% ISB File: Pocketmaar_1956.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{balamaa anaa.Dii ma.Ngaa de gho.Daa\-gaa.Dii}%
\film{Pocketmaar}%
\year{1956}%
\starring{Dev Anand, Geeta Bali, Nadira, Gop, Sundar, Meenu Mumtaz}%
\singer{Lata}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10588 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

balamaa anaa.Dii ma.Ngaa de gho.Daa\-gaa.Dii
ki tere sa.ng haay meraa laage na jiyaa

thak ga_ii mai.n to jii paanii bhar\-bhar ke
tere saare ghar kii gulaamii kar\-kar ke
salaamii kar\-kar ke
balamaa anaa.Dii \threedots

saaraa\-saaraa din baiThii chuulhaa jalaa_uu.N mai.n
gore\-gore haatho.n se jhaa.Duu lagaa_uu.N mai.n
isase to achchhaa ki haay mar jaa_uu.N mai.n
balamaa anaa.Dii \threedots

jabase bedardii byaah ke mujhe laayaa
kabhii sa.ng apane na sinemaa dikhaayaa
na ##lemon## pilaayaa
balamaa anaa.Dii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chhoTii sii hai zindagii apanii Kushii se jii}%
\film{Pocketmaar}%
\year{1956}%
\starring{Dev Anand, Geeta Bali, Nadira, Gop, Sundar, Meenu Mumtaz}%
\singer{Lata}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005

\printtitle
#indian

chhoTii sii hai zindagii apanii Kushii se jii
duniyaa ko chho.D tujhe duniyaa se kyaa
baat kaisii Gam kii Kushiyo.n kaa ras pii
duniyaa ko chho.D tujhe duniyaa se kyaa
chhoTii sii hai zindagii apanii Kushii se jii

tuu aage aage chal piichhe duniyaa ko aane de \-2
dekh dekh duniyaa jo jale jal jaane de \-2
jale jal jaane de
duniyaa kii dostii tere kis kaam kii
duniyaa ko chho.D tujhe duniyaa se kyaa
chhoTii sii hai zindagii apanii Kushii se jii
duniyaa ko chho.D tujhe duniyaa se kyaa
chhoTii sii hai zindagii apanii Kushii se jii

subah ho yaa shaam tujhe mastii se kaam ho \-2
dil ke siwaa na kabhii kisii kaa Gulaam ho \-2
kisii kaa Gulaam ho
kaisii hai ye zi.ndagii jiinaa hai to aise jii
duniyaa ko chho.D tujhe duniyaa se kyaa
chhoTii sii hai zindagii apanii Kushii se jii
duniyaa ko chho.D tujhe duniyaa se kyaa
chhoTii sii hai zindagii apanii Kushii se jii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{duniyaa ke saath chal pyaare}%
\film{Pocketmaar}%
\year{1956}%
\starring{Dev Anand, Geeta Bali, Nadira, Gop, Sundar, Meenu Mumtaz}%
\singer{Geeta, Chorus}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005

\printtitle
#indian

gii:	duniyaa ke saath chal pyaare
	aise na haath mal pyaare
	do din bahaar, ha.Ns kar guzaar
	hai ye riit aaj kal pyaare
	duniyaa ke saath chal pyaare
	aise na haath mal pyaare

ko:

gii:	( jab tak jawaan ye dil hai
	duniyaa hasiin mahafil hai
	mastii me.n Duub kar jii le
	har saa.Ns terii ma.nzil hai ) \-2
	kyaa aitabaar phir ye bahaar
	aaye naa aaye kal pyaare
	duniyaa ke saath chal pyaare
	aise na haath mal pyaare

ko:

gii:	( tho.Dii hai.n chaa.Ndanii raate.n
	ho mat soch hosh kii baate.n
	Kushiyo.n kii dhuup ke piichhe
	Gam kii lagii hai.n barasaate.n ) \-2
	saare usuul bilakul fazuul
	tuu ga.Nvaa naa ek pal pyaare

	duniyaa ke saath chal pyaare
	aise na haath mal pyaare
	do din bahaar, ha.Ns kar guzaar
	hai ye riit aaj kal pyaare
	duniyaa ke saath chal pyaare
	aise na haath mal pyaare

	aa

ko:	

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kisii ke Thukaraa kar aramaan ... yah mausam roj nahii.n aataa}%
\film{Pocketmaar}%
\year{1956}%
\starring{Dev Anand, Geeta Bali, Nadira, Gop, Sundar, Meenu Mumtaz}%
\singer{Lata}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10589 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

kisii ke Thukaraa kar aramaan na jaa o bedardii naadaan
yah mausam roj nahii.n aataa \-2

are anajaan nahii.n aasaan bahaaro.n ke aise saamaan
ye mausam roj \threedots

shamaa tak aa ke paravaane kahaa.N jaataa hai diivaane
yuu.N hii kyo.n hotaa hai hairaan nazaaqat mauqe kii pahachaan
ye mausam roj \threedots

sadaa ik baat nahii.n hotii hasii.n har raat nahii.n hotii
bharosaa kyaa ghaTaa_o.n kaa sadaa barasaat nahii.n hotii
ye rut do din kii mehamaan na hogii kal koyal kii taan
ye mausam roj \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{la.Dii aa.Nkh se aa.Nkh mohabbat ho ga_ii}%
\film{Pocketmaar}%
\year{1956}%
\starring{Dev Anand, Geeta Bali, Nadira, Gop, Sundar, Meenu Mumtaz}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10592 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

