% ISB File: QaatilonKeQaatil_1981.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{are yak\-ba\-yak ko_ii kahii.n mil jaataa hai}%
\film{Qaatilon Ke Qaatil}%
\year{1981}%
\starring{Dharmendra, Rishi, Zeenat, Tina Munim}%
\singer{Kishore, Asha}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11620 [V S Rawat]
% Credits: Malini Kanth, Urzung Khan

\printtitle
#indian

are yak\-ba\-yak ko_ii kahii.n mil jaataa hai yak\-ba\-yak
dil se mil\-mil ke dil khil jaataa hai yak\-ba\-yak
hamane jo sochaa thaa dil ne jo chaahaa thaa
vahii milaa aaj yakaayak achaanak he yak\-ba\-yak
yak\-ba\-yak \threedots

apane javaa.N dil pe hame.n kal tak ba.Daa naaz thaa
kal tak mere dil ke li_e ishq ek raaz thaa
is ishq me.n dil haar ke kyaa yaaraa ham fidaa
dil pe nayaa vaar hu_aa yaar milaa pyaar hu_aa
maar ga_ii terii ik jhalak achaanak he yak\-ba\-yak
yak\-ba\-yak \threedots

aa.Nkho.n me.n thii Kvaabo.n me.n thii baraso.n se suurat terii
hamako bhii aur dil ko bhii thii kab se zaruurat terii
muddat se ham taras ga_e aa ab to lag jaa gale
ab daur ye yuu.N hii chale ye raat ab na Dhale
ho jhukii\-jhukii nazare.n uThaa
nazar uThii aise milii ga_ii ko_ii bijalii chamak he yak\-ba\-yak
achaanak yak\-ba\-yak \threedots

madahosh tum behosh ham chhaayaa ye kaisaa nashaa
ye tanhaa_ii jaan\-e\-man aa_e\-aa_e mazaa
oy tum samajhe na ham samajhe kab kaise kyaa ho gayaa
ye baad me.n jaanoge tum kyaa mil ke kyaa ho gayaa
are haar merii jiit banii
priit banii baat vahii aaj yahaa.N tak he yak\-ba\-yak
achaanak yak\-ba\-yak \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o merii choranii o merii moranii}%
\film{Qatilon ke Qatil}%
\year{1981}%
\starring{Dharmendra, Rishi, Zeenat, Tina Munim}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Rizwan Syed (rizwan@earth.sparco.com)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Sun Sep 10 1995
% Credits: David Windsor (david.windsor@anu.edu.au)
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)

\printtitle
#indian

r: o merii choranii, o merii moranii, mai.n to ho chukaa tumhaaraa \-2
   hotaa mai pyaar, bas ek baar, hotaa nahii.n dobaaraa
   ho gayaa pyaar, pyaar, pyaar, tumase pyaar \-2

l: gha.Dii do gha.Dii, kii hai ye dillagii, mujhe doge kyaa sahaaraa
   guzaregii raat, bologe baat, kar loge phir kinaaraa
   karuu.N mai.n pyaar, pyaar, pyaar, kaise pyaar

r: zi.ndagii me.n achchhii achchhii suurate.n dekhii.n magar \-2
   lauTakar vaapas na aaiie.n, jab pa.Dii tumapar nazar
l: mai.n na maanuu.N
r: aazamaa lo
l: gir pa.Doge
r: tum sambhaalo
   diivaanaa dil de baiThaa hai, maanegaa na haar
   ho gayaa pyaar, pyaar, pyaar, tumase pyaar \-2
l: gha.Dii do gha.Dii, kii hai ye dillagii, mujhe doge kyaa sahaaraa
   guzaregii raat, bologe baat, kar loge phir kinaaraa
   karuu.N mai.n pyaar, pyaar, pyaar, kaise pyaar \-2

l: do mulaaqaato.n me.n tumako pyaar kaise ho gayaa \-2
r: dil to khone ke liye hai, kho gayaa jo kho gayaa
l: diivaane ho
r: huu.N diivaanaa
l: jal jaaoge
r: huu.N paravaanaa
l: dekho yuu.N badanaam karo na, paravaane kaa pyaar
   karuu.N mai.n pyaar, pyaar, pyaar, kaise pyaar \-2
r: o merii choranii, o merii moranii, mai.n to ho chukaa tumhaaraa
   hotaa hai pyaar, bas ek baar, hotaa nahii.n dobaaraa
   ho gayaa pyaar,, pyaar, pyaar, tumase pyaar

r: ab kaho tum umr bhar ke hamasafar ho ke nahii.n \-2
   jaan\-e\-jaa.n, jaan\-e\-nazar, jaan\-e\-jigar ho ke nahii.n
l: haa.N mai.n haarii
r: phir se bolo
l: huu.N tumhaarii
r: phir se bolo
l: dhuul se qadamo.n kii ab maathe kaa si.ngaar
   ho gayaa pyaar, pyaar, pyaar, tumase pyaar \-2
   o merii zi.ndagii, o merii ba.ndagii, mere dil ne ye pukaaraa
   hotaa hai pyaar, bas ek baar, hotaa nahii.n dobaaraa

dono.n:
ho gayaa pyaar, pyaar, pyaar, tumase pyaar 	\-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
