% ISB File: PremRog_1982.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{are kuchh nahii.n ... mai.n huu.N prem rogii}%
\film{Prem Rog}%
\year{1982}%
\starring{Shammi Kapoor, Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure, Nanda, Tanuja}%
\singer{Suresh Wadkar}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Santosh Anand}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

are kuchh nahii.n, kuchh nahii.n \-2
phir kuchh nahii.n hai bhaataa jab rog ye lag jaataa
mai.n huu.N prem rogii
haa.N mai.n huu.N prem rogii merii dawaa to karaao
mai.n huu.N prem rogii merii dawaa to karaao
o jaao jaao jaao ko_ii vaidh ko buaao
mai.n huu.N prem rogii

kuchh samajhaa kuchh samajh na paayaa
dil waale kaa dil bhar aayaa
aur kabhii sochaa jaayegaa
kyaa kuchh khoyaa kyaa kuchh paayaa
jaa tan laage wo tan jaane \-2
aisii hai is rog kii maayaa
merii is haalat ko
haa.N merii is haalat ko nazar naa lagaao
o jaao jaao jaao ko_ii vaidh ko buaao
mai.n huu.N prem rogii

ho o o.a
soch rahaa huu.N jag kyaa hotaa
isame.n agar ye pyaar na hotaa
mausam kaa ehasaas na hotaa
gul gulashan gulazaar na hotaa
hone ko kuchh bhii hotaa par \-2
ye su.ndar sa.nsaar na hotaa
mere in Kayaalo.n me.n
mere in Kayaalo.n me.n tum bhii Duub jaao
jaao jaao jaao ko_ii vaidh ko buaao
mai.n huu.N prem rogii

yaaro hai wo qismat waalaa
prem rog jise lag jaataa hai
sukh\-dukh kaa use hosh nahii.n hai
apanii lau me.n ram jaataa hai
har pal Kud hii Kud ha.Nsataa hai
har pal Kud hii Kud rotaa hai
ye rog laa_ilaaz sahii phir bhii kuchh karaao
o jaao jaao jaao
are jaao jaao jaao mere vaidh ko buaao
meraa ilaaj karaao
aur nahii.n ko_ii to mere yaar ko bulaao
o jaao jaao jaao mere diladaar ko bulaao
o jaao jaao jaao mere yaar ko bulaao
mai.n huu.N prem rogii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bha.Nare ne khilaayaa phuul}%
\film{Prem Rog}%
\year{1982}%
\starring{Shammi Kapoor, Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure, Nanda, Tanuja}%
\singer{Suresh Wadkar, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Narendra Sharma}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

su:	huu.N \-2
	bha.Nware ne khilaayaa phuul phuul ko le gayaa raaj\-ku.Nwar
	bha.Nware tuu kahanaa na bhuul phuul tujhe lag jaay merii umar
	bha.Nware ne khilaayaa phuul phuul ko le gayaa raaj\-ku.Nwar
	huu.N \-2
la:	##laughs##

la:	bha.Nware ne khilaayaa phuul phuul ko le gayaa raaj\-ku.Nwar
	bha.Nware tuu kahanaa na bhuul phuul teraa idhar\-udhar
	bha.Nware ne khilaayaa phuul phuul ko le gayaa raaj\-ku.Nwar

	wo din ab naa rahe
	kyaa\-kyaa bipadaa pa.Dii phuul par kaise phuul kahe
	wo din ab naa rahe
	honii thii yaa wo anahonii jaane ise vidhaataa
	chhuuTe sab si.ngaar giraa gal\-haar TuuTaa har naataa
	shiish\-phuul mil gayaa dhuul me.n kyaa\-kyaa dukh na sahe
	wo din ab naa rahe
	bha.Nware tuu kahanaa na bhuul phuul Daalii se gayaa utar
	bha.Nware ne khilaayaa phuul phuul ko le gayaa raaj\-ku.Nwar

su:	sukh\-dukh aaye jaaye jaaye
	sukh\-dukh aaye jaaye
	sukh kii bhuukh naa dukh kii chi.ntaa priit jise apanaaye
	sukh\-dukh aaye jaaye
	miiraa ne piyaa viSh kaa pyaalaa viSh ko bhii amarit kar Daalaa
	prem kaa Dhaa_ii akshar pa.Dh kar mast kabiiraa gaaye
	sukh\-dukh aaye jaaye
	bha.Nware tuu kahanaa na bhuul phuul guzare din gaye guzar
	bha.Nware ne khilaayaa phuul phuul ko le gayaa raaj\-ku.Nwar
	huu.N \-2

