% ISB File: PyaarKoiKhelNahin_1999.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{apanii to ##life## me.n ##style## honaa maa.ngataa}%
\film{Pyaar Koi Khel Nahin}%
\year{1999}%
\starring{Sunny Deol, Mahima Chaudhary, Apurva Agnihotri}%
\singer{Asha, Chorus}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

##style style style, smile smile smile##
apanii to ##life## me.n ##style## honaa maa.ngataa
##face## pe haradam ##smile## honaa maa.ngataa
ho raamaa ho raamaa ho raamaa ho raamaa ho
haa.n apanii to ##life## me.n \threedots

a.Nkhiyan ko tuu bhiigan na de Gam kaa ho ##season## to kyaa
ra.ngaraliyo.n me.n dil sadaa rahe ##busy##
kaisii bhii ho mushkil yaar ##Take it easy## are haa.n
raamaa ho \threedots

laakho.n kii hai ye ek baat likh le ise dil pe tuu
rote ke to sa.ng ko_ii ro_e naa kabhii
ha.Nsate ke sa.ng yaaraa ha.Nse ##everybody## are haa.n
raamaa ho \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chaachii ... la.Dake ne la.Dakii ko chhe.Daa}%
\film{Pyaar Koi Khel Nahin}%
\year{1999}%
\starring{Sunny Deol, Mahima Chaudhary, Apurva Agnihotri}%
\singer{Abhijit, Chorus}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

chaachii chaachii chaachii chaachii
la.Dake ne la.Dakii ko chhe.Daa to aisaa kyaa tuufaan ho gayaa ha haa
he he he
bujurgo.n khush ho jaa_o ke la.Dakaa javaan ho gayaa
la.Dake ne \threedots

nazar ko ulajhaane kii umar yahii hai
bahakane Takaraane kii umar yahii hai
sharm se khud ho jaa_e agar gulaabii
to samajho la.Dake me.n hai ko_ii kharaabii
jaldii se vaid ko dikhalaa_o javaan bezabaan ho gayaa
la.Dake ne \threedots

javaanii kii duniyaa hai chaar dinaa.n kii
ye saarii chaa.Ndaniyaa hai chaar dinaa.n kii
ye mausam kyaa hotaa hai khud se puuchho
bujurgo.n apane biite din to socho
la.Dakii jo biga.D jaa_e muqaddar meharabaan ho gayaa
la.Dake ne \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{haay haay mubaarak ho chaa.Nd saa lallaa}%
\film{Pyaar Koi Khel Nahin}%
\year{1999}%
\starring{Sunny Deol, Mahima Chaudhary, Apurva Agnihotri}%
\singer{Sudesh Bhonsale, Chorus}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Idrees}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

haay haay mubaarak ho mubaarak ho haay la.Dakaa hu_aa hai
haay chaa.Nd saa lallaa ghar aayaa hai haay mai.n vaarii jaa_uu.n
aasamaa.n se utar kar kamar aa gayaa
chaa.Nd saa lallaa maa.N tere ghar aa gayaa 
ab masarrat kii baaje.ngii shahanaa_iiyaa.n
aur phuulo.n se mahake.ngii a.nganaa_iiyaa.n
terii nazaro.n kaa ai jamiilaa zaraa jam ke hilaa
terii nazaro.n kaa nuur\-e\-nazar aa gayaa
chaa.Nd saa lallaa \threedots

haay tumako hamaarii umar lag jaa_e
maa.N husn ke tere ye aks hai.n gahare
baap aur beTe ke ek jaise chehare
munne ke abbaa haay haay tum kahaa.n the ab tak haay haay
chho.De.nge na tumako haay haay kuchh mile na jab tak haay haay
munne kii ammaa haay haay shauhar ko bolo haay haay
kuchh gaa.nTh rupayo.n kii haay haay jaldii se kholo haay haay
munne ke abbaa jii aise naa bolo haay haay
sab gher lo milakar haay haay are jeb TaTolo haay haay
are naach naach ke apanaa nikal gayaa ##juice##
are munne teraa abbbaa ba.Daa hii ka.njuus
biich vaalo.n kaa ai maaTii milii zaraa uchhaal
biich vaalo.n kaa dekho juluus aa gayaa
chaa.Nd saa lallaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jahaa.n me.n ko_ii ... pyaar ko_ii khel nahii.n}%
\film{Pyaar Koi Khel Nahin}%
\year{1999}%
\starring{Sunny Deol, Mahima Chaudhary, Apurva Agnihotri}%
\singer{Kumar Sanu}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

jahaa.n me.n ko_ii pyaar kaa divaanaa ho gayaa jahaa.n
jiine marane kaa hosh hai phir use kahaa.n
pyaar ko_ii khel nahii.n

aashiqii vo rog hai ke lage jo ik baar
dil se phir ye jaa_e naa kariye jatan hazaar
tere labo.n par bhii pyaare ronaa hai ye ha.Nsii nahii.n
jahaa.n me.n ko_ii \threedots

ishq me.n ko_ii bhii ho majanuu.n yaa farahaad
miT ga_e shaaho.n ke naam par ye zi.ndaa hai aaj
chaahat me.n dii jaan jisane vo kabhii marataa nahii.n
jahaa.n me.n ko_ii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{khan khan khanake haath me.n ... chuu.Dii jo khanakii}%
\film{Pyaar Koi Khel Nahin}%
\year{1999}%
\starring{Sunny Deol, Mahima Chaudhary, Apurva Agnihotri}%
\singer{Phalguni Pathak, Chorus}%
\music{Lalit Sen}%
\lyrics{Lalit Sen}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

khan khan khanake haath me.n
khan khan haath me.n
chuu.Dii jo khanakii haatho.n me.n haay haay
yaad piyaa kii aane lagii haay bhiigii bhiigii raato.n me.n
khan khan khan khan khan khan khan
yaad piyaa kii \threedots

