% ISB File: PyarBanaAfsana_1960s.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{gorii zulm kare zulf kaa bikhar jaanaa}%
\film{Pyar Bana Afsana}%
\year{1960s Not Released}%
\starring{}%
\singer{Rafi}%
\music{Iqbal Qureshi}%
\lyrics{Aziz Qaisi}%

% Contributor: Surma Bhopali
% Date: 06/19/2002

\printtitle
#indian

gorii zulm kare zulf kaa bikhar jaanaa \-2
o bikhar jaanaa haay bikhar jaanaa
bikhar jaanaa haay bikhar jaanaa
o gorii o gorii zulm kare zulf kaa bikhar jaanaa

har adaa terii kamaal
mukha.Daa chaa.Nd kii misaal
chaltii moranii kii chaal
jaane kyuu.n naa dil kaa haal
badgumaan tho.Dii der to Thahar jaanaa
o Thahar jaanaa haay Thahar jaanaa
Thahar jaanaa haay Thahar jaanaa
o gorii o gorii zulm kare zulf kaa bikhar jaanaa

ye dupattaa jaalidaar
pahane motiiyo.n kaa haar
halkaa halkaa hai nikhaar
aaye kis tarah naa pyaar
ye bahaar uspe ye teraa sa.nwar jaanaa
o sa.nwar jaanaa haay sa.nwar jaanaa
sa.nwar jaanaa haay sa.nwar jaanaa
o gorii o gorii zulm kare zulf kaa bikhar jaanaa
gorii zulm kare zulf kaa bikhar jaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
