% ISB File: PyaarKiKahaani_1971.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ek Kabar aa_ii suno ek Kabar aa_ii}%
\film{Pyaar Ki Kahaani}%
\year{1971}%
\starring{Tanuja, Amitabh Bachchan, Farida Jalal, Anil Dhavan}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11531 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ek Kabar aa_ii suno ek Kabar aa_ii
hone vaalii hai ga.ngaaraam kii sagaa_ii
ek Kabar aa_ii \threedots

mukh goraa\-goraa a.Nkhiyaa.N gulaabii
kaisii hogii aisii hogii bhaiyaa merii bhaabhii
naachuu.Ngii mai.n aise gaa_uu.Ngii mai.n aise
naachuu.Ngii mai.n gaa_uu.Ngii aur baajegii shahanaa_ii
ek Kabar aa_ii \threedots

ho na jaanaa aisii biivii kaa diivaanaa
na_e naate na TuuTe naataa yah puraanaa
hame.n na bhulaanaa yuu.Nhii aanaa\-jaanaa
de na jaanaa hame.n kahii.n lambii judaa_ii
ek Kabar aa_ii \threedots

jaldii se sunaa_o shaadii kaa natiijaa
mere suune ghar me.n khele meraa bhatiijaa
Gussaa ba.Daa aa_egaa munnaa jaag jaa_egaa
ro_egaa na so_egaa vo maa.Ngegaa miThaa_ii
ek Kabar aa_ii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ek pate kii baat sunaa_uu.N sun mere hamajolii}%
\film{Pyaar Ki Kahaani}%
\year{1971}%
\starring{Tanuja, Amitabh Bachchan, Farida Jalal, Anil Dhavan}%
\singer{Rafi}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10793 [V S Rawat]
% Credits: Ashok Dhareshwar

\printtitle
#indian

ek pate kii baat sunaa_uu.N sun mere hamajolii
sabase achchhii sabase sundar bolii prem kii bolii

ye jiivan sa.ngraam nahii.n jiivan hai khel tamaashaa
ka.Dave bol na bolo bhaiyaa bolo miiThii bhaaShaa
ka.Davii baat lage dil par ban ke ba.nduuk kii golii
sabase achchhii sabase \threedots

kyaa puurab hai kyaa pashchim kyaa uttar dakkhan hai
ham sab ek chaman ke pa.nchhii ek hamaaraa gulashan hai
sab ek hai.n to kyo.n alag banaa_e.N apanii Tolii
sabase achchhii sabase \threedots

ek ke paas zyaadaa hai aur ek ke paas jo kam hai
baa.NT le.n ek baraabar aapas me.n to phir kyaa Gam hai
bolo phir kyo.n phailaa_e.N ham jaakar apanii jholii
sabase achchhii sabase \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
