% ISB File: PyarKiyeJa_1966.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{din javaanii ke chaar yaar pyaar ki_e jaa}%
\film{Pyar Kiye Ja}%
\year{1966}%
\starring{Shashi Kapoor, Kishore Kumar, Mahmood, Kalpana, Rajshri, Om Prakash}%
\singer{Kishor}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11005 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

din javaanii ke chaar yaar pyaar ki_e jaa
kahaa.N baar\-baar
aataa hai dil diivaanaa ik baar yaar pyaar ki_e jaa

ba.Dii mushkil se fursat pyaar kii milatii hai dilabar
khel zaraa sii pyaar kii baazii nikale aramaa.N saare
jab tak ye bahaar yaar pyaar ki_e jaa
din javaanii ke \threedots

umariyaa Dhal ga_ii lekin abhii tak dil javaa.N hai
samajho socho
agar tum aazamaa_oge to bologe ki haa.N hai
chiiz ba.Dii hai pyaar mohabbat umr me.n kyaa rakhaa hai pyaare
ab to kar le ikaraar yaar pyaar ki_e jaa
din javaanii ke \threedots

agar mu.D ke dekho mere maasuum qaatil \-2
to jaanoge ki ham hii hai.n tumhaare dil ke qaabil
ruup badal ke chaahane vaalaa muddat se thaa paas tumhaare
le\-le baa.Nho.n ke haar yaar pyaar ki_e jaa
din javaanii ke \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gore haatho.n par na zulm karo}%
\film{Pyaar Kiye Jaa}%
\year{1966}%
\starring{Shashi Kapoor, Kishore Kumar, Mahmood}%
\singer{Rafi}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

oye hoye
gore haatho.n par na zulm karo
haazir hai ye bandaa huqm karo
tumhaarii ka.Nvaarii kalaa_ii ko daaG na lage
gore haatho.n par   \threedots

jaan\-e\-man in haatho.n me.n to mehandii kaa ra.ng laganaa hai
haay, pyaar kii ra.ngat se teraa naazuk a.ng a.ng sajanaa hai
hai kaun sii aisii majabuurii
jo husn kare ye mazaduurii
tumhaarii ka.Nvaarii kalaa_ii ko   \threedots

mahalo.n kii tum raanii ho, mai.n priit nagar kaa shahazaadaa
baa.NT le.n ham kyo.n na dono, dhan apanaa aadhaa aadhaa
ham kaam kare.n tum, raaj karo
ma.nzuur to haath pe haath dharo
tumhaarii ka.Nvaarii kalaa_ii ko   \threedots

gusse me.n jo ulajhii hai aao to vo laT mai.n sulajhaa duu.N
haay, chhe.De jo zulfe.n terii us shokh havaa ko rukavaa duu.N
dekho na yuu.N aa.Nkhe.n mal\-mal ke
pa.D jaaye.nge dhabbe kaajal ke
tumhaarii ka.Nvaarii kalaa_ii ko   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
