% ISB File: RaajaaHindustaani_1996.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa_e ho merii zi.ndagii me.n tum bahaar ban ke}%
\film{Raajaa Hindustaani}%
\year{1996}%
\starring{Aamir, Karisma, Suresh Oberoi, Johny Lever, Navneet Nishan, Farida}%
\singer{Alka Yagnik}%
\music{Nadeem Shravan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aa_e ho merii zi.ndagii me.n tum bahaar ban ke
mere dil me.n yuu.n hii rahanaa tum pyaar pyaar ban ke
aa_e ho merii zi.ndagii \threedots

aa.Nkho.n me.n tum base ho sapane hazaar ban ke
mere dil me.n yuu.n \threedots

mere saathii mere saajan mere saath yuu.n hii chalanaa
badalegaa ra.ng zamaanaa par tum nahii.n badalanaa
merii maa.ng yuu.n hii bharanaa taare hazaar ban ke
mere dil me.n yuu.n \threedots

gar mai.n jo ruuTh jaa_uu.n to tum mujhe manaanaa
thaamaa hai haath meraa phir umr bhar nibhaanaa
mujhe chho.D ke na jaanaa vaade hazaar karake
mere dil me.n yuu.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kitanaa pyaaraa tumhe.n ... meraa yaaraa raajaa hindustaanii}%
\film{Raajaa Hindustaani}%
\year{1996}%
\starring{Aamir, Karisma, Suresh Oberoi, Johny Lever, Navneet Nishan, Farida}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Nadeem Shravan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

kitanaa pyaaraa tumhe.n rab ne banaayaa jii kare dekhataa rahuu.n
tuu hai paagal tuu hai jokar tuu hai dilabarajaanii
sabase pyaaraa meraa yaaraa raajaa hindustaanii
o kitanaa pyaaraa tumhe.n \threedots

ambar se aa_ii hai pariyo.n kii raanii dekh jise hotii hai sabako hairaanii
sundar saa mukha.Daa hai phuulo.n ke jaisaa hogaa na duniyaa me.n ko_ii aisaa
kitanaa siidhaa kitanaa sachchaa meraa raajaa kitanaa achchhaa
mujhako to achchhii lagatii hai terii har naadaanii
sabase pyaaraa meraa \threedots

koyal ke jaisii hai terii ye bolii muurat ke jaisii hai suurat ye bholii
baago.n me.n jaa_o na dil ye ghabaraa_e pairo.n me.n haay ko_ii kaa.NTaa na chubh jaa_e
mai.n diivaanii ho na jaa_uu.n terii baato.n me.n kho na jaa_uu.n
u.Dataa baadal bahataa paanii bole rut mastaanii
kyaa
sabase pyaaraa meraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n ye nahii.n kahatii ... paradesii paradesii jaanaa nahii.n}%
\film{Raja Hindustani}%
\year{1996}%
\starring{Aamir Khan, Karisma Kapoor}%
\singer{Alka Yagnik, Udit Narayan/ Alka Yagnik, Kumar Sanu/ Suresh Wadkar, Bela Sulakhe, Padma Menon}%
\music{Nadeem-Shravan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: Vishal Ailawadhi <vishal@ucla.edu>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 1/13/1996
% Editor: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>

\printtitle
#indian

bhaag 1:  gaayak \- alkaa yaaganik va udit naaraayaN

mai.n ye nahii.n kahatii ki pyaar mat karanaa
kisii ajanabii kaa magar aitabaar mat karanaa

a: paradesii paradesii jaanaa nahii.n, mujhe chho.D ke
   paradesii mere yaaraa vaadaa nibhaanaa
   mujhe yaad rakhanaa kahii.n bhuul na jaanaa

u: paradesii paradesii jaanaa nahii.n, mujhe chho.D ke
   paradesii mere yaaraa vaadaa nibhaanaa
   tum yaad rakhanaa kahii.n bhuul na jaanaa

a: mai.nne tumako chaahaa tumase pyaar kiyaa
   sab kuchh tum pe yaar apanaa vaar diyaa
   ban ga_ii jogan mai.nne priit kaa jog liyaa
   na sochaa na samajhaa dil kaa rog liyaa
u: paradesii mere yaaraa lauT ke aanaa
   tum yaad rakhanaa kahii.n bhuul na jaanaa

a: paradesii paradesii jaanaa nahii.n, mujhe chho.D ke
   tum yaad rakhanaa kahii.n bhuul na jaanaa


bhaag 2:  gaayak \- kumaar shaanu va alkaa yaaganik

ku: phuulo.n ke mausam me.n milane aate hai.n
   patajha.D me.n pa.nchhii ban kar u.D jaate hai.n
   ha.Nsatii aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu de aate hai.n
   vaadaa kar ke bhii na vaapas aate hai.n
   paradesii mere yaaraa guzaraa zamaanaa
   use yaad rakhanaa kahii.n bhuul na jaanaa

a: sach kahate hai.n duniyaa vaale pyaar na kar
   pyaar to hai ik rog buraa is rog se Dar
   diivaano.n kii qismat me.n tanhaaii hai
   ishq kaa duujaa naam to yaar judaaii hai
   paradesii mere yaaraa mujhe na rulaanaa
   tum yaad rakhanaa kahii.n bhuul na jaanaa


bhaag 3:  gaayak \- suresh vaaDakar, belaa sulaakhe va pad.hmaa menan

su: paradesii paradesii jaanaa nahii.n
be: tuu jaanaa nahii.n
su: hame.n chho.D ke, hame.n chho.D ke
   paradesii mere yaaraa vaadaa nibhaanaa
   hame.n yaad rakhanaa kahii.n bhuul na jaanaa
   paradesii paradesii jaanaa nahii.n
   hame.n chho.D ke, hame.n chho.D ke

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{puuchho zaraa puuchho mujhe kyaa hu_aa hai}%
\film{Raajaa Hindustaani}%
\year{1996}%
\starring{Aamir, Karisma, Suresh Oberoi, Johny Lever, Navneet Nishan, Farida}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Nadeem Shravan}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

puuchho zaraa puuchho mujhe kyaa hu_aa hai
kaisii bekaraarii hai kaisaa nashaa hai
tum se dil lagaane kii sazaa hai
raajaa jii tum se dil \threedots

ruuThaa hai kyuu.n raajaa mujhase khafaa hai
kaisii berukhii hai mere dil ko pataa hai
tum se dil lagaane \threedots

kaa.NTe ho.n yaa kaliyaa.n ho.n bas mahabuub kii galiyaa.n ho.n
saath tumhaare chalanaa hai ishq kii aag me.n jalanaa hai
chiir ke dekho dil meraa isape likhaa hai naam teraa
diivaanagii kyaa chiiz hai diivaano.n ko bas hai pataa
puuchho zaraa puuchho \threedots

chho.D ke tumako kidhar jaa_e.n ham to tere bin mar jaa_e.n
jii karataa kuchh kar jaa_e.n pyaar me.n had se guzar jaa_e.n
ham vo nahii.n jo Dar jaa_e.n vaadaa karake mukar jaa_e.n
is pyaar kaa takaraar kaa chaahat kaa hai apanaa mazaa
puuchho zaraa puuchho \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
