% ISB File: PyarKaBandhan_1963.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{gho.Daa pishorii meraa ... mai.n huu.N alabelaa}%
\film{Pyar Ka Bandhan}%
\year{1963}%
\starring{Rajkumar, Nishi, Naaz, Johny Walker, Dhumal, Pratima Devi, Helen}%
\singer{Rafi}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10729 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

gho.Daa pishorii meraa taa.Ngaa laahorii meraa
baiTho miyaa.N jii baiTho laalaa
mai.n huu.N alabelaa taa.Nge vaalaa \-2
gho.Daa peshaavarii meraa \threedots

Taa.Nge.n thake.ngii yaaro.n taa.Nge me.n aa_o
garamii ba.Dii hai pyaaro.n paidal naa jaa_o
hogaa ( gulaabii ra.ng kaalaa ) \-2
mai.n huu.N alabelaa \threedots

bachanaa o jaane vaale mai.n tujhape vaarii
Takaraa naa jaa_e kahii.n shaahii savaarii
rotaa ( phiregaa gharavaalaa ) \-2
mai.n huu.N alabelaa \threedots

mehanat majuurii karuu.N rukanaa naa jaanuu.N
aa.Ndhii tuufaa.N ke aage jhukanaa naa jaanuu.N
apanaa ( saa.N_ii hai rakhavaalaa ) \-2
mai.n huu.N alabelaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{merii pahalii aarazuu kaa ye salaam yaad rakhanaa}%
\film{Pyar Ka Bandhan}%
\year{1963}%
\starring{Rajkumar, Nishi, Naaz, Johny Walker, Dhumal, Pratima Devi, Helen}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10728 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	merii pahalii aarazuu kaa ye salaam yaad rakhanaa
	meraa naam hai mohabbat meraa naam yaad rakhanaa
aa \:	jahaa.N dil se dil mile the vo muqaam yaad rakhanaa
	meraa naam hai tamannaa meraa naam yaad rakhanaa
ra \:	merii pahalii aarazuu \threedots

aa \:	ye khilii\-khilii fizaa_e.N ye jhukii\-jhukii ghaTaa_e.N
	ye rukii\-rukii sii baate.n ye dabii\-dabii sadaa_e.N
ra \:	yahii subah pyaar kii hai yahii shaam yaad rakhanaa
ra \:	merii pahalii aarazuu \threedots

ra \:	mere dil pe chhaa gayaa hai tere ruup kaa saveraa
	na_e chaa.Nd se hai roshan terii zulf kaa a.Ndheraa
aa \:	mere pyaar ke jahaa.N kaa ye payaam yaad rakhanaa
ra \:	merii pahalii aarazuu \threedots

aa \:	terii har adaa me.n dekhii.n maine jannato.n kii raahe.n
ra \:	mere dil me.n bas ga_ii hai.n terii madabharii nigaahe.n
aa \:	yahii daur yaad rakhanaa yahii jaam yaad rakhanaa
ra \:	merii pahalii aarazuu \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zaraa bach ke o bali_e bach ke}%
\film{Pyar Ka Bandhan}%
\year{1963}%
\starring{Rajkumar, Nishi, Naaz, Johny Walker, Dhumal, Pratima Devi, Helen}%
\singer{Mahendra Kapoor, Asha}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10730 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	zaraa bach ke o bali_e bach ke
	kahii.n patalii qamar na lachake
	Thumak naa ruk\-ruk ke
aa \:	sun huqm hai ye sarakaarii
	chhin jaa_egii nambaradaarii
	naa tak mujhe jhuk\-jhuk ke

ra \:	tere do naino.n ke maare dar pe maare phere
	ke aajaa khi.Dakii me.n
aa \:	zaraa soch ke baate.n karanaa bhalaa aashiq kaa kyaa maranaa
	jo mar jaa_e jhi.Dakii me.n
ra \:	zaraa bach ke \threedots

	teraa qad hai saruu kaa buuTaa gore ra.ng ne tere dil ko luuTaa
	meraa to saaraa jag bairii ho gayaa
aa \:	Kush rahatii jo hotii kaalii gore ra.ng ne musiibat Daalii
	ki saaraa jag bairii ho gayaa
ra \:	zaraa bach ke \threedots

	banuu.N mai.n ik din duulhaa jale mere bhii ghar chuulhaa
	o rab ho to aisaa ho \-2
aa \:	ju.De dil se dil kaa kaa.NTaa mujhe mil jaa_e tujhasaa baa.Nkaa
	gazab ho to aisaa ho
ra \:	zaraa bach ke \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
