% ISB File: President_1937.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa_o bachcho ... ek raaje kaa beTaa}%
\film{President/ Badi Bahan}%
\year{1937}%
\starring{Saigal, Leela Desai, Kamlesh Kumari}%
\singer{Saigal}%
\music{R C Boral}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12222 [V S Rawat], 23/01/2004
% Credits: U.V. Ravindra

\printtitle
#indian

##hello##
aa_o bachcho
tumhe.n ek kahaanii sunaa_uu.N

ek thaa raaje kaa beTaa
baiThe\-baiThe
usake dil me.n
sair kii dhun samaa_ii

cha.Dh baiThaa u.Dhane gho.De par
aur usako e.D lagaa_ii

Kuub thakaa jab u.Date\-u.Date
tab gho.De kaa mu.Nh pheraa

ghanii chhaa.Nb dekhii jis jaa
us jaa par Daalaa Deraa

itane me.n ik pariyo.n kii shahajaadii us jaa aa_ii
raaje ke beTe sa.ng khele
yahii usake man bhaa_ii

achchhaa
ab yahii kahaanii gaa kar tumhe.n sunaataa huu.N

ek raaje beTaa le kar u.Dane waalaa gho.Daa \-2
desh\-desh kii sair kii Kaatir apane ghar se nikalaa \-2

u.Date\-u.Date chalate\-chalate thake jo usake paa.Nv \-2
to ik jaa par baiTh gayaa wo dekh ke ThaNDii chhaa.Nv \-2

itane me.n honii ne apanii ba.nsii vahaa.N bajaa_ii \-2
jisako sun kar pariyo.n kii shahajaadii dau.Dii aa_Ii \-2

achchhaa bachcho.n
jaanate ho usake baad kyaa hu_aa

usake baad bahot der tak aapas me.n dono.n jii bhar kar khele
dono.n ne khaaye mil\-jul kar seb anaar aur kele

achchhaa bachcho.n 
agar tumhe wo shahajaadii mil jaaye
to usake saath kheloge

% the above spoken as a question

wo bachcho.n ko ba.Dii umdaa\-umdaa chiize.n khilaatii hai

kaho haa.N
##laugh##

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ek ba.Ngalaa bane nyaaraa}%
\film{President}%
\year{1937}%
\starring{K L Saigal, Leela Desai, Kamlesh Kumari}%
\singer{Saigal}%
\music{R C Boral}%
\lyrics{}%

% Contributor: Ajay P Nerurkar <apn@cs.buffalo.edu>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Credits : Neha Desai
% Date: 02/20/1997

\printtitle
#indian

ek ba.Ngalaa bane nyaaraa
rahe kumba jis me.n saaraa

sone kaa ba.Ngalaa, cha.ndan kaa ja.Ngalaa
vishvakarmaa ke dvaare
ati sundar pyaaraa pyaaraa
ek ba.Ngalaa \threedots

itanaa uu.Nchaa ba.Ngalaa ho ye
maano gagan kaa taaraa 	\- 3
jis pe cha.Dh ke i.ndradhanushh par
jhuulaa jhuule chaa.Nd hamaaraa
bha.nDaar hoye lachhamii ke haatho.n me.n saaraa
paae ab jii bhar ke sukh jisane bipat uThaaii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{prem kaa hai is jag me.n pa.nth niraalaa}%
\film{President}%
\year{1937}%
\starring{Saigal}%
\singer{Saigal}%
\music{R C Boral}%
\lyrics{}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

prem kaa hai is jag me.n pa.nth niraalaa
prem to hai is duniyaa me.n kaaraN duHkh kaa
premii ko hotaa hai anubhav sukh kaa
shiital pavan hai usako prem kii jvaalaa (2)
prem kaa hai is jag me.n pa.nth niraalaa

prem japan kii jag me.n riit hai nyaarii
asuvan ke manako.n par prem pujaarii
ro-ro kar japataa hai prem kii maalaa (2)
prem kaa hai is jag me.n pa.nth niraalaa

paagal premii ab tuu kyo.n rotaa hai, prem kaa to aisaa hii phal hotaa hai (2)
pahale kaahe na tuune dekhaa-bhaalaa (3)

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
