% ISB File: RaajaaRaani_1973.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aasamaa.N pe ... haa.N to mai.n kyaa kah rahaa thaa}%
\film{Raajaa Raani}%
\year{1973}%
\starring{Rajesh Khanna, Sharmila Tagore}%
\singer{Mukesh, Lata, Rajesh Khanna}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10797 [V S Rawat]
% Credits: Ashok Dhareshwar

\printtitle
#indian

mu \:	aasamaa.N pe chaa.Ndanii kaa ek dariyaa bah rahaa thaa
	haa.N to mai.n kyaa kah rahaa thaa

la :	kah rahe the tum kahaanii jab se aa_ii hai javaanii
mu \:	ab suno tum baat aage jab se ye aramaan jaage
raa \:	aaj kaun sii taariiK hai
la \:	aaj chhabbiis taariiK hai
	pyaar sapane bun rahaa hai
mu \:	dekho ko_ii sun rahaa hai
la \:	maalii hai
	baaG se kaliyaa.N chun rahaa hai
mu \:	mai.n to dhokhaa khaa gayaa thaa
la \:	ha.n ha.n

la \:	yaad karate ye fasaanaa tum mujhe mat bhuul jaanaa
mu \:	kyaa diivaanaa huu.N mai.n ko_ii
	jab se merii nii.nd kho_ii
raa \:	are haa.N ye kaun saa mahiinaa hai
la \:	janavarii
	rut suhaanii jhuumatii hai
raa \:	ye pulis kyuu.N ghuumatii hai
la \:	ha.n a.n are baabaa tumhe.n nahii.n kisii chor ko Dhuu.NDhatii hai
	dard\-e\-furaqat sah rahe the
	haa.N to tum kuchh kah rahe the \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jab a.ndheraa hotaa hai, aadhii raat ke baad}%
\film{Raja Rani}%
\year{1973}%
\starring{Rajesh Khanna, Sharmila Tagore}%
\singer{Asha, Bhupinder, chorus}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu)
% Credits: Renu Thamma (rthamma@vax1.umkc.edu)
%          Satish Subramanian (subraman@cs.umd.edu)

\printtitle
#indian

aa:	jaba a.ndheraa hotaa hai, aadhii raata ke baada
	ek chor\threedots
bhuu:	paa para paa\threedots
aa:	\threedots nikalataa hai, kaalii sii sa.Daka pe
	ye aavaaza, aatii hai
dono:	chora\-chora, chora\-chora, chora\-chora, chora\-chora       
aa:	shaharo.n kii galiyo.n me.n jaba a.ndheraa hotaa hai 
	aadhii raat ke baada
	ek chora nikalataa hai, kaalii sii sa.Daka pe 
	ye aavaaza aatii hai
	chora\-chora, chora\-chora, chora\-chora, chora\-chora
	shaharo.n kii galiyo.n me.n jaba\threedots
	a.ndheraa hotaa hai, aadhii raata ke baada\threedots

aa:	loga banda kamaro.n me.n, chaina se jaba sote hai.n
bhuu:	log banda kamaro.n me.n, chaina se jaba sote hai.n
dono:	ye jaagataa hai saarii raata bhaagataa hai
aa:	tAle TUTe, hote hai.n, jaba saveraa hotaa hai, yA
	papa paraa\threedots %[ a lot of la-la la'ing without lyrics]
	jaba a.ndheraa\threedots

aa:	suna lo paharedaaro.n, hosha me.n rahanaa yaaro.n
bhuu:	suna lo paharedaaro.n, hosha me.n rahanaa yaaro.n        
dono:	saatha ghuumatii hai, naagana raata jhuumatii hai
aa:	albelaa, mastaanaa, vo saveraa hotaa hai, yA
	papa para\threedots %[ a lot of la-la la'ing without lyrics]
	jaba a.ndheraa\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n ek chor tuu merii raanii}%
\film{Raja Rani}%
\year{1973}%
\starring{Rajesh Khanna, Sharmila Tagore}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Himanshu Gupta <hgupta@DB.Stanford.EDU>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 10/28/1996

\printtitle
#indian

ki: mai.n ek chor tuu merii raanii	\- 2
    chorii\-chorii le chalaa 
    mai.n tumako tumase hii churaake
    mai.n ek chor tuu merii raanii	\- 2

(sharmilaa: chor nahii.n)

la: tuu meraa raajaa mai.n terii raanii	\- 2
    chal pa.Dii mai.n saath tere
    saarii duniyaa ko bhulaake
    tuu meraa raajaa mai.n terii raanii
    tuu meraa raajaa \threedots

la: (ham dono.n me dekhaa hai ek sapanaa
     kahii.n pe chhoTaa sa ek ghar hai apanaa	\- 2
     o o\threedots

ki: aa.Ngan me.n utarii hai.n chaa.Ndanii raate.n
    ham baithe karate hai.n prem kii baate.n
    ye baate.n, ye raate.n bhuul jaae.n ham
    to hame.n yaad dilaanaa, ho bhuul na jaanaa
    (sharmilaa: kyaa?)
    mai.n ek chor tuu merii raanii
    chorii\-chorii \threedots

ki: (kismat ne to hamako dukh hii baa.Nte
     apane raste me.n bikharaae kaa.NTe)	\-2

la: ho, hamane sajaa_ii pyaar se apanii ga.iyaa.N
    kaa.NTe chun\-chun ke bikharaa_ii kaliyaa.N
    ye kaliyaa.N ye galiyaa.N bhuul jaae.n ham
    to hame.n yaad dilaanaa, ho, bhuul na jaanaa
    (raajesh: kyaa?)
    tuu meraa raajaa mai.n terii raanii
    chal pa.Dii \threedots

ki: mai.n ek chor \threedots

la: tuu meraa raajaa
ki: tuu merii raanii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
