% ISB File: Pukaar_1983.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jaan\-e\-jigar ... teraa to mai.n huu.N diiwaanaa}%
\film{Pukaar}%
\year{1983}%
\starring{Amitabh, Randhir Kapoor}%
\singer{}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

	are jaan\-e\-jigar duniyaa me.n tuu sabase hasii.n hai
	tere jaisii aur yahaa.N  ko_ii nahii.n hai
	shoK adaae.n mast nigaahe.n
	pyaar bhare dil me.n ka_ii tuufaa.N uThaaye.n
	teraa to mai.n huu.N diiwaanaa \-4

	e jaan\-e\-jigar duniyaa me.n tuu sabase hasii.n hai
	tere jaisii aur yahaa.N  ko_ii nahii.n hai
	ruup kii raanii cheharaa nuuraanii
	maar ga_ii mujhe terii cha.Dhatii jawaanii
	teraa to mai.n huu.N diiwaanaa \-4

	ho saa.Nse.n terii mahakatii hai.n phuulo.n kii tarah
	kamar terii lachakatii hai jhuulo.n kii tarah
	la la la
	saa.Nse.n terii mahakatii hai.n phuulo.n kii tarah
	kamar terii lachakatii hai jhuulo.n kii tarah
	are tuu kamaal hai bemisaal hai
	are mast\-mast hiranii jaisii terii chaal hai
	teraa to mai.n huu.N diiwaanaa \-4

	e jaan\-e\-jigar duniyaa me.n tuu sabase hasii.n hai
	tere jaisii aur yahaa.N  ko_ii nahii.n hai
	shoK adaae.n mast nigaahe.n
	pyaar bhare dil me.n ka_ii tuufaa.N uThaaye.n
	teraa to mai.n huu.N diiwaanaa \-4

	naram\-naram ho.nTh tere jab kabhii khule.n
	aisaa lagaa chahakane lagii ho.n bulabule.n
	la la la
	naram\-naram ho.nTh tere jab kabhii khule.n
	aisaa lagaa chahakane lagii ho.n bulabule.n
	merii gulabadan uf ye baa.Nkpan
	luuT liyaa luuT liyaa tuune jaan\-e\-man
	teraa to mai.n huu.N diiwaanaa \-4

	are jaan\-e\-jigar duniyaa me.n tuu sabase hasii.n hai
	are tere jaisii aur yahaa.N  ko_ii nahii.n hai
	ruup kii raanii cheharaa nuuraanii
	maar ga_ii mujhe terii cha.Dhatii jawaanii
	teraa to mai.n huu.N diiwaanaa \-4

	jhuum ke dekhe tuu jise Kushanasiib hai
	Kushanasiib wo hai jo tere qariib hai
	la la la
	jhuum ke dekhe tuu jise Kushanasiib hai
	Kushanasiib wo hai jo tere qariib hai
	are muskuraa zaraa paas aa zaraa	
	ba.Dhane lagii dil kii lagii de zaraa dawaa
	teraa to mai.n huu.N diiwaanaa \-4

	are jaan\-e\-jigar duniyaa me.n tuu sabase hasii.n hai
	are tere jaisii aur yahaa.N  ko_ii nahii.n hai
	he he ruup kii raanii cheharaa nuuraanii
	maar ga_ii mujhe terii cha.Dhatii jawaanii
	teraa to mai.n huu.N diiwaanaa \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{juulii ... tuu ma_ike mat ja_iyo}%
\film{Pukaar}%
\year{1983}%
\starring{Amitabh, Randhir Kapoor}%
\singer{Amitabh}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

juulii, ai juulii! tuu ma_ike, nahii.n \threedots

tuu ma_ike mat ja_iyo, mat ja_iyo merii jaan
mat ja_iyo merii jaan, tuu ma_ike mat ja_iyo
aa haa.N aa haa.N \threedots

janavarii, faravarii
janavarii faravarii ye do mahiine lagatii hai mujhako sardii
tuu kyaa jaane, tuu kyaa jaane
tuu kyaa jaane sardii ne jo haalat patalii kar dii
tuu ma_ike mat ja_iyo \threedots

##March## aprail me.n bahaar kuchh aise jhuum ke aaye
dekh ke teraa, dekh ke teraa
dekh ke teraa chharaharaa badan haay jii meraa lalachaaye
tuu ma_ike mat ja_iyo \threedots

ma_ii aur ##June## kaa aataa hai jab ra.ngo.n bharaa mahiinaa
dek ke teraa ra.ng suneheraa haay chhuTe meraa pasiinaa
tuu ma_ike mat ja_iyo \threedots

##July##, agast me.n saavan aise rimajhim rimajhim barase
ha\- rim\-jhim\-rim\-jhim\-rim\-jhim\-rim\-jhim
rim\-jhim\-rim\-jhim\-ya haa!
##July##, agast me.n saavan aise rimajhim rimajhim barase
band kamare me.n band kamare me.n!
band kamare me.n baiThe.nge ham nikale.nge na ghar se
tuu ma_ike mat ja_iyo \threedots

siptambar, aktuubar kaa mausam hotaa hai pyaaraa
aa~
   suno mere lambuu re, suno mitavaa
   suno mere saathii re
aise me.n mai.n, aise me.n mai.n
aise me.n mai.n rahuu.N akelaa ye nahii.n mujhe gavaaraa
tuu ma_ike mat ja_iyo \threedots

haay navambar aur disambar kaa tuu puuchh na haal
sach to ye hai, sach to ye hai
sach to ye hai pagalii ham na bichha.De puuraa saal
tuu ma_ike mat ja_iyo \threedots

\endsong
#endindian

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{samundar me.n nahaa ke aur bhii namakiin ho ga_ii ho}%
\film{Pukaar}%
\year{1983}%
\starring{Amitabh, Randhir Kapoor}%
\singer{R D Burman}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

samundar me.n nahaa ke aur bhii namakiin ho ga_ii ho \-2
are lagaa hai pyaar kaa wo ra.ng
are lagaa hai pyaar kaa wo ra.ng ke ra.ngiin ho ga_ii ho
samundar me.n nahaa ke aur bhii namakiin ho ga_ii ho

( dekhaa tujhako dil me.n aayaa dekhataa hii rahuu.N
bhiige\-bhiige badan ko tere khilataa kamal kahuu.N ) \-2
merii nazar kii tum bhii
are merii nazar kii tum bhii shauqiin ho ga_ii ho
samundar me.n nahaa ke aur bhii namakiin ho ga_ii ho

( ha.Nsatii ho to dil kii dha.Dakan ho jaaye aur jawaa.N
chalatii ho jab laharaa ke to dil me.n uThe tuufaa.N ) \-2
are pahale thii behatar ab to
pahale thii behatar ab to behatariin ho ga_ii ho
samundar me.n nahaa ke aur bhii namakiin ho ga_ii ho
are lagaa hai pyaar kaa wo ra.ng
lagaa hai pyaar kaa wo ra.ng ke ra.ngiin ho ga_ii ho
samundar me.n nahaa ke aur bhii namakiin ho ga_ii ho
ho.a

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