la:	naa
	naa re naa
	phailii\-phuulii phulawaarii me.n bha.Nwaraa gun\-gun gun\-gun gun\-gun gun\-gun gaaye
	kaahe sowat ni.ndiyaa jagaaye \-2
su:	laakho.n me.n kisii ek phuul ne laakho.n phuul khilaaye
	ma.nd\-ma.nd muskaaye
la:	haay kaahe sowat ni.ndiyaa jagaaye
	bha.Nware tuu kahanaa na bhuul phuul teraa madhur nahii.n madhukar
	bha.Nware ne khilaayaa phuul phuul ko le gayaa raaj\-ku.Nwar
su:	bha.Nware tuu kahanaa na bhuul phuul meraa su.ndar saral sugha.D
la:	bha.Nware ne khilaayaa phuul phuul ko le gayaa raaj\-ku.Nwar
su:	phuul meraa su.ndar saral sugha.D
la:	phuul ko le gayaa raaj\-ku.Nwar
su:	phuul meraa su.ndar saral sugha.D \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{merii qisamat me.n tuu nahii.n shaayad}%
\film{Prem Rog}%
\year{1982}%
\starring{Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure}%
\singer{Suresh Wadkar, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Amir Qazalbash}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

su:	merii qisamat me.n tuu nahii.n shaayad
	kyo.n teraa i.ntazaar karataa huu.N
	mai.n tujhe kal bhii pyaar karataa thaa
	mai.n tujhe ab bhii pyaar karataa huu.N
la:	aa.a
	aaj samajhii huu.N pyaar ko shaayad
	aaj mai.n tujhako pyaar karatii huu.N
	kal meraa i.ntazaar thaa tujhako
	aaj mai.n i.ntazaar karatii huu.N
su:	merii qisamat me.n tuu nahii.n shaayad
	
la:	aa.a
su:	sochataa huu.N ki merii aa.Nkho.n ne
	kyuu.N sajaaye the pyaar ke sapane
	tujhase maa.Ngii thii ik Kushii mai.nne
	tuune Gam bhii nahii.n diye apane \-2
	zi.ndagii bojh ban gayii ab to
	ab to jiitaa huu.N aur na marataa huu.N
	mai.n tujhe kal bhii pyaar karataa thaa
	mai.n tujhe ab bhii pyaar karataa huu.N
	merii qisamat me.n tuu nahii.n shaayad
la:	aa.a

	ab na TuuTe.n ye pyaar ke rishte \-2
	ab ye rishte sambhaalane ho.nge
	merii raaho.n se tujhako kal kii tarah
	dukh ke kaa.NTe nikaalane ho.nge \-2
	mil na jaaye.n Kushii ke raste me.n
	Gam kii parachhaa_iyo.n se Daratii huu.N
	kal meraa i.ntazaar thaa tujhako
	aaj mai.n i.ntazaar karatii huu.N
	aaj samajhii huu.N pyaar ko shaayad

su:	dil nahii.n iKtiyaar me.n mere
	jaan jaayegii pyaar me.n tere
la:	tujhase milane kii aas hai aa jaa
	merii duniyaa udaas hai aa jaa \-2
su:	pyaar shaayad isii ko kahate hai.n
	har gha.Dii beqaraar rahataa huu.N
la:	raat\-din terii yaad aatii hai
	raat\-din i.ntazaar karatii huu.N
su:	merii qisamat me.n tuu nahii.n shaayad
	kyo.n teraa i.ntazaar karataa huu.N
la:	mai.n tujhe pyaar pyaar karatii huu.N
su:	mai.n tujhe pyaar pyaar karataa huu.N
la:	mai.n tujhe pyaar pyaar karatii huu.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye din kyuu.N nikalataa hai ... muhabbat hai kyaa chiiz}%
\film{Prem Rog}%
\year{1982}%
\starring{Rishi Kapoor, Padmini Kolhapuri}%
\singer{Lata, Suresh Wadkar}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Santosh Anand}%

% Transliterator: Anurag Shankar <anurag@astro.indiana.edu>
% Credits: Satish Subramanian <submanan@cs.umn.edu>
%	   Himanshu Gupta <himanshu.gupta@eng.sun.com>
%          Vishal Ailawadhi <vishal@ucla.edu>
%          Ashok Dhareshwar <ADhareshwar@worldbank.org>
% Editor: Rajiv Shridhar <rajiv@hendrix.coe.neu.edu> 

\printtitle
#indian

la:	ye din kyuu.N nikalataa hai
	ye raat kyuu.N hotii hai
	ye pii.D kahaa.N se uThatii hai
	ye aa.Nkh kyuu.N rotii hai

	muhabbat hai kyaa chiiz
	muhabbat hai kyaa chiiz hamako bataao 
	ye kisane shuruu kii hame.n bhii sunaao
	muhabbat hai kyaa chiiz \-2
	
su:	shaam tak thaa ek bha.Nwaraa phuul par maNDalaa rahaa
	raat hone par kamal kii pa.nkha.Dii me.n ba.nd thaa
	qaid se chhuuTaa subah to hamane puuchhaa kyaa huaa
	kuchh na bolaa apanii dhun me.n bas yahii gaataa rahaa
	muhabbat hai kyaa chiiz hamako bataao 
	ye kisane shuruu kii hame.n bhii sunaao
la:	muhabbat hai kyaa chiiz \-2

	dahakataa hai badan kaise
	sulagatii hai.n ye saa.Nse.n kyo.n 
	ye kaisii aag hotii hai
	pighalatii hai ye shamaa kyuu.N
su:	jal uThii shamaa to machal kar parvaanaa aa gayaa 
	aag ke daaman me.n apane aap ko lipaTaa diyaa 
	hamane puuchhaa duusare kii aag me.n rakhaa hai kyaa
	kuchh na bolaa apanii dhun me.n bas yahii gaataa rahaa 
la:	muhabbat hai kyaa chiiz hamako bataao 
	ye kisane shuruu kii hame.n bhii sunaao
	muhabbat hai kyaa chiiz \-2
	
