% ISB File: RaajuChaachaa_2000.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dil dil kaa ye kaam hai}%
\film{Raaju Chaachaa}%
\year{2000}%
\starring{Ajay Devgan, Kajol, Rishi Kapoor}%
\singer{Amit Kumar, Ajay Devgan}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

dil dil kaa ye kaam hai meraa to naam hai ab kyaa karuu.n
binaa tere jiine naa de ye dil
dil kaa ye kaam hai \threedots

meraa kyaa hai mai.n to mar jaa_uu.ngaa
badanaam tujhe kar jaa_uu.ngaa
kahe.nge sab tujhe meraa qaatil
dil dil meraa kho gayaa ye teraa ho gayaa ab kyaa karuu.n
binaa tere jiine naa \threedots

gussaa teraa pyaar ban jaa_e to
dushman meraa yaar ban jaa_e to
mai.n ye jaa.n bhii tujhe de duu.n
kyaa hai dil dil kaa ye khel hai janmo.n kaa mel hai ab kyaa karuu.n
dil kaa ye kaam hai \threedots

##Anna! I love you.##

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ek samay kii baat suno ... ik sher thaa ik sheranii}%
\film{Raaju Chaachaa}%
\year{2000}%
\starring{Ajay Devgan, Kajol, Rishi Kapoor}%
\singer{Shankar Mahadevan, Shweta, Ishvari, Rishi Kapoor}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ek samay kii baat suno ye baat hai ba.Dii puraanii
maine tumhaare raajuu chaachaa se sunii thii ye kahaanii

ik sher thaa ik sheranii unake the tiin bachche
tum jaise vo shaitaan the lekin
lekin lekin kyaa paapaa
lagate the sabako achchhe
chhoTii sii ik gufaa ke a.ndar chhoTaa saa ik ghar thaa
unake jiivan me.n na ko_ii dukh naa ko_ii Dar thaa
maa.N ke laaDale the vo baap ko jaan se bhii pyaare
ha.Nsate gaate mauj u.Daate mil ke rahate the saare
la la la 

kyaa hu_aa paapaa bolo naa
honii ne jaal bichhaayaa vahaa.n ek shikaarii aayaa
vo sheranii saamane aa_ii usane ba.nduuk chalaa_ii
vo sheranii ghaayal ho ga_ii chillaa_ii ta.Dapii so ga_ii
usane phir aa.Nkh na kholii siine me.n lagii thii golii
lekin vo marate marate ye kah ga_ii chalate chalate
mere saathii mere sajanaa in bachcho.n ko pyaar se rakhanaa
tum baap ho bhuul na jaanaa maa.N kaa bhii farz nibhaanaa
he baap bhalaa kyaa jaane maa.N kyaa hotii hai
bachcho.n ke sa.ng kaise ha.Nsatii kaise rotii hai
usane bhii yuu.N ha.Nsanaa ronaa siikh liyaa
bachcho.n ke sa.ng jaganaa sonaa siikh liyaa
samay rukaa phir dhiire dhiire chalane lagaa
man kaa ghaav dhiire dhiire bharane lagaa
baap kii u.ngalii thaam ke bachche chalane lage
maa.N ke badale baap kii god me.n palane lage
saal mahiine mausam aane jaane lage
sher ke bachche phir se ha.Nsane gaane lage

baakii kahaanii kal chalo bachcho.n abhii so jaa_o
oh nahii.n paapaa nahii.n paapaa ##please##
abhii sunaa_o naa paapaa ##please## abhii abhii
achchhaa baabaa to suno

o raahul o rohit o raanii suno aage ab ye kahaanii
pa.Daa unape phir Gam kaa saayaa vahaa.n ek babbar sher aayaa
vo gurraayaa chi.nghaa.Daa aise ke khaa jaa_egaa sabako jaise
vo bachche to bas Dar ke bhaage magar aa gayaa baap aage
shuruu ho gayaa ek da.ngal lagaa kaa.Npane saaraa ja.ngal
daraKto.n pe jaa baiThe ba.ndar chhupe saa.np bhii bil ke a.ndar
kahii.n u.D ga_e sab kabuutar cha.Dhe bhaaluu parabat ke uupar
lage bhaagane Dar ke haathii na thaa sher kaa ko_ii saathii
hu_ii khuub jam ke la.Daa_ii babbar ne bahut maar khaa_ii

