% ISB File: RaajaaJaani_1972.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jaanii o jaanii jaldii se aa jaa mil aa ke}%
\film{Raajaa Jaani}%
\year{1972}%
\starring{Dharmendra, Hema Malini, Premnath, Prem Chopra, Johny Walker}%
\singer{Kishor}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11202 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

jaanii o jaanii \-3
jaldii se aajaa mil aake biitii jaa_e ye javaanii
jaanii o jaanii \threedots

biga.Daa nasiibaa banane ke li_e ek ishaaraa teraa kaafii hai \-2
aashiq ke jiine\-marane ke li_e itanaa sahaaraa teraa kaafii hai
tujhape luTaa duu.Ngaa miTaa duu.Ngaa mai.n ye zindagaanii
jaanii o jaanii \threedots

aa.Nkho.n me.n terii tasviir li_e Dhuu.NDh rahaa huu.N tujhe raste me.n \-2
terii galii me.n teraa diivaanaa bech rahaa dil saste me.n
karake ye saudaa le jaa de jaa raanii dil kii nishaanii
jaanii o jaanii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kitanaa mazaa aa rahaa hai}%
\film{Raajaa Jaani}%
\year{1972}%
\starring{Dharmendra, Hema Malini, Premnath, Prem Chopra, Johny Walker}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 18, 2005

\printtitle
#indian

huu.N haay
kitanaa mazaa aa rahaa hai
ho o o kitanaa mazaa aa rahaa hai
tiir\-e\-nazar chal rahe hai.n
aramaa.N nikal rahe hai.n
ho o o kitanaa mazaa aa rahaa hai

( pahale hamako tumase kuchh gile the
isaliye tumhe.n naa ham mile the ) \-2
rut badal rahii hai, ham bhii badal rahe hai.n
aramaa.N nikal rahe hai.n
ho o o kitanaa mazaa aa rahaa hai
tiir\-e\-nazar chal rahe hai.n
aramaa.N nikal rahe hai.n
ho o o kitanaa mazaa aa rahaa hai

aa
( dono.n mil ke aaj musakuraaye.n
ek baat tumako ham sunaaye.n ) \-2
hamane ye sunaa hai ke log jal rahe hai.n
aramaa.N nikal rahe hai.n
ho o o kitanaa mazaa aa rahaa hai
tiir\-e\-nazar chal rahe hai.n
aramaa.N nikal rahe hai.n
ho o o kitanaa mazaa aa rahaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
