% ISB File: PiyaaMilan_1958.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{yaad aa ke haradam sataaye}%
\film{Piya Milan}%
\year{1958}%
\starring{}%
\singer{Lata}%
\music{Ramesh Naidu}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: Neha
% Transliterator: Nita
% Date: 5 October 1999
% Credits: Satish Kalra, Snehal Oza

\printtitle
#indian

yaad aake haradam sataaye
aaj taqadiir luTii ham bhii haare

lo ham un ke aramaan liye \- 2
vo kyuu.N haradam Kayaalo.n me.n ho
birahaa qasam Gam ta.Dapaaye hame.n \- 2
ai dil kyuu.N tum hairaan ho
tum hii bol do
yaad aake \threedots

matavaalaa ra.ngiilaa phuul ye
pal bhar me.n manavaa ko chiin le
udaas vo kar daale \- 2
vo duur se maare mom dil pe kaa.NTe.n
yaad aake \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