to bachcho.n ne taalii bajaa_ii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham tiino.n shaitaan ba.De hai.n ... kahii.n se aa_ii raanii}%
\film{Raaju Chaachaa}%
\year{2000}%
\starring{Ajay Devgan, Kajol, Rishi Kapoor}%
\singer{Amit Kumar, Kavita Subramaniam, Shweta, Shraddha, Ishvari, Kajol}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ham tiino.n shaitaan ba.De hai.n
lekin ham hairaan ba.De hai.n
hamane tumako ba.Daa sataayaa
tumane hamako gale lagaayaa
maiDam tum jiitii.n ham haare
kaan paka.Date hai.n ham saare
bhuul hamaarii maaf karo
ab ha.Ns do gussaa chho.Do
chhoTe chhoTe dil naa to.Do
diidii tum ham sabakii jaa.n ho
bin maa.N ke bachcho.n kii maa.N ho

kahii.n se aa_ii raanii kahii.n se aayaa raajaa
o jhuumo naacho gaa_o bajaa_o bai.nD baajaa
kahaa.n se aa_ii raanii kahaa.n se aayaa raajaa
na ko_ii khi.Dakii na ko_ii daravaazaa
o kahii.n se aa_ii \threedots

tuu mahalo.n kii raanii mai.n galiyo.n kaa raajaa
aa khele.n raajaa raanii kaa ye khel aajaa
haa haa haa
jaa jaa jaa raajaa huu.n

##o shut up.##
sh.a

vo kaun jaaduugar hai ye jaaduu jo chalaa_e
nazaare jhuum uThe ye phuul muskuraa_e
use duniyaa vaale bahaar kahate hai.n
use ye dilavaale pyaar kahate hai.n
na_e na_e saathii na_ii na_ii raahe.n
chalo saath milakar lo thaam lo ye baahe.n
ke baahe.n thaamane se ye phuul khilate hai.n
ye phuul khilane se dil milate hai.n
kahii.n se aa_ii \threedots

kahii.n se chi.Diyaa ne churaayaa ek daanaa
are o kaale kauve na shor machaanaa
o luk chhup jaanaa maka_ii kaa daanaa
o raaje kii beTii tuu abhii naa jaanaa
tu ru ru ru ru ru ru
mai.n boluu.n ##I love you## tum bolo ##I love you## 
chalo jii gaate ha.Nsate vahaa.n pe chalate hai.n
ye pyaar vaale jaaduu jahaa.n chalate hai.n
haa.n kahii.n se aa_ii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ik din apane ghar ke daravaaze pe ... raajuu chaachaa}%
\film{Raaju Chaachaa}%
\year{2000}%
\starring{Ajay Devgan, Kajol, Rishi Kapoor}%
\singer{Shaan, Francis, Shweta, Shraddha, Ishvari, Sahar}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

buum buum buum
ik din apane ghar ke daravaaze pe rukegii ek gaa.Dii
utaregii utaregii ek savaarii utaregii dekhegii duniyaa saarii
raajuu chaachaa aa_egaa dushman bhaag jaa_egaa
bam chik bam bam bam chik bam bam
raajuu chaachaa raajuu chaachaa huu.n huu.n huu.n huu.n

lall lall laa ##Hey! buddy where's the beat##
raajuu chaachaa raajuu chaachaa ##come come come##
aa_e ga_e kitane mausam
raajuu chaachaa raajuu chaachaa ##come come come##
rastaa dekhe.n ham
raajuu chaachaa raajuu chaachaa bam chik bam bam
raajuu raajuu chaachaa ##come come come##
raajuu raajuu chaachaa bam chik bam bam

na ##police inspector## tuu na ko_ii ##director## tuu
are gaake to sunaa_o aisaa kyaa
na ##police inspector## \threedots

jo bhii hai tuu terii kasam tere jaise dekhe kam
raajuu raajuu chaachaa bam chik bam bam
raajuu raajuu chaachaa

din ko ham naa ro_e.nge raat ko chain se so_e.nge
sab ye baate.n karate hai.n taubaa taubaa karate hai.n
bhuut bhii tujhase Darate hai.n tuu aa_e to phir kyaa gam
ham sab naache.n chham chham chham
raajuu raajuu chaachaa \threedots

raajuu raajuu chaachaa ##We love you##

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ik kal jo chalaa gayaa ... aaj kaa kyaa ##prograam## hai}%
\film{Raaju Chaachaa}%
\year{2000}%
\starring{Ajay Devgan, Kajol, Rishi Kapoor}%
\singer{Abhijit, Kavita Subramaniam, Shankar Mahadevan, Sudesh Bhonsale, Ishvari, Shweta, Shraddha}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ik kal jo chalaa gayaa vo chalaa gayaa nahii.n aa_egaa
ik kal jo aayaa nahii.n jab aa_egaa dekhaa jaa_egaa

