% ISB File: PyaasaaSaawan_1981.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{meghaa re meghaa re mat parades jaa re}%
\film{Pyaasaa Saawan}%
\year{1981}%
\starring{Jeetendra, Mausami Chatterji, Rina Roy, Deven Verma}%
\singer{Lata, Suresh Wadkar}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Santosh Anand?}%

% Contributor: Arunabha S Roy
% Transliterator: Arunabha S Roy
% Date: 1 Sep 2004
% Series: LATAnjali
% generated using giitaayan
% Credits: Vinay P Jain

\printtitle
#indian

meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
mat parades jaa re
aaj tuu prem kaa sa.ndes barasaa re

kahaa.N se tuu aayaa kahaa.N jaayegaa tuu
ke dil kii agan se pighal jaayegaa tuu
dhuaa.N ban gayii hai Kayaalo.n ki mahafil
mere pyaar ki jaane kahaa.N hogii ma.nzil
ho meghaa re, meghaa re meghaa re meghaa re
mere Gam kii tuu davaa re, davaa re
aaj tuu prem \threedots

barasane lagii hai.n buu.Nde.n tarasane lagaa hai man
ho, zaraa ko_ii bijalii chamakii larazane lagaa hai man
aur na Daraa tuu mujhako o kaale kaale ghan
mere tan ko chhuu rahii hai priit kii pahalii pavan
ho, meghaa re meghaa re
merii sun le tuu sadaa re
aaj tuu prem kaa sa.ndes barasaa re

ho meghaa re meghaa re \threedots

man kaa mayuuraa aaj magan ho rahaa hai
mujhe aaj ye kyaa sajan ho rahaa hai
uma.ngo.n kaa saagar uma.Dane lagaa hai
baabul kaa aa.Ngan bikharane lagaa hai
na jaane kahaa.N se hawaa aa rahii hai
u.Daake ye hamako liye jaa rahii hai
ye rut bhiigii\-bhiigii bhigone lagii hai
ke miiThe se nashtar chubhone lagii hai
chalo aur duniyaa basaa_e.Nge ham tum
ye janmo.n kaa naataa nibhaaye.nge ham tum
ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
de tuu hamako duaa re
aaj tu prem kaa sa.ndes barasaa re

ho meghaa re meghaa re \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o merii chhammak chhallo ... o mere raam lubhaayaa}%
\film{Pyaasaa Saawan}%
\year{1981}%
\starring{Jeetendra, Mausami Chatterji, Rina Roy, Deven Verma}%
\singer{Kishor, Asha}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Santosh Anand}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11309 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ki \:	o merii chhammak chhallo do din kii hai zindagaanii \-2
	tuu pyaar mujhe kar aise mai.n likh duu.N prem kahaanii
aa \:	o mere raam lubhaayaa \-2
	kyaa likhanii prem kahaanii
	mauqaa hai mauj manaa lo kab kisakii rahii javaanii

ki \:	likhane kaa shauq mujhe hai likhataa huu.N dil kii baate.n \-2
	tho.Dii sii din kii baate.n tho.Dii raato.n kii baate.n \-2
aa \:	din ke kyaa taur\-tariike raato.n kii niiyat kyaa hai
	tum to kyaa jaano is par mausam kii chaahat kyaa hai
ki \:	dil jo kahataa hai usako aa.Nkho.n se mai.n kahataa huu.N
	dil kii haalat ko samajho  rut hai kitanii mastaanii
aa \:	o mere raam lubhaayaa \threedots
ki \:	o merii chhammak chhallo \threedots
aa \:	o mere raam lubhaayaa \threedots

	sun\-sun ke bole meraa dil baiThaa jaa_e \-2
	pyaase aramaano.n vaalaa saavan ye biitaa jaa_e
ki \:	mujhako kuchh hosh nahii.n thaa sachamuch mai.n be_asar thaa
	nazaro.n me.n tum hii tum the mausam se beKabar thaa
aa \:	ab to kuchh Kair\-Kabar lo sun lo ghanaghor anaa.Dii
	ma.nzil pe aa ke bhaTakii merii yauvan kii gaa.Dii
	karate ho kyo.n naadaanii socho baate.n mardaanii \-2
	mauqaa hai mauj \threedots
ki \:	o merii chhammak chhallo \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
