% ISB File: PremKahaani_1975.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dil kii gaharaa_iyo.n ... dosto.n me.n koii baat}%
\film{Prem Kahaani}%
\year{1975}%
\starring{Rajesh Khanna, Mumtaz, Shashi Kapoor}%
\singer{Rafi}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Surma Bhopali
% Transliterator: Surma Bhopali
% Date: 27 Nov 2004
% Series: GEETanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

dil kii gaharaa_iyo.n tak nazar jaatii hai
tiir banakar jigar me.n utar jaatii hai

dosto.n me.n koii baat chal jaatii hai -2
dostii dushmanii me.n badal jaatii hai
dosto.n me.n koii baat chal jaatii hai -2

raaz\-e\-dil ab chhupaane se kyaa faayadaa -2
is lagii ko bujhaane se kyaa faayadaa kyaa faayadaa
aag bujh jaatii hai chiiz jal jaatii hai -2
dostii dushmanii me.n \.\.\.

kyaa huaa gar shikaayat kaa maukaa diyaa -2
sabane achchhaa kiyaa hamako dhokaa diyaa hamako dhokaa diyaa
zi.ndagii la.Dakha.Daakar sa.mbhal jaatii hai -2
dostii dushmanii me.n \.\.\.

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ek kahaanii ... prem kahaanii me.n ek la.Dakaa hotaa hai}%
\film{Prem Kahani}%
\year{1975}%
\starring{Rajesh Khanna, Mumtaz}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Anurag Acharya (Anurag_Acharya@DRAVIDO.SOAR.CS.CMU.EDU)
% Credits: Vandana Venkatesan (vandana@charlie.ece.scarolina.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

kishor: ek kahAnI
jab AtI hai rut pe javAnI 
tab banatI hai prem kahAnI
prem kahAnI me.n 
ek la.DakA hotA hai 
ek la.DakI hotI hai 
kabhI dono ha.Nsate hai.n, kabhI dono rote hai.n 

latA: prem kahAnI me.n 
ek la.DakA hotA hai 
ek la.DakI hotI hai 
kabhI dono ha.Nsate hai.n, kabhI dono rote hai.n 

kishor: prem kahAnI me.n 
ek la.DakA hotA hai 
latA: ek la.DakI hotI hai 
dono: kabhI dono ha.Nsate hai.n, kabhI dono rote hai.n 

kishor: itanI sI chhoTI sI hotI hai ek chi.ngArI \- 2
jal jAtI hai, phu.nk jAtI hai, jis me.n duniyA sArI 
chA.NdanI rAto.n me.n 
latA: rAto.n me.n
kishor: ek dIpak hotA hai 
latA: hotA hai 
kishor: ek bAtI hotI hai
kabhI dono jalate hai.n, kabhI dono bujhate hai.n 
latA: prem kahAnI me.n 
ek la.DakA hotA hai 
kishor: ek la.DakI hotI hai 
dono: kabhI dono ha.Nsate hai.n, kabhI dono rote hai.n 

latA: jhUmake parabat pe rimajhim jab AtA hai sAvan \- 2
sAvan me.n premI pAgal ho jaate hai.n saajan 
in barasAto.n me.n 
kishor: ##hmmm##
latA: ek bAdal hotA hai 
kishor: ##hmmm##
latA: ek bijalI hotI hai 
kabhI dono tarasate hai.n, kabhI dono barasate hai.n 
kishor: prem kahAnI me.n 
ek la.DakA hotA hai 
latA: ek la.DakI hotI hai 
dono: kabhI dono ha.Nsate hai.n, kabhI dono rote hai.n 

kishor: sAth milan ke naam judAI kA likhA hai aisA 
latA: ye jIvan bhI khel tamAshA hai ek nATak jaisA 
jaise nATak me.n 
kishor: ho rAjA hotA hai 
latA: ##hmmm ## rAnI hotI hai 
dono: kabhI dono milate hai.n, kabhI dono bichha.Date hai.n 

latA: prem kahAnI me.n 
ek la.DakA hotA hai 
kishor: ek la.DakI hotI hai 
dono: kabhI dono ha.Nsate hai.n, kabhI dono rote hai.n 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n tujhe pyaar karuu.Ngaa ... chal dariyaa me.n Duub jaa_e.n}%
\film{Prem Kahaani}%
\year{1975}%
\starring{Rajesh Khanna, Mumtaz, Shashi Kapoor}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11564 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ki \:	mai.n tujhe pyaar karuu.Ngaa to terii yaad aa_egii
	terii yaad aa_egii to 

	dono.n kisii ko nazar nahii.n aa_e.n
	chal dariyaa me.n Duub jaa_e.n

la \:	baaqii abhii hai.n kitanii hii batiyaa.N
	baiTh ga_e kyo.n pher ke a.Nkhiyaa.N
	hamaare nain mile.nge to dil dha.Dake.nge
	dil dha.Dake.nge to shole bha.Dake.nge
	shole bha.Dake.nge to aag lag jaa_egii
	aag lag jaa_egii to to to
ki \:	kaise dilo.n kii aag bujhaa_e.N
	chal dariyaa me.n \threedots

	tuune lagaayaa aa.Nkh me.n kajaraa
	kyuu.N nahii.n baa.Ndhaa baalo.n me.n gajaraa
	terii zulf u.Degii to ghaTaa chhaa jaa_egii
	ghaTaa chhaa jaa_egii to paanii barasegaa
	paanii barasegaa to man tarasegaa
	man tarasegaa to to to
la \:	muft me.n man ko kyo.n ta.Dapaa_e.N
	chal dariyaa me.n \threedots
do \:	chal dariyaa me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{phuul aahistaa phe.nko, phuul ba.De naazuk hote hai.n}%
\film{Prem Kahani}%
\year{1975}%
\starring{Rajesh Khanna, Mumtaz}%
\singer{Mukesh}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

phuul aahistaa phe.nko, phuul ba.De naazuk hote hai.n
vaise bhii to ye bad.h\-qisamat nok pe kaa.nTo.n kii sote hai.n
phuul aahistaa   \threedots

ba.Dii khuubsuurat shiqaayat hai ye
magar sochiye kyaa sharaafat hai ye
jo auro.n kaa dil to.Date rahate hai.n
lagii choT unako to ye kahate hai.n
ki phuul aahistaa phe.nko, phuul ba.De naazuk hote hai.n
jo rulaate hai.n logo.n ko ek din khud bhii rote hai.n
phuul aahistaa   \threedots

kisii shoK ko baaG kii sair me.n
jo lag jaaye kaa.nTaa koii pair me.n
Kafaa husn vaalo.n se ho kis liye
ye maasuum hai bahakataa is liye
ki phuul aahistaa phe.nko, phuul ba.De naazuk hote hai.n
ye kare.nge kaise ghaayal ye to khud ghaayal hote hai.n
phuul aahistaa   \threedots

gulo.n ke ba.De aap hamadard hai.n
bhalaa kyo.n na ho aap bhii mard hai.n
hazaaro.n savaal.o.n kaa hai ik javaab
fareb\-e\-nazar ye na ho ai janaab
ki phuul aahistaa phe.nko phuul ba.De naazuk hote hai.n
sab jise kahate hai.n shabanam, phuul ke aa.Nsuu hote hai.n
phuul aahistaa   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
