% ISB File: PreetKiDori_1971.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{milaa jo pyaar to ham pyaar ke qaabil naa rahe}%
\film{Preet Ki Dori}%
\year{1971}%
\starring{Tanuja, Ajay Parikshit Sahni, Bindu, Nazir Husain, Jeevan, Lalita Pawar}%
\singer{Kishor}%
\music{Kalyanji Anandji}%
\lyrics{Indivar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10419 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

milaa jo pyaar to ham pyaar ke qaabil naa rahe
Kizaa me.n pal ke ham bahaar ke qaabil naa rahe

ga_e jo Duub kinaaro.n se unakaa naataa kyaa \-2
uja.D ga_e jo bahaaro.n se unakaa naataa kyaa
tum to ik phuul ho ham haar ke qaabil naa rahe
milaa jo pyaar to \threedots

hame.n miTaa do ke ham zindagii se haare hai.n
hame.n bhulaa do ke ham TuuTe hu_e taare hai.n
hai.n vafaadaar magar yaar ke qaabil naa rahe
milaa jo pyaar to \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
