% ISB File: Raajhath_1956.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{a.ntar ma.ntar ja.ntar se maidaan liyaa hai maar}%
\film{Raajhath}%
\year{1956}%
\starring{Sohrab Modi, Pradeep Kumar, Madhubala}%
\singer{Lata, Usha}%
\music{Shankar Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10839 [V S Rawat]
% Credits: Ashok Dhareshwar

\printtitle
#indian

a.ntar ma.ntar ja.ntar se maidaan liyaa hai maar
haath me.n hai taqadiir kaa nak{}shaa ho gayaa be.Daa paar
a.ntar ma.ntar ja.ntar \threedots

jab aayaa daravaazaa pahalaa hamane use dhakelaa
khulate hii daravaazaa dekhaa ujiyaaro.n kaa melaa
raste me.n ik burzii dekhii dhokhaa dekhe vaalii
us burzii ke paas ga_e to saamane dekhii jaalii
chho.D ke burzii ba.Dhe aage ham bhii the hushiyaar
a.ntar ma.ntar ja.ntar \threedots

jab duujaa daravaazaa aayaa us par dekhaa taalaa
akl kii chaabii lagaa ke hamane maze se kholaa taalaa
phir dekhe chaubaare jin par thaa a.Ndhiyaaraa
duur kahii.n par khi.Dakii chamakii jyuu.N badalii me.n taaraa
aashaa_o.n ke diip jalaa_e ham bhii ho ga_e paar
haath me.n hai taqadiir \threedots

gairo.n ke mahal me.n pahu.Nche bhed churaakar laa_e
sab daravaaze chor bane the choro.n se Takaraa_e
chakkar ne sau chakkar Daale phir bhii naa ghabaraa_e
jaise chal kar ham pahu.Nche the vaise vaapas aa_e
apanii ma.nzil jiit ke aa_e naa maane ham haar
haath me.n hai taqadiir \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aa_e bahaar ban ke lubhaa kar chale ga_e}%
\film{Raajhath}%
\year{1956}%
\starring{Sohrab Modi, Pradeep Kumar, Madhubala}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10838 [V S Rawat], Surma Bhopali
% Credits: Ashok Dhareshwar

\printtitle
#indian

aa_e bahaar ban ke lubhaa kar chale ga_e
kyaa raaz thaa jo dil me.n chhupaa kar chale ga_e
aa_e bahaar ban ke \threedots

kahane ko vo hasiin the aa.Nkhe.n thii.n bevafaa
haay aa.Nkhe.n thii.n bevafaa
kahane ko vo hasiin the aa.Nkhe.n thii.n bevafaa
haay
daaman merii nazar se bachaa kar chale ga_e
aa_e bahaar ban ke \threedots

itanaa mujhe bataa_o mere dil kii dha.Dakano.n
haay dil kii dha.Dakano.n
itanaa mujhe bataa_o mere dil kii dha.Dakano.n
haay
vo kaun the jo Kvaab dikhaakar chale ga_e
aa_e bahaar ban ke \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aa jaa aa jaa nadiyaa kinaare}%
\film{Raajhath}%
\year{1956}%
\starring{Sohrab Modi, Pradeep Kumar, Madhubala}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10841 [V S Rawat]
% Credits: Ashok Dhareshwar

\printtitle
#indian

aajaa aajaa nadiyaa kinaare
taaro.n kii chhai.nyaa tohe kab se pukaare
aajaa aajaa \threedots

tere man ko man kaa miit milaa tere bhaag se ba.Dh kar bhaag nahii.n
kal tak Dar thaa in aaho.n se lag jaa_e na jag me.n aag kahii.n

ha.Ns kar ye suhaanii raat kahe kal shaam ke vaade puure kar
dil ne tere dukh dard sahe tuu dil ke iraade puure kar

bahate aa.Nsuu bah jaane de kuchh kho kar hii kuchh milataa hai
ik phuul kahii.n murajhaataa hai ik phuul kahii.n par khilataa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere sapane me.n aanaa re saajanaa}%
\film{Raajhath}%
\year{1956}%
\starring{Sohrab Modi, Pradeep Kumar, Madhubala}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Richa
% Transliterator: Nita

\printtitle
#indian

mere sapane me.n aanaa re saajanaa
mere sapane me.n aanaa re
voh baat zaraa mere kaano.n me.n
phir se kah jaanaa re
mere sapane me.n aanaa re

thake thake nain piyaa dekhe raah terii
dhiire dhiire jaaduu kare chaa.Nd kii ujerii
samaa ba.Daa hii suhaanaa re saajanaa
mere sapane me.n aanaa re

chorii chorii aake piyaa baiThanaa sarahaane
jaan ke mai.n chup rahuu.Ngii nii.nd ke bahaane
mujhe chhe.D ke jagaanaa re saajanaa
mere sapane me.n aanaa re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sun sakhii ... nadiyaa kinaare phiruu.N pyaasii}%
\film{Raajhath}%
\year{1956}%
\starring{Sohrab Modi, Pradeep Kumar, Madhubala}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10840 [V S Rawat]
% Credits: Ashok Dhareshwar

\printtitle
#indian

sun sakhii more man kii baat
koyal tarase aas ko aur ban ko tarase mor
mai.n tarasuu.N us priit ko aur chhaa_ii ghaTaa ghanaghor

nadiyaa kinaare phiruu.N pyaasii
haay pii binaa jiyaraa taras\-taras rah jaa_e
aisaa bhii aa_e ko_ii baadal
hamaare a.Nganaa rimajhim pyaar luTaa_e

sajanaa milan ke gaa_uu.N mai.n taraane
ra.ng bhare lo aa ga_e zamaane
kho_ii rahuu.N mai.n kyo.n raam jaane
Dhuu.NDh rahii huu.N pyaar ke Kazaane
kuchh bhii na apanii khabariyaa
mai.n aisii bholii din kab aa_e kab jaa_e
nadiyaa kinaare phiruu.N \threedots

pyaase hai.n dono.n a.Nkhiyo.n ke bhau.nre
Daaloo kisii par kajaraa se Dore
pa.nkh pasaare chup hai.n nigo.De
luuTe.nge dil madhu ke kaTore
Dhuu.NDhe kisii ko najariyaa
ye bairii mausam aag hai lagaa_e
nadiyaa kinaare phiruu.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye vaadaa karo chaa.Nd ke saamane}%
\film{Raajhath}%
\year{1956}%
\starring{Pradeep Kumar, Mala Sinha}%
\singer{Lata, Mukesh}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ye vaadaa karo chaa.Nd ke saamane
bhulaa to na doge mere pyaar ko
mere haath me.n haath de do zaraa
sahaaraa milegaa mere pyaar ko

ye chandaa ye taare to chhup jaaye.nge
magar merii nazaro.n se chhupanaa na tum
badal jaaye duniyaa na badale.nge ham
nibhaanaa hii hogaa is iqaraar ko
ye vaadaa karo chaa.Nd ke saamane   \threedots

bahaaro.n ke saaye me.n aa jhuum le.n
bhulaa de.n zamaane ke Gam aaj to
zamaane ke Gam se hame.n kaam kyaa
hame.n tum mile aur kyaa chaahiye
ki ham chho.D baiThe hai.n sa.nsaar ko
ye vaadaa karo chaa.Nd ke saamane   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
