% ISB File: Phaagun_1958.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aur to koii nahii.n ... baraso re, haay bairii badaravaa}%
\film{Phagun}%
\year{1958}%
\starring{Madhubala, Bharat Bhushan}%
\singer{Asha, chorus}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

aur to koii nahii.n sahaaraa tuu hii haath ba.Dhaa de
ga.ngaa yamunaa ban ke baadal Gam kii aag bujhaa de

o baraso re, haay! bairii badaravaa baraso re
aaj kisii kii priit nagar me.n lag na jaaye aag
o baraso re \threedots

duniyaa vaale priit ke dushaman dil ta.Dapaane vaale
koii nahii.n bujhaane vaalaa sab hai.n lagaane vaale
o baraso re \threedots

a.ngaaro.n kii Dolii laayaa janam janam kaa saathii
maut kaa ghuu.NghaT le kar mai.n bhii piyaa milan ko jaatii
o baraso re \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chham\-chham ghu.Ngharuu bole}%
\film{Phaagun}%
\year{1958}%
\starring{Bharat Bhushan, Madhubala, Jeevan, Kammo, Nishi, Cukoo}%
\singer{Asha}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11443 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

chham\-chham ghu.Ngharuu bole merii chaal nashiilii Dole
man gaane lagaa samajhaane lagaa tuu aaj kisii kii ho le \-2
chham\-chham ghu.Ngharuu \threedots

jab se tuu dil me.n samaane lagaa
zindagii me.n nayaa mazaa aane lagaa \-2
badalii hai chaal khil ga_e gaal
aa.Nkho.n me.n savaal bikhare hai.n baal
chham\-chham ghu.Ngharuu \threedots

yaad rahe piyaa meraa pyaar sachchaa jii
phir kabhii aapase mile.nge achchhaa jii \-2
aapake Gulaam dete hai.n salaam
dekh liyaa naach laa_o jii inaam
chham\-chham ghu.Ngharuu \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ik paradesii meraa dil le gayaa}%
\film{Phagun}%
\year{1958}%
\starring{Madhubala, Bharat Bhushan}%
\singer{Asha, Rafi}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Transliterator: Shripad Lale (lale@cent.gud.siemens.co.at)
% Credits: Neha Desai
%          Vandana Vidwans
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

aashaa: ik paradesii meraa dil le gayaa
jaate jaate miiThaa miiThaa Gam de gayaa, haa.N, ik\threedots
rafii: kaun paradesI teraa dil le gayaa
moTii moTii a.Nkhiyo.n me aa.Nsuu de gayaa

rafii: Dhuu.NDh rahe tujhe laakho.n dil vaale
kar de o gorii zaraa aa.Nkho.n se ujaale
aashaa: aa.Nkho.n kaa ujaalaa paradesii le gayaa
jaate jaate miiThaa miiThaa Gam de gayaa

aashaa: mere paradesiyaa kii yahii hai nishaanii
a.Nkhiyaa.n bilaur kii shiishe kI javaanii
ThaNDii ThaNDii aaho.n kaa salaam de gayaa 
jaate jaate miiThaa miiThaa Gam de gayaa, oy, kaun\threedots
rafii: oho, kaun paradesI teraa dil le gayaa\threedots

rafii: usako bulaa duu.N saamane laa duu.N
kyaa mujhe dogii jo tumase milaa duu.N
aashaa: jo bhii mere paas thaa vo sab le gayaa
jaate jaate miiThaa miiThaa Gam de gayaa 

rafii: oy, kaun\threedots
aashaa: ik\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n soyaa akhiyaa.N miiche}%
\film{Phaagun}%
\year{1958}%
\starring{Bharat Bhushan, Madhubala}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10538 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	mai.n soyaa akhiyaa.N miiche terii zulfo.n ke niiche
	duniyaa ko bhuul diivaanii ab rahaa zamaanaa piichhe
	mai.n soyaa akhiyaa.N \threedots

