% ISB File: RaajMahal_1982.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{mere pyaar kii aavaaz pe chalii aanaa}%
\film{Raj Mahal}%
\year{1982}%
\starring{Vinod Khanna, Neetu Singh, Danny, Om Shivpuri}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Varma Malik}%

% Contributor: Rizwan Syed <rizwan@earth.sparco.com>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@hendrix.coe.neu.edu>
% Date: 09/10/1995
% Credits: Vandana Venkatesan <vvenkate@intel.com>
%          Ashok Dhareshwar <adhareshwar@worldbank.org>
% Editor: Rajiv Shridhar <rajiv@hendrix.coe.neu.edu>

\printtitle
#indian

r: o sonaalii, o sonaalii
l: ho, ho

r: mere pyaar kii aavaaz pe chalii aanaa
   o chalii aanaa\threedots		 \-2

l: mai.n aa rahii huu.N
   mai.n aa rahii huu.N pyaar kii aavaaz pe
   ye pyaar bharaa naGamaa
   tum phir se gunagunaanaa
r: mere pyaar kii aavaaz pe chalii aanaa
   o chalii aanaa

r: dekho mausam gaharaa gaharaa hai 	   \-2
   aur shaam kaa ra.Ng sunaharaa hai
l: (aao ham dono.n chhup jaae.n
    pyaar kii duniyaa me.n kho jaae.n)	   \-2
   aise kho jaae.nge
   aise kho jaae.nge Dhuu.NDhegaa ye saaraa zamaanaa
r: mere pyaar kii aavaaz pe chalii aanaa
   o chalii aanaa

l: tuu hai sapano.n kii parchhaaiyo.n me.n \-2
   tuu hai is dil kii gaharaaiyo.n me.n
r: (baa.Ndhake tujhako baaho.n me.n
    rakh luu.N aaj nigaaho.n me.n)	   \-2
l: to ye vaadaa karo \threedots
   to ye vaadaa karo, mujhako kabhii na bhulaanaa
r: mere pyaar kii aavaaz pe chalii aanaa
   o chalii aanaa
l: mai.n aa ga_ii huu.N \threedots
   mai.n aa ga_ii huu.N, pyaar kii aavaaz pe
   ye pyaar bharaa naGamaa
   tum phir se gunagunaanaa
r: mere pyaar kii aavaaz pe chalii aanaa
   o chalii aanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
