% ISB File: Qudrat_1981.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chho.Do sanam kaahe kaa Gam}%
\film{Qudrat}%
\year{1981}%
\starring{Hema Malini, Vinod Khanna (?)}%
\singer{Kishore, Anette}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%           Vandana Venkatesan  (vandana@ece.scarolina.edu)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

## Anette ##: (chho.Do sanam kaahe kaa Gam
ha.nsate raho khilate raho  ) \-2
miT jaayegaa saaraa gilaa,  hamase gale milate raho
chho.Do sanam kaahe kaa Gam,  ha.nsate raho khilate raho
laa laa laa laa \threedots laa laa laa laa \threedots

## Kishore ##: (chho.Do sanam kaahe kaa Gam
ha.nsate raho khilate raho )  \-2
miT jaayegaa saaraa gilaa,  hamase gale milate raho
chho.Do sanam kaahe kaa Gam,  ha.nsate raho khilate raho

muskuraatii hasiin aa.Nkho.n se 
dekho dekho samaa badalataa hai kaise
jaanejahaa.N \threedots
chehare kii ra.ngat khul jaatii hai aise
% ## Anette ##: Aiya ya ya..ya ya ya ya ..
%    ya ya ya ya ya..

%## Kishore ##: (## Anette ## la-la-la's in between :)
## Kishore ##: (chho.Do sanam kaahe kaa Gam
ha.nsate raho khilate raho    )  \-2

aao milakara ke yuu.N bahak jaae.n 
ki mahak jaaye aaj ho.nTho.n kii kaliyaa.N
jhuume fizaa \threedots
ye galiyaa.N ban jaaye phuulo.n kii galiyaa.N

%## Anette ##: Aiya ya ya..ya ya ya ya ..
%    ya ya ya ya ya..

%## Kishore ##: (## Anette ## la-la-la's in between again:)
## Kishore ##: (chho.Do sanam kaahe kaa Gam
ha.nsate raho khilate raho    ) \-2
miT jaayegaa saaraa gilaa,  hamase gale milate raho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hame.n tumase pyaar kitanaa}%
\film{Qudrat}%
\year{1981}%
\starring{Rajesh Khanna, Hema Malini, Raaj Kumar, Aruna Irani}%
\singer{Kishore / Parveen Sultana}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: Parag Chhibber (usp_pchhibbe@sitvxa.stevens-tech.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)

\printtitle
#indian

hame.n tum se pyaar kitanaa, ye ham nahii.n jaanate
magar jii nahii.n sakate tumhaare binaa
hame.n tum se pyaar \threedots

sunaa gam judaaI kaa, uThaate hai.n log
jaane zi.ndagii kaise, bitaate hai.n log
din bhii yahaa.N to lage, baras ke samaan
hame.n i.ntazaar kitanaa, ye ham nahii.n jaanate 
magar jii nahii.n sakate tumhaare binaa
hame.n tum se pyaar \threedots

tumhe.n koI aur dekhe, to jalataa hai dil
ba.Dii mushkilo.n se phir, sambhalataa hai dil
kyaa kyaa jatan karate.n hai.n, tumhe.n kyaa pataa
ye dil beqaraar kitanaa, ye ham nahii.n jaanate
magar jii nahii.n sakate tumhaare binaa
hame.n tum se pyaar \threedots

#Parveen Sultana version, courtesy FITB#

hame.n tum se pyaar kitanaa, yah ham nahii.n jaanate
magar jii nahii.n sakate tumhaare binaa
hame.n tum se pyaar kitanaa ... 

mai.n to sadaa kii tumharii diivaanii
bhuul gaye sai.nyaa.N priit puraanii
kadar naa jaanii, kadar na jaanii
hame.n tum se pyaar kitanaa ... 

koii jo Daare tumape nayanavaa
dekhaa naa jaaye mose sajanavaa
jale moraa manavaa, jale moraa manavaa
hame.n tum se pyaar kitanaa ... 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sajatii hai yuu.N hii mahafil}%
\film{Qudrat}%
\year{1981}%
\starring{Priya Rajvansh, Raaj Kumar, Rajesh Khanna, Vinod Khanna, Hema Malini}%
\singer{Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Abhay Phadnis
% Transliterator: Abhay Phadnis
% Date: 18 Sep 2003
% Series: Geetanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

sajatii hai yuu.N hii mahafil
ra.ng yuu.N hii Dhalane do
ik charaaG bujhane do
ik charaaG jalane do

saaz\-e\-tamannaa laa_o ko_ii giit gaa_e.N ham
jashn\-e\-muhabbat hai ye jhuum ke manaa_e.N ham
shaam ye muraado.n kii subah tak to chalane do

sajatii hai yuu.N hii mahafil \threedots

ab to nazar bhii apanii uThatii hai du_aa banakar
dha.Dakan bhii nikalii dil se naGamaa\-e\-wafaa banakar
aaj to dil\-o\-jaa.N kii hasarate.n nikalane do

sajatii hai yuu.N hii mahafil \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuune o ra.Ngiile kaisaa jaaduu kiyaa}%
\film{Qudrat}%
\year{1981}%
\starring{Hema Malini, Rajesh Khanna}%
\singer{Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Himanshu Gupta (hgupta@cs.stanford.edu)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Thu Dec 28, 1995
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)

\printtitle
#indian

tuu ne o ra.Ngiile kaisaa jaaduu kiyaa \-2
piiyaa piiyaa bole matavaalaa jiiaa

baaho.n me.n chhupaa ke ye kyaa kiyaa
o re piyaa o \threedots
tuu ne o ra.Ngiile kaisaa jaaduu kiyaa
piiyaa piiyaa bole matavaalaa jiiaa

paas bulaa ke, gale se lagaa ke
tuu ne to badal Daalii duniyaa
na_e hai.n nazaare, na_e hai.n ishaare
rahii no vo kal vaalii duniyaa
sapane dikhaake tuu ne ye kyaa kiyaa
o re piyaa o \threedots
tuu ne o ra.Ngiile kaisaa jaaduu kiyaa
piiyaa piiyaa bole matavaalaa jiiaa

(o mere saajan kaisii ye dha.Dakan
 shor machaane lagii man me.n
 jaise laharaae nadiyaa kaa paanii
 lahar uThe re mere tan me.n)   \-2
mujh me.n samaa ke ye kyaa kiyaa
o re piyaa o \threedots
tuu ne o ra.Ngiile kaisaa jaaduu kiyaa
piiyaa piiyaa bole matavaalaa jiiaa

baaho.n me.n chhupaa ke ye kyaa kiyaa
o re piyaa o \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
