaa.N chal rahaa hai
zamii.n chal rahii hai aasamaa.N chal rahaa hai

## flute interludes ##

bhaTakte to dekhe hazaaro.n sayaane
bhaTakte to dekhe hazaaro.n sayaane
magar raaz kudarat ka ko_ii na jaane
magar raaz kudarat ka ko_ii na jaane

yah sab silasilaa benishaa.N chal rahaa hai
yah sab silasilaa benishaa.N chal rahaa hai
yah kiske ishaare jahaa.N chal rahaa hai

zamii.n chal rahii hai aasamaa.N chal rahaa hai
yah kisake ishaare jahaa.N chal rahaa hai
zamii.n chal rahii hai aasamaa.N chal rahaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
