% ISB File: PhoolAurShole_1985(PAKISTAN).txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{Kudaa khud pyaar karataa hai muhabbat ek ibaadat hai}%
\film{Phool Aur Shole (Pakistani-Film)}%
\year{1985}%
\starring{}%
\singer{Noorjehan}%
\music{M Ashraf}%
\lyrics{Tasleem Fazli}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 06, 2004
% Credits: Pulkit Sharma

\printtitle
#indian

Kudaa khud pyaar karataa hai muhabbat ek ibaadat hai \-3
ye aisaa Kaab hai
ye aisaa Kaab hai jis Kaab kii taabiir jannat hai
Kudaa khud pyaar karataa hai muhabbat ek ibaadat hai
ye aisaa Kaab hai jis Kaab kii taabiir jannat hai
Kudaa khud pyaar karataa hai muhabbat ek ibaadat hai

farishte pyaar kar sakate to phir insaan kyuu.N aate \-2
na ye duniyaa banii hotii na taare roshanii paate
zamaane kii har ek shai ko muhabbat kii zaruurat hai

Kudaa khud pyaar karataa hai muhabbat ek ibaadat hai
ye aisaa Kaab hai
ye aisaa Kaab hai jis Kaab kii taabiir jannat hai
Kudaa khud pyaar karataa hai muhabbat ek ibaadat hai

muhabbat phuul hai Kushbuu hai dariyaa kii rawaanii hai \-2
har ek jazbaa aduuraa hai har ek shai aanii jaanii hai
qayaamat tak rahegii jo muhabbat wo haqiiqat hai

Kudaa khud pyaar karataa hai muhabbat ek ibaadat hai
ye aisaa Kaab hai
ye aisaa Kaab hai jis Kaab kii taabiir jannat hai
Kudaa khud pyaar karataa hai muhabbat ek ibaadat hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
