% ISB File: PraanJaayeParVachanNaJaaye_1973.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chain se hamako kabhii, aapane jiine naa diyaa}%
\film{Praan Jaaye Par Vachan Na Jaaye}%
\year{1973}%
\starring{}%
\singer{Asha}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{S H Bihari}%

% Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Credits: Kedar Nahade (ksn2@Lehigh.EDU)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Comments: This song actually didn't make it into the movie.
% Asha's last song for OPN

\printtitle
#indian

chain se hamako kabhii aapane jiine naa diyaa
zahar bhii chaahaa agar, piinaa to piine naa diyaa
chain se hamako kabhii

chaa.nd ke rath me.n raat kii dulhan jab jab aaegii
yaad hamaarii aapake dil ko tarasaa jaaegii
aapane jo hai diyaa, vo to kisiine naa diyaa
zahar bhii chaahaa agar, piinaa to piine naa diyaa
chain se \threedots

aapakaa Gam jo is dil me.n din\-raat agar hogaa
sochake ye dam ghuTataa hai phir kaise guzar hogaa
kaash naa hotii apanii judaaI maut hii aa jaatii
koI bahaane chain hamaarii ruuh to paa jaatii
ik pal ha.Nsanaa kabhii dil kii lagii ne naa diyaa
zahar bhii chaahaa agar, piinaa to piine naa diyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{haay aa ke dard jawaa.N hai}%
\film{Praan Jaaye Par Vachan Na Jaaye}%
\year{1973}%
\starring{Sunil Dutt, Rekha, Bindu, Ranjeet}%
\singer{Asha}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Ahmad Warasi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11544 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

haay
aa ke dard jawaa.N hai \-2
sajanaa haay
( raat kaa ishaaraa hai
pyaar ne pukaaraa hai ) \-2
baa.Nho.n me.n le\-le mujhe
aah
aa ke dard jawaa.N hai \-2

aisii badariyaa
pahalii baar chhaa_ii hai
jhuum ke uThii to hai
barasane na paa_ii hai
( merii ye nigaahe.n
Garm baa.Nhe.n
ab na maane.ngii ) \-2
aaKir terii saa.Nse.n
mere dil kaa dard jaane.ngii
aa haa
aa ke dard jawaa.N hai \-2

nazare.n gulaabii ho.n to
har shai gulaabii hai
merii nazar se dekho
duniyaa sharaabii hai
( dekho mere dil me.n
aaj kaisii
beqaraarii hai ) \-2
ghaayal mai.n hiraniyaa
mere dil kaa tuu shikaarii hai
aa haa

aa ke dard jawaa.N hai \-2
sajanaa haay
( raat kaa ishaaraa hai
pyaar ne pukaaraa hai ) \-2
baa.Nho.n me.n le\-le mujhe
aah
aa ke dard jawaa.N hai
haay
aa ke dard jawaa.N hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere ghar aap aaye ... ek tuu hai piyaa jis pe dil aa gayaa}%
\film{Praan Jaaye Par Vachan Na Jaaye}%
\year{1973}%
\starring{Sunil Dutt, Rekha}%
\singer{Asha}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{S H Bihari}%

% Contributor: Ajay Gupta guptaaj@bharatpetroleum.com
% Transliterator: Neha Desai
% Date: 25 Oct 2004
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

mere ghar aap aaye kahiye kyaa khaatir karuu.N
mai.n baDii mushqil me.n huu.n kii baat kyaa aakhir karuu.N
aap hii se hii puuchhatii huu.n aap hii faramaa_iye
pesh karuu.N mai.n dil\-e\-Kidamat yaa kii jaan haazir karuu.N
oho oho ho ek tuu hai piyaa jis pe dil aa gayaa
terii ek nazar ne raajaa beqaraar kar diyaa terii ek nazar ne raajaa beqaraar kar diyaa

apanii to nazar me.n tuu raajaa ko_ii chor hai
jis kaa kii saare zamaane pe hii jor hai
aur kahuu.N kyaa tujh ko haay luuT liyaa re mujh ko tune aa.Nkh milaa ke jiinaa dushwaar kar diyaa tune aa.Nkh milaa ke jiinaa dushwaar kar diyaa
ek tu hai

dhiire dhiire hum tum kahaa.N se kahaa.N aa gaye
dono.n ke dil ke iraade Takaraa gaye
phir se ye dilawaalii nahii lauT ke aanewaalii
bairii aaj agar jo tuune inakaar kar diyaa bairii aaj agar jo tuune inakaar kar diyaa
ek tuu hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
