% ISB File: Raajaaji_1999.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{##sunday## kii raat thii pahalii mulaakaat thii}%
\film{Raajaaji}%
\year{1999}%
\starring{Govinda, Ravina Tandon}%
\singer{Kumar Sanu, Sapana Mukherji}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

##sunday## kii raat thii pahalii mulaakaat thii
mai.n thaa vo thii mai.n thaa vo thii halkii barasaat thii haay

aaliishaan kisii ba.ngale se gaa.Dii me.n vo nikalii
mere pyaar me.n jaal me.n pha.ns ga_ii paise vaalii titalii
naukar chaakar ghuume.nge ab mere aage piichhe
ab to saarii daulat hogii in kadamo.n ke niiche
saarii duniyaa usake piichhe par vo mere saath thii haa.N

##sunday## kii raat thii pahalii mulaakaat thii
vo thaa mai.n thii vo thaa mai.n thii halkii barasaat thii haay
maine usako dekhaa to dil meraa dhak se dha.Dakaa
sardii ke mausam me.n bhii garmii kaa sholaa bha.Dakaa
pahalii pahalii nazar me.n ban ga_ii mai.n usakii diivaanii
vo mere sapano.n kaa raajaa aur mai.n usakii raanii
sab kuchh usako de diyaa maine usane aisii baat kii saiyaa
##sunday## kii raat thii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{raajaa chalo akele me.n}%
\film{Raajaaji}%
\year{1999}%
\starring{Govinda, Ravina Tandon}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aahaa aahaa ha_iiyaa aahaa aahaa ha_iiyaa
raajaa chalo akele me.n
baj gayaa tabalaa tabele me.n
pha.ns ga_ii jaan jhamele me.n
baj gayaa tabalaa \threedots

ho aaj sajan milane kii mast gha.Dii hai
raat ba.Dii chhoTii baat ba.Dii hai
phuul sabhii bikhare hai.n TuuTii la.Dii hai
hamako jahaa.n milanaa vahaa.n bhai.ns kha.Dii hai
ai raajaa chalo \threedots

jhumarii talaiyaa nainiitaal chale.nge.n
shimalaa chale.nge yaa bhopaal chale.nge
aise bhalaa birahaa me.n kaahe jale.n ham
aa_o kahii.n chorii se bhaag chale.n ham
pha.ns ga_ii jaan \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{raajaajii meraa naam}%
\film{Raajaaji}%
\year{1999}%
\starring{Govinda, Ravina Tandon}%
\singer{Vinod Rathod, Chorus}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

raajaajii raajaajii raajaajii raajaajii
raajaajii raajaajii haay raajaajii meraa naam
aish karanaa aish karanaa aish karanaa meraa kaam
jahaa.n jidhar se jaataa huu.n mai.n sab karate hai.n salaam
raajaajii raajaajii \threedots

pa.Dh likh ke kyaa karanaa yaaro.n
mujhako tum samajhaa_o haa.n
are khaa_o piyo mauj manaa_o
baap kaa maal u.Daa_o re
abhii nahii.n jo loge mazaa phir kab karoge aaraam
raajaajii raajaajii \threedots

golii maaro is duniyaa ko
duniyaa se kyaa Daranaa haa haa
ko_ii kuchh bole to bole
dil jo chaahe karanaa
are fikr nahii.n hai mujhe kisii kii saare hai.n mere gulaam
raajaajii raajaajii \threedots

cha.nchal gorii chaa.Nd chakorii
kyuu.n mujhase sharamaa_e
ban jaa is raajaa kii raanii
kaahe ko ghabaraa_e haa.n
ho pyaar mujhe tuu karatii hai to aa merii baahe.n thaam
raajaajii raajaajii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{resham vaale kurte pe laal dupaTTaa Daalii hai}%
\film{Raajaaji}%
\year{1999}%
\starring{Govinda, Ravina Tandon}%
\singer{Udit Narayan}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

resham vaale kurte pe laal dupaTTaa Daalii hai
ye la.Dakii mere dil ko paagal karane vaalii hai

ruup isakaa saadaa hai ra.ng isakaa aalaa hai
mausam kaa jaaduu hai shoKiyo.n kaa pyaalaa hai
ye merii mahabuubaa hai bolane se Daratii hai
kyaa bataa_uu.n logo.n ye ha.Ns ke ghaayal karatii hai
isake nakhare dekho to naar ba.Dii nakharaalii hai
he he resham vaale kurte pe \threedots

