% ISB File: PhoolBaneAngaare_1963.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chaa.Nd aahe.n bharegaa, phuul dil thaam le.nge%
\film{Phool Bane Angare}%
\year{1963}%
\starring{Raj Kumar, Mala Sinha}%
\singer{Mukesh}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Ravi Kant Rai 
% Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Editor: Prateek Verman
%         Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

chaa.Nd aahe.n bharegaa
phuul dil thaam le.nge
husn kii baat chalii to
sab teraa naam le.nge 

aa.Nkhe.n naazuk sii kaliyaa.n
baat mishrii kii Daliyaa.n
ho.nTh ga.ngaa ke saahil
zulfe.n jannat kii galiyaa.n
terii khaatir farishte, sar pe ilzaam le.nge (2)
husn kii baat\threedots

kuchh kahegii havaa bhii
kuchh kahegii ghaTaa bhii
aur mumakin hai teraa
zikr kar de khudaa bhii
phir to patthar hii shaayad, jabt se kaam le.nge (2)
husn kii baat\threedots

% I roughly recall one more stanza -:V S Rawat

aisaa cheharaa hai teraa jaise roshan saveraa
jis jagah tuu nahii.n hai us jagah hai a.ndheraa
??
husn kii baat\threedots

chaa.Nd aahe.n bharegaa
phuul dil thaam le.nge\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ho raadhaa puuchhe.n terii sakhiyaa.N}%
\film{Phool Bane Angaare}%
\year{1963}%
\starring{Raj Kumar, Mala Sinha, Johnny Walker}%
\singer{Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005

\printtitle
#indian

ho raadhaa
ho raadhaa puuchhe.n terii sakhiyaa.N \-2
jamunaa ke tiir hu_ii kyaa batiyaa.N
kaanhaa ke sa.ng hu_ii kyaa batiyaa.N
ho raadhaa puuchhe.n terii sakhiyaa.N \-2

( paniyaa bharan kaa kar ke bahaanaa
roz teraa jamunaa taT jaanaa ) \-2
aanaa naa saarii saarii ratiyaa.N

ho raadhaa
ho raadhaa puuchhe.n terii sakhiyaa.N \-2

( kaanhaa ko tuune ra.ng lagaayaa
kaanhaa ne tohe a.ng lagaayaa ) \-2
holii me.n ho lii.n kyaa kyaa batiyaa.N

ho raadhaa
ho raadhaa puuchhe.n terii sakhiyaa.N \-2
jamunaa ke tiir hu_ii kyaa batiyaa.N
kaanhaa ke sa.ng hu_ii kyaa batiyaa.N
ho raadhaa puuchhe.n terii sakhiyaa.N \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sambhal to le dil diiwaanaa zaraa Thahar jaanaa}%
\film{Phool Bane Angaare}%
\year{1963}%
\starring{Raj Kumar, Mala Sinha, Johnny Walker}%
\singer{Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

Thahar jaanaa
sambhal to le dil diwaanaa zaraa Thahar jaanaa \-2
abhii na saamane aanaa zaraa Thahar jaanaa
sambhal to le

mai.n guzarii umr ko vaapas zaraa pukaar to luu.N
mai.n apane aap ko tho.Daa bahut sa.Nwaar to luu.N
libaas Gam kaa nigaaho.n se mai.n utaar to luu.N
samaa.N to ho le suhaanaa zaraa Thahar jaanaa
abhii na saamane aanaa zaraa Thahar jaanaa
sambhal to le

Kushii bhii itanii achaanak mai.n sah na paa_uu.Ngii
mai.n apane aap me.n bas aaj rah na paa_uu.Ngii
jo tum se kahanaa hai mujhako wo kah na paa_uu.Ngii
mai.n yaad kar luu.N fasaanaa zaraa Thahar jaanaa
abhii na saamane aanaa zaraa Thahar jaanaa
sambhal to le dil diwaanaa zaraa Thahar jaanaa
sambhal to le

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong 
\stitle{sun gorii khol zaraa ghuu.NghaT kaa ##Door##}%
\film{Phool Bane Angare}%
\year{1963}%
\starring{Johnny Walker, Raj Kumar, Mala Sinha}%
\singer{Rafi, Kamal Barot}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

sun gorii khol zaraa ghuu.NghaT kaa ##Door##
hone bhii de zaraa akhiyaa.N ##four##
u.N hu.N
sun gorii khol zaraa ghuu.NghaT kaa ##Door##
hone bhii de zaraa akhiyaa.N ##four##

yaad hai tujhe chaupaTii kaa vo ##footpath##
huii thii hamaarii jahaa.N pahalii mulaaqaat
dekhuu.N zaraa tuu hai vo hii yaa hai koii aur
sun gorii khol zaraa ghuu.NghaT kaa ##Door##
hone bhii de zaraa akhiyaa.N ##four##
u.N hu.N
sun gorii khol zaraa ghuu.NghaT kaa ##Door##
hone bhii de zaraa akhiyaa.N ##four##

mai.n huu.N teraa ##husband## tuu hai merii ##wife##
yahii afasos to rahegaa saarii ##life##
 - ai.n kyaa kahaa?!
##life## pe kare.nge ham phir kabhii gaur
sun gorii khol zaraa ghuu.NghaT kaa ##Door##
hone bhii de zaraa akhiyaa.N ##four##
u.N hu.N
sun gorii khol zaraa ghuu.NghaT kaa ##Door##
hone bhii de zaraa akhiyaa.N ##four##

yaad hai tujhe vo meraa kaan\-to.D taan
kaun thaa kahegaa vo thii murge kii baa.Ng
tuune usii baa.Ng pe kahaa thaa ##once more##
sun gorii khol zaraa ghuu.NghaT kaa ##Door##
hone bhii de zaraa akhiyaa.N ##four##
u.N hu.N
sun gorii khol zaraa ghuu.NghaT kaa ##Door##
hone bhii de zaraa akhiyaa.N ##four##

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
