% ISB File: PyaasiMamtaa_1998.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ham pyaar karate hai.n sanam ikaraar karate hai}%
\film{Pyaasi Mamtaa}%
\year{1998}%
\starring{Aajesh Rekhi, Megha, Upasana, Gagan, Nirala Thakur, K P Singh}%
\singer{Anuradha Paudwal}%
\music{Surinder Kohli}%
\lyrics{R V Singh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ham pyaar karate hai.n sanam ikaraar karate hai
ab maan bhii jaa_o ham tum pe marate hai.n
ham pyaar karate hai.n \threedots

tum dil kii tamannaa aramaan kahaa.n haasil ho
ab apanii khushii Gam me.n har haal me.n shaamil ho
ham ek ishaare par jaa.n nisaar karate hai.n
ham pyaar karate hai.n \threedots

Dar hamane zamaane kaa siikhaa hii nahii.n jaanaa.n
bas terii ibaadat kii aur tujhako Kudaa maanaa
yah hazaaro.n me.n sviikaar karate hai.n
ham pyaar karate hai.n \threedots

chaahat ko hamaarii tum ek baar samajh lete
qadamo.n me.n tumhaarii ham ye jaan bhii de dete
ham pyaar tumhe.n behad sarakaar karate hai.n
ham pyaar karate hai.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