Tha.nDii Tha.nDii pavan chale tan man me.n haay aag lage
tere pyaar kii chi.ngaarii a.ng a.ng me.n haay mere jale
rimajhim sii barasaato.n me.n haay haay
yaad piyaa kii \threedots

baagaa.n me.n koyal he bole hai dekho mor papiihaa naache hai

abake baras haay ye saavan jaan na merii le jaa_e
dhak dhak moraa jiyaa kare tan se chunar jab u.D jaa_e
bole jo koyal baago.n me.n haay haay
yaad piyaa kii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kuchh tumhaare hai.n kuchh hamaare hai.n}%
\film{Pyaar Koi Khel Nahin}%
\year{1999}%
\starring{Sunny Deol, Mahima Chaudhary, Apurva Agnihotri}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

kuchh tumhaare hai.n kuchh hamaare hai.n
ham dono.n ke sapane kitane pyaare hai.n
kuchh tumhaare hai.n \threedots

iname.n us aramaa.n kaa nuur hai jo dil me.n palataa rahaa
vo ra.ngii.n nagamaa jo ho.nTh me.n dab ke machalataa rahaa
jalave tamaam aazaad hai.n ham dil ke hai.n baadashaah
kuchh tumhaare hai.n \threedots

dekho zaraa aise jhuum ke kyuu.n Dolatii hai bahaar
yuu.n hai ke aaj is tara.ng me.n shaamil hai apano.n kaa pyaar
yuu.n hii nahii.n khul khelii hai zulfo.n kii baad\-e\-sabaa
kuchh tumhaare hai.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pahalii nazar me.n ... nazar milate hii aisaa kyaa ho gayaa}%
\film{Pyaar Koi Khel Nahin}%
\year{1999}%
\starring{Sunny Deol, Mahima Chaudhary, Apurva Agnihotri}%
\singer{Vinod Rathod, Alka Yagnik}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

pahalii nazar me.n dil na jaane kaise kho gayaa
abhii abhii apanaa thaa paraayaa kaise ho gayaa

haa.n nazar milate hii aisaa kyaa ho gayaa
bataa_e ko_ii pal me.n ye kyaa ho gayaa
ke aaj tak thaa apanaa jo dil kaise ho gayaa paraayaa
nazar milate hii \threedots

ye khel hai kyaa kisii ko kabhii na jaane ko_ii na pahachaane
kabhii vo kahii.n milaa bhii nahii.n ke naam pataa ko_ii jaane
ho gayaa apanaa ha haa.n dil me.n jo kabhii naa
are ho gayaa apanaa dil me.n jo kabhii naa aayaa 
nazar milate hii \threedots

khulii nazaro.n kaa khvaab hai ye ajiib hai pyaar kaa aalam
basant binaa bahaar khile ke ra.ng barase bin mausam
anjaanaa dilabar aisaa tan man par chhaayaa
he nazar milate hii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere gaalo.n kii chaa.Ndanii dekhe}%
\film{Pyaar Koi Khel Nahin}%
\year{1999}%
\starring{Sunny Deol, Mahima Chaudhary, Apurva Agnihotri}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tere gaalo.n kii chaa.Ndanii dekhe to hove har dil be_iimaan
lage haatho.n me.n meha.ndii piyaa kii to ra.ng teraa luuT le jahaan
o tere gaalo.n kii chaa.Ndanii \threedots

oy shaavaa
kalii sii javaanii terii khil jaa_egii ban ke phuul
o mahak uThegii re tuu sai.nyaajii kii baaho.n me.n jhuul
sun nii ku.Diye aahaa resham dii gu.Diye oho
kayaamat kar degii nii terii gazab kii uThaan
tere gaalo.n kii chaa.Ndanii \threedots

taaraa jaisii bi.ndiyaa terii ghu.nghaTe me.n sajatii rahe
haa.N chaa.Nd sii kalaa_ii sadaa chuu.Diyo.n se bajatii rahe
nii muTiyaare tuu aisaa jaaduu Daare
ki tere sai.nyaa chhi.Dakate phire.n tujhape jaan
tere gaalo.n kii chaa.Ndanii \threedots

mujhe to pataa hii na thaa meraa bhii hai sapanaa ko_ii
apano.n ne chaahaa sadaa meraa bhii ho apanaa ko_ii
tujhe dekhaa jab se aahaa tujhe jaanaa jab se oho
mujhe dil pe rahaa na ikhtiyaar merii jaan
tere gaalo.n kii chaa.Ndanii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