	ye kaun hasii.n sharamaayaa taaro.n ko pasiinaa aayaa
	hiranii kii aa.Nkhe.n le kar dil kaun churaane aayaa
	mai.n soyaa akhiyaa.N \threedots

aa \:	mai.n so_ii akhiyaa.N miiche terii baa.Nho.n ke niiche
	ab chaahe kahii.n le jaa tuu aage aur mai.n piichhe

	ye mere nayan ke taare terii akhiyaa.N dekh ke haare
	o janam\-janam ke saathii merii maa.Ng me.n bhar de taare
	mai.n soyaa akhiyaa.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{piyaa piyaa na laage moraa jiyaa}%
\film{Phagun}%
\year{1958}%
\starring{Bharat Bhushan, Madhubala}%
\singer{Asha}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: Vandana Venkatesan <vvenkate@pcocd2.intel.com>
% Transliterator: Vandana Venkatesan <vvenkate@pcocd2.intel.com>
% Editor: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 11/01/1996
% Comments: Sources: HMV Golden Collection of Asha
%           and HMV cassette of "Phagun"

\printtitle
#indian

piyaa piyaa na laage moraa jiyaa
aajaa chorii chorii ye bai.nyaa.n gorii gorii
ta.Dap uThii re tere pyaar ko
piyaa piyaa \threedots

ek ban kii kalii matavaalii nagarii me.n aaii khilane 
ja.ngal kii moranii aaii baago.n ke mor se milane
milane ho milane, mor se milane
haay \threedots apanaa banaa le sai.nyaa ho
piyaa piyaa \threedots

o baa.Nke nainaa vaale o paradesii matavaale 
tuu muralii mujhe banaa le ho.nTho.n se haay lagaa le
muralii banaa le ho.nTho.n se lagaa le
haay \threedots apanaa banaa le sai.nyaa ho
piyaa piyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sun jaa pukaar ... biit na jaaye ye bahaar}%
\film{Phaagun}%
\year{1958}%
\starring{Bharat Bhushan, Madhubala, Jeevan, Kammo, Nishi, Cukoo}%
\singer{Asha}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: aniruddha keLakar
% Transliterator: aniruddha keLakar
% Date: 25 march 2005

\printtitle
#indian

sun jaa pukaar, sun jaa pukaar, sun jaa pukaar
biit na jaaye ye bahaar aa jaa ek baar, ek baar
sun jaa pukaar, sun jaa pukaar, sun jaa pukaar

o balamaa ye jindagii do saa.nso.nkaa khel
kisako khabar hai saajanaa honaa ho phir mel \ -(2)
honaa ho phir mel

kyaa etabaar, kyaa etbaar, kyaa etbaar
biit na jaaye ye bahaar aa jaa ek baar, ek baar
sun jaa pukaar, sun jaa pukaar, sun jaa pukaar

prem aagan me.n jalke mai.n ho jaa_uu.Ngii raakh
terii galii me.n aayegii uDakar merii khaak \ -(2)
uDakar merii khaak

kar le naa pyaar, kar le naa pyaar, kar le naa pyaar
biit na jaaye ye bahaar aa jaa ek baar, ek baar
sun jaa pukaar, sun jaa pukaar, sun jaa pukaar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tum ruuTh ke mat jaanaa}%
\film{Phaagun}%
\year{1958}%
\starring{Bharat Bhushan, Madhubala}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10539 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	tum ruuTh ke mat jaanaa \-2
	mujhase kyaa shikavaa diivaanaa hai diivaanaa
aa \:	kyo.n ho gayaa begaanaa \-2
	teraa\-meraa kyaa rishtaa ye tuune nahii.n jaanaa

ra \:	mai.n laakh huu.N begaanaa \-2
	phir ye ta.Dap kaisii itanaa to bataa jaanaa
aa \:	furasat ho to aa jaanaa \-2
	apane hii haatho.n se merii duniyaa miTaa jaanaa
ra \:	tum ruuTh ke mat jaanaa \threedots
aa \:	kyo.n ho gayaa begaanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