	nashaa hotaa hai kaisaa
	bahakate hai.n qadam kaise
	nazar kuchh bhii nahii.n aataa
	ye mastii kaisii hotii hai
su:	ek din guzare jo ham, mayakade ke mo.D se
	ek mayakash za rahaa thaa may se rishtaa jo.D ke
	hamane puuchhaa kisaliye tuu umr bhar piitaa rahaa
	kuchh naa bolaa apanii dhun me.n bas yahii gaataa rahaa 
do:	muhabbat hai kyaa chiiz hamako bataao 
la:	ye kisane shuruu kii hame.n bhii sunaao
	muhabbat hai kyaa chiiz \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye galiyaa.N ye chaubaaraa}%
\film{Prem Rog}%
\year{1982}%
\starring{Shammi Kapoor, Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure, Nanda, Tanuja}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Santosh Anand}%

% Contributor: David Windsor <David.Windsor@anu.edu.au>
% Transliterator: David Windsor <David.Windsor@anu.edu.au>
% Editor: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 10/26/1996

\printtitle
#indian

ye galiyaa.N ye chaubaaraa
yahaa.N aanaa naa dobaaraa
ab ham to bhae paradesii
ke teraa yahaa.N koii nahii.n \-2
le jaa ra.Ng\-bira.ngii yaade.n
ha.Nsane\-rone kii buniyaade.n
ab ham to bhae paradesii
ke teraa yahaa.N koii nahii.n \-2

mere haatho.n me.n bharii\-bharii chuu.Diyaa.N
mujhe bhaa ga_ii.n harii\-harii chuu.Diyaa.N
dekh milatii hai.n teri\-merii chuu.Diyaa.N
tere jaisii sahelii merii chuu.Diyaa.N
tuune piisii vo meha.Ndii ra.Ng laii
merii gorii hathelii rachaaii
terii aa.Nkh kyuu.N laaDo bhar aaii
tere ghar bhii bajegii shahanaaii
saavan me.n baadal se kahanaa
parades me.n hai merii bahanaa
ab ham to bhae paradesii
ke teraa yahaa.N koii nahii.n \-2

aa maa.N e mil le gale
chale ham sasuraal chale
tere aa.Ngan me.n apanaa
bas bachapan chho.D chale
kal bhii suuraj nikalegaa
kal bhii pa.nchhii gaae.nge
sab tujhako dikhaaii de.nge
par ham na nazar aae.nge
aa.Nchal me.n sa.njo lenaa hamako
sapano.n me.n bulaa lenaa hamako
ab ham to bhae paradesii
ke teraa yahaa.N koii nahii.n \-2

dekh tuu naa hame.n bhulaanaa
maanaa duur hame.n hai jaanaa
merii alha.D sii aTakheliyaa.N
sadaa palako.n biich basaanaa
jab bajane lage.n baaje\-gaaje
jag lagane lage khaalii\-khaalii
us dam tuu itanaa samajhanaa
merii Dolii uThii hai phuulo.n vaalii
tho.De din ke ye naate the
kabhii ha.Nsate the gaate the
ab ham to bhae paradesii
ke teraa yahaa.N koii nahii.n \-2

ye galiyaa.N ye chaubaaraa
yahaa.N aanaa naa dobaaraa
ab ham to bhae paradesii
ke teraa yahaa.N koii nahii.n \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye pyaar thaa yaa kuchh aur thaa}%
\film{Prem Rog}%
\year{1982}%
\starring{Shammi Kapoor, Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure, Nanda, Tanuja}%
\singer{Sudha Malhotra, Anwar}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Santosh Anand}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

su:	ye pyaar thaa \-2
	ye pyaar thaa yaa kuchh aur thaa
	na tujhe pataa na mujhe pataa
	ye pyaar thaa
	ye pyaar thaa yaa kuchh aur thaa
	na tujhe pataa na mujhe pataa
	ye nigaaho.n kaa hii qusuur thaa
	na terii Kataa na merii Kataa
	ye pyaar thaa yaa kuchh aur thaa
	ye pyaar thaa

	na to apanaa tujhako banaa sake \-2
	na hii duur tujhase jaa sake
	kahii.n kuchh na kuchh to zuuur thaa \-2
	na tujhe pataa na mujhe pataa
	ye pyaar thaa yaa kuchh aur thaa
	na tujhe pataa na mujhe pataa
	ye nigaaho.n kaa hii qusuur thaa \-2
	na terii Kataa na merii Kataa
	ye pyaar thaa yaa kuchh aur thaa

a:	ho.a
	saarii Kushiyaa.N tujhape waar ke \-2
	chalaa mai.n to sab kuchh haar ke
	yahii ishq kaa dastuur thaa
	na tujhe pataa na mujhe pataa
	ye pyaar thaa yaa kuchh aur thaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
