% ISB File: PyarMohabbat_1966.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aap naaraaz Kudaa Kair kare}%
\film{Pyar Mohabbat}%
\year{1966}%
\starring{Dev Anand, Saira Bano, Shashikala}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11014 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aap naaraaz Kudaa Kair kare
naaz\-o\-andaaz Kudaa Kair kare
apanii to jaan pe ban aa_ii hai
aap naaraaz \threedots

aaKir to ko_ii baat hai tujhame.n aaj jo paas chale aa_e
aap naaraaz \threedots

aap achchhe lage mujhako huzuur mere dil kaa hai bas yahii qusuur
isake li_e le liiji_e merii jaa.N aur ko_ii sazaa diiji_e huzuur
aap naaraaz \threedots

aapake pyaar kaa sahaaraa thaa varanaa duniyaa me.n kyaa hamaaraa thaa
sapanaa vo TuuT gayaa kyaa kare.n lekin bharam vo dil ko pyaaraa thaa
aap naaraaz \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hurre pyaar mohabbat ke sivaa ye zindagii kyaa zindagii}%
\film{Pyar Mohabbat}%
\year{1966}%
\starring{Dev Anand, Saira Bano, Shashikala}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11015 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	hurre \-3
	( pyaar mohabbat ) \-2 ke sivaa ye zindagii kyaa zindagii \-2
aa \:	aa gale lag jaa mere aur chho.D de ye dillagii \-2
ra \:	pyaar mohabbat \threedots
aa \:	aa gale lag jaa \threedots

ra \:	jo tumane kiyaa jo hamane kiyaa vo jaane do
	jo tumase hu_aa jo hamase hu_aa vo jaane do
	do din kii javaanii hai ye jhaga.De jaane do
	aa jaa_o hamaare paas ab gilaa jaane do
ra \:	pyaar mohabbat \threedots
aa \:	aa gale lag jaa \threedots

	tuufaa.N me.n khilii aashaa kii kalii ab Gam kyaa hai
	ham ek hu_e ma.nzil ke li_e ab Gam kyaa hai
	ek dil kii lagii ek dil kii bujhii ab Gam kyaa hai
	saavan kii ghaTaa barasaa_e Kushii ab Gam kyaa hai
ra \:	Gam kyaa hai
	pyaar mohabbat \threedots
aa \:	aa gale lag jaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