jaan\-e\-jaanaa.n pa.Dh le tuu pyaar ke afasaane ko
ruuTh ke kyuu.n jaatii hai dekh to diivaane ko
are are
bekaraarii samajhe naa dard meraa jaane naa
sa.ngadil hai ziddii hai baat ko_ii maane naa
isakaa kyaa kahanaa yaaro.n isakii baat niraalii hai
he resham vaale kurte pe \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{rut na_ii na_ii ba.Dii suhaanii}%
\film{Raajaaji}%
\year{1999}%
\starring{Govinda, Ravina Tandon}%
\singer{Udit Narayan, Anuradha Paudwal}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

rut na_ii na_ii ba.Dii suhaanii o ho ho
tan jale gale merii javaanii haa.n haa.n haa.n
aa.Nkho.n me.n pyaas hai mausam bhii khaas hai dilabar bhii paas hai
haa.n rut na_ii na_ii \threedots

diivaane dilabar aa adharo.n ko chhuu zaraa
saa.Nso.n me.n garmiyaa.n yauvan hai madabharaa
yaar mere bhiige bhiige gaalo.n kaa tuu ras le
TuuTane lagaa badan baaho.n me.n tuu kas le
aa.Nkho.n me.n pyaas hai \threedots

mai.n tujhame.n kho gayaa diivaanaa ho gayaa
pahaluu me.n pyaar ke pal do pal so gayaa
dekh to diivaanii merii saa.Nso.n me.n simaT ke
chuum le mujhe merii panaaho.n me.n lipaT ke
aa.Nkho.n me.n pyaas hai \threedots

tan jale gale terii javaanii o ho ho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saasuujii thaaro lallaa machaa_e raat hallaa}%
\film{Raajaaji}%
\year{1999}%
\starring{Govinda, Ravina Tandon}%
\singer{Purnima}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

chik chikii chik chikii chik chikii chik chik 
saasuujii thaaro lallaa machaa_e raat hallaa
kabhii to paka.De merii kalaa_ii haay
kabhii ye paka.De pallaa
saasuujii thaaro lallaa \threedots

laa_e kabhii kulfii samosaa kabhii laa_e
baaho.n me.n biThaake haatho.n se khilaa_e
baalo.n me.n gulaabo.n kaa gajaraa sajaa_e
miiThii miiThii baato.n se mujhako sulaa_e
kabhii dilaa_e jhumakaa jhuumar kabhii dilaa_e chhallaa
saasuujii thaaro lallaa \threedots

kaise mai.n bataa_uu.n banaa_e kyaa bahaane
kare zid apanii merii na kuchh maane
ba.Daa rasiyaa hai ba.Daa hai harajaa_ii
taubaa merii taubaa karegaa rusavaa_ii
tujhe khabar naa hai ko_ii jaane saaraa mohallaa
saasuujii thaaro lallaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere pyaar ne ye kyaa kar diyaa}%
\film{Raajaaji}%
\year{1999}%
\starring{Govinda, Ravina Tandon}%
\singer{Alka Yagnik/ Udit Narayan}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

tere pyaar ne ye kyaa kar diyaa bahakane lagaa diivaanaa dil
sa.mbhalataa nahii.n sa.mbhaale se bhii sanam ho ga_ii ba.Dii mushkil
tere pyaar ne ye kyaa \threedots

vaadii me.n jaise havaa phuulo.n me.n khushbuu rahe
aise hii jaan\-e\-vafaa dil me.n mere tuu rahe
ra.ngii nazaare hu_e aa mausam sunaharaa dikhe aa
dekhuu.n jahaa.n tak vahaa.n aa teraa hii cheharaa dikhe
tere pyaar ne ye kyaa \threedots

dulhan lage ye zamii.n duulhaa lage aasamaa.n
tuu saamane jab rahe achchhaa lage ye jahaa.n
terii vafaa chaahi_e aa is zi.ndagii ke li_e aa
har dard sah luu.ngii mai.n aa terii Kushii ke li_e
tere pyaar ne ye kyaa \threedots

%Part 2:

tere pyaar ne ye kyaa kar diyaa bahakane lagaa diivaanaa dil
sa.mbhalataa nahii.n sa.mbhaale se bhii sanam ho ga_ii ba.Dii mushkil
tere pyaar ne ye kyaa \threedots

bechain karane lage Kvaabo.n Kyaalo.n ke din
guzare na ab ek pal saathii mere tere bin
tuune mujhe de diyaa diivaanagii kaa silaa
chalataa rahe umr bhar chaahat kaa ye silasilaa
tere pyaar ne ye kyaa \threedots

jii chaahe aise tujhe bhar luu.n mai.n aagosh me.n
mai.n bhuul jaa_uu.n jahaa.n tuu naa rahe hosh me.n
tujhako banaake Kudaa terii ibaadat karuu.n
bhuule naa tujhako kabhii itanii mohabbat karuu.n
tere pyaar ne ye kyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
