% ISB File: PilpiliSaaheb_1954.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chaa.Nd sitaaro.n se kaun bulaaye re}%
\film{Pilpili Saaheb}%
\year{1954}%
\starring{Agha, Shyama, Pran, Kuldeep, Sundar, Lalita Kumari, Madan}%
\singer{Lata, Shaminder}%
\music{Sardool Kwatra}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005

\printtitle
#indian

sha:	chaa.Nd sitaaro.n me.n kaun bulaaye re
	chaa.Nd sitaaro.n kaun bulaaye re
	pahaluu se dil u.Daa jaaye re
	raato.n ko nii.nd na aaye re haay
	a.nkhiyo.n me.n nii.nd na aaye re

la:	raato.n kii ni.ndiyaa jab u.D jaaye re \-2
	chaa.Nd agan barasaaye re
	jaano.n pyaar me.n ra.nj gamaaye re haay	
	a.nkhiyo.n me.n nii.nd na aaye re

	( ThaNDii ThaNDii aahe.n kho_ii sii nigaahe.n
	adhakhule nainaa kisako sukhaaye ) \-2
sha:	jaane wahii jo dil me.n pyaar basaaye re \-2
	aag se aag bujhaaye re
	raato.n ko nii.nd na aaye re haay
	a.nkhiyo.n me.n nii.nd na aaye re

	mai.nne bhii samajhaa tumane bhii jaanaa
	phir kyuu.N adhuuraa hai ye afasaanaa
la:	raaz jale phir raaz chhupaaye re \-2
	bedardii kahalaaye re
	raato.n ko nii.nd na aaye re haay
	a.nkhiyo.n me.n nii.nd na aaye re

	man ke mahal me.n mujhako basaa ke
	to.D na denaa priit lagaa ke
sha:	pahaluu me.n aa ke jo bas jaaye re \-2
do:	jaan ke saath hii jaaye re
	raato.n ko nii.nd na aaye re haay
	a.nkhiyo.n me.n nii.nd na aaye re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jo apanaa kaam hai ... jaa_uu.N mai.n kahaa.N daataa}%
\film{Pilpili Saaheb}%
\year{1954}%
\starring{Agha, Shyama, Pran, Kuldeep, Sundar, Lalita Kumari, Madan}%
\singer{Lata}%
\music{Sardool Kwatra}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11398 [V S Rawat]
% Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #88 under Geetanjali #78

\printtitle
#indian

jo apanaa kaam hai vah ki_e jaa rahii huu.N mai.n
ab tere dar kii Kaaq li_e jaa rahii huu.N mai.n

jaa_uu.N mai.n kahaa.N daataa teraa dekh liyaa ye jahaa.N
jaa_uu.N mai.n kahaa.N haay jaa_uu.N mai.n kahaa.N

Gam ke andhere hai.n dukha.Do.n kaa saath hai
chandaa banaane vaale din meraa raat hai
kisako sunaa_uu.N jaa ke dil kaa bayaa.N
jaa_uu.N mai.n kahaa.N \threedots

maanaa burii huu.N par huu.N to tumhaarii
kahatii hai tumase ab to duniyaa hamaarii
biga.Dii banaa do merii aa ke yahaa.N
jaa_uu.N mai.n kahaa.N \threedots

tere jahaa.N me.n maalik kaa.NTe hii kaa.NTe hai.n
aa.Nsuu di_e hai.n mujhako phuul tuune baa.NTe hai.n
dil kii sadaa_e.N sun le mai.n huu.N bezubaa.N
jaa_uu.N mai.n kahaa.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
