% ISB File: QaanoonAurMuzrim_1981.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{shaam ra.ngiin huii hai tere aa.Nchal kii tarah}%
\film{Kanoon Aur Muzrim}%
\year{1981}%
\starring{}%
\singer{Suresh Wadkar, Usha}%
\music{Ravindra Jain}%
\lyrics{Ravindra Jain}%

% Contributor: Samiuddin Mohammed <sm0e@Lehigh.EDU>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Credits: Mahesh Saptarshi <c1mahesh@watson.ibm.com>
%          Manjeet Rekhi <manjeet@iglou.com>
% Date: 06/12/1996

\printtitle
#indian

su: shaam ra.ngiin huii hai tere aa.Nchal kii tarah
    surma_ii ra.ng sajaa hai tere kaajal kii tarah
u:  paas ho tum mere dil ke mere aa.Nchal kii tarah
    merii aa.Nkho.n me.n base ho mere kaajal kii tarah

u:  merii hastii pe kabhii yuu.N koii chhaayaa hii na thaa
su: tere nazdiik mai.n pahale kabhii aayaa hii na thaa
u:  mai.n huu.N dharatii kii tarah tum kisii baadal kii tarah
su: surma_ii ra.Ng sajaa hai tere kaajal kii tarah

u:  aasmaan hai mere armaano.n ke darpan jaise
su: dil yuu.N dha.Dake ki lage baj uThe ka.Ngan jaise
u:  mast hai.n aaj havaae.n kisii paayal ki tarah
su: surma_ii ra.Ng sajaa hai tere kaajal kii tarah

u:  aisii ra.Ngiin mulaaqaat kaa matalab kyaa hai
su: in chhalakate hue jazbaat kaa matalab kyaa hai
u:  aaj har dard bhulaa do kisii paagal kii tarah
surma_ii ra.Ng sajaa hai tere kaajal kii tarah

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