aaj kaa din bas apanaa hai baakii sab kuchh sapanaa hai
baakii sab kuchh \threedots

aaj kaa kyaa prograam hai chhuTTii hai yaa kaam hai
aaj aaj to kaam hii kaam hai
tumako skuul jaanaa hai tumako khaanaa banaanaa hai
mujhako khaanaa khaanaa hai hamako pikchar jaanaa hai
pikchar nahii.n tumhe.n aa.cfis jaanaa hai ##understand##
jo marazii sarakaar kii bandaa to gulaam hai
lekin tum haa.n kar do to saaraa i.ntazaam hai
saaraa i.ntazaam hai
vaise aaj kaa kyaa prograam hai

kahaa.n kii taiyaarii hai saat baje kii gaa.Dii hai
kyaa ko_ii khat aayaa hai are vaapas mujhe bulaayaa hai
ye to saaf bahaanaa hai chho.Do mujhako jaanaa hai
abhii abhii ##postman## ye ##telegram## laayaa hai
par is ##telegram## pe to aur kisii kaa naam hai
shaitaan
aaj kaa kyaa prograam hai

ghar se zaraa aa_o nikalate hai.n
chalo haa.n pikanik chalate hai.n
huu.n inake muuD ko zaraa badalate hai.n
jo sachche saathii hote hai
saath me.n ha.Nsate rote hai.n
itanaa ba.Daa hai jag saaraa
bolo sabase kyaa pyaaraa
aa sabase pyaaraa sabase pyaarii mai.n
sabase pyaaraa duniyaa me.n pyaar kaa hii naam hai
pyaar agar mil jaa_e to pyaar hii ik iinaam hai
diidii vaise aaj kaa kyaa prograam hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere labo.n pe inkaar hai ... tuune mujhe pahachaanaa nahii.n}%
\film{Raaju Chaachaa}%
\year{2000}%
\starring{Ajay Devgan, Kajol, Rishi Kapoor}%
\singer{Shaan, Ajay Devgan}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tere labo.n pe inkaar hai mere labo.n pe ikaraar hai
haa.N yahii to hai.n sab nishaaniyaa.n
haa.N isii kaa naam to pyaar hai

huu.n huu.n
tuune mujhe pahachaanaa nahii.n
jaanaa.n mai.n ko_ii anjaanaa nahii.n
aashiq huu.N mai.n tere naam kaa
diivaanaa huu.N mai.n diivaanaa nahii.n
huu.n huu.n huu.n

naam badal ke tuu kahatii hai.n tuu vo nahii.n ko_ii aur hai
tuune dii thii ye a.nguuThii ye kahatii hai tuu hai jhuuThii 
huu.n huu.n

he he he he he he he he

kaa.NTaa naa thaa jo nikal gayaa kaagaz na thaa jo kho gayaa
likhaa hai ye dil pe mere tuu hai merii mai.n huu.N teraa
tuune mujhe pahachaanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye vaadaa hai ye meraa pyaar merii kasam hai}%
\film{Raaju Chaachaa}%
\year{2000}%
\starring{Ajay Devgan, Kajol, Rishi Kapoor}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik, Ajay Devgan/ Alka Yagnik}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

aa aa
huu.n huu.n kasam hai
laa laa laa laa ye meraa pyaar merii kasam hai
ye vaadaa hai ye meraa pyaar merii kasam hai
kasam ye sanam na TuuTe
kabhii zi.ndagii me.n na ye saath chhuuTe
vo ho bevafaa jo mohabbat me.n ruuThe
kaho naa
ye vaadaa hai \threedots

mohabbat kaa ye mausam yuu.n chhaa gayaa hai dilo.n me.n apane
khil ga_e phuulo.n me.n ye tere aramaa.n ye mere sapane.n
kahii.n aisaa na ho he ho he
ye sapane.n ho.n jhuuThe he he he he
vo ho bevafaa jo \threedots

naam do hai.n apane ek jaa.n hai jaan liyaa hai
naino kii Dorii se hamane tumako baa.ndh liyaa hai
ye ba.ndhan hamaaraa na mar ke bhii TuuTe
vo ho bevafaa jo \threedots

%Part 2:

ye vaadaa thaa ye teraa pyaar terii kasam thii
vo vaade tere hai.n jhuuThe
kahaa thaa tuune na ye saath chhuuTe
vo ho bevafaa jo mohabbat me.n ruuThe

aa zaraa tujhako ye aa.Nsuu dikhaa_uu.n apane
merii aa.Nkho.n me.n the tere pyaar ke kuchh sapane
magar tuune vo sapane bhii luuTe
vo ho bevafaa jo mohabbat me.n ruuThe

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