la.Dii aa.Nkh se aa.Nkh mohabbat ho ga_ii
pa.Daa gaal pe haath hajaamat ho ga_ii

baabuu jii ke gore gaal haay\-haay\-haay dekho to ho ga_e laal
jal ga_ii haa.nDii galii na daal baiThe rah ga_e baa.Nkelaal
lagaa tamaachaa zor se ajii achchhii daavat ho ga_ii
la.Dii aa.Nkh se \threedots

aisaa chhuuTaa ek paTaakhaa ba.De zor kaa hu_aa dhamaakaa
kahane vaale sach kah ga_e pyaar hai ba.Daa la.Daakaa
ba.Do.n\-ba.Do.n kii pyaar ke haatho.n ajii hajaamat ho ga_ii
la.Dii aa.Nkh se \threedots

na jaan na pahachaan ajii mai.n aapakaa mehamaan
dil kaa khel nahii.n dilavaalo.n itanaa to aasaan
duniyaa ko dil dene kii yuu.N hii aadat ho ga_ii
la.Dii aa.Nkh se \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pyaase naino.n kii pyaas bujhaa le}%
\film{Pocketmaar}%
\year{1956}%
\starring{Dev Anand, Geeta Bali, Nadira, Gop, Sundar, Meenu Mumtaz}%
\singer{Lata}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10591 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

pyaase naino.n kii pyaas bujhaa le
bhole\-bhaale o raahii matavaale

mai.n to kheto.n se hokar aa_ii re
motii shabanam ke chunakar laa_ii re
meraa mukha.Daa phuhaar mere nayan kaTaar
ik baar karejavaa pe khaa le
pyaase naino.n kii \threedots

mai.n to barakhaa kii alabelii raanii
pyaase dil kii naa jaanuu.N kahaanii
chal baadal ke paar leke man kaa sitaar
ko_ii giit Kushii ke gaa le
pyaase naino.n kii \threedots

mai.n to nadiyaa kii ik lahariyaa
morii sabase niraalii Dagariyaa
mai.n huu.N jalatara.ng meraa goraa hai ra.ng
mere mukha.De se nainaa haTaa le
pyaase naino.n kii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{terii galii kaise aa_uu.N saajanaa}%
\film{Pocketmaar}%
\year{1956}%
\starring{Dev Anand, Geeta Bali, Nadira, Gop, Sundar, Meenu Mumtaz}%
\singer{Lata}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10590 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

terii galii kaise aa_uu.N saajanaa
jaage saaraa ghar\-baar
niiche baiThaa chaukiidaar
dekhe mu_aa paharedaar
terii galii kaise \threedots

pata.ng ban jaa_uu.N to u.Dakar aa_uu.N
sajanaa daras teraa aa ke mai.n paa_uu.N
rasiyaa ye saaraa roke rahuu.N mai.n terii ho ke
mai.n teraa dar chho.Dake na jaa_uu.N rasiyaa
terii galii kaise \threedots

tuu ho mile ek baar
baate.n kar luu.N hazaar
jale mu_aa paharedaar
terii galii kaise \threedots

tarasate hai.n nayanaa barasate hai.n nayanaa
sajan meraa duniyaa pe bas na chale
ye papiihaa bole to dil meraa Dole
sajan man lagan me.n jale
tuu hii aajaa ek baar
leke man kii bahaar
merii sun ke pukaar
terii galii kaise \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye nayii nayii priit hai tuu hii to meraa miit hai}% 
\film{Pocketmaar}%
\year{1956}%
\starring{Dev Anand}%
\singer{Talat, Lata}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
%	   Vandana Venkatesan (vandana@charlie.ece.scarolina.edu)
% Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian

lataa:		ye nayii nayii priit hai
		tuu hii to meraa miit hai
		naa jaane koii saajanaa 
		ye terii merii daastaa.n

talat:		samaa hai ye pyaar kaa
		naye iqaraar kaa
		naa ho koii jahaa.N 
		banaa le.n vahii.n aashiyaa.n

lataa:		ye nayii nayii priit hai

(lataa:		nazar tumase milii aise
		ke ham sharmaa gaye
talat:		pukaaraa jab tere dil ne
		to phir ham aa gaye ) \- 2
lataa:		kasam tumhe.n pyaar kii
		isii iqaraar kii
		naa jaane koii saajanaa 
		ye terii merii daastaa.n
talat:		samaa hai ye pyaar kaa

(talat:		nigaaho.n hii nigaaho.n me.n
		kaho kyaa kar diyaa
lataa:		mere daaman ko phuulo.n se 
		ye kisane bhar diyaa ) \- 2
talat:		chalo chal de.n vahaa.N
		zamiin aur aasamaa.n
		gale milate jahaa.N
		banaa le vahii.n aashiyaa.n

latA:		ye nayii nayii priit hai
		tU hii to mera miit hai
		naa jaane koii saajanaa 
		ye terii merii daastaa.n

##both:##		samaa hai ye pyaar kaa
		naye iqaraar kaa
		naa ho koii jahaa.N 
		banaa le.n vahii.n aashiyaa.n
		ye nayii nayii priit hai
#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
