% ISB File: RaamAurShyam_1967.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa_ii hai.n bahaare.n miTe zulm\-o\-sitam}%
\film{Raam Aur Shyam}%
\year{1968}%
\starring{Dilip Kumar, Waheeda Rahman, Mumtaaz}%
\singer{Rafi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor:  U.V. Ravindra <uvr@usa.net>
% Transliterator: U.V. Ravindra
% Series credits: GEETanjali series;
% Date: Mar 2, 2001

% Coordinator's note:
%  Unless otherwise stated, 'koras' (chorus) below
%  refers to a female-voice chorus.

\printtitle
#indian

(rafii: aa_ii hai.n bahaare.n miTe zulm\-o\-sitam
       pyaar kaa zamaanaa aayaa duur hue Gam
       raam kii lilaa ra.ng laa_ii
koras: a\-haa haa
rafii: shaam ne ba.nsii bajaa_ii
koras: a\-haa haa\-haa                           ) \-2

rafii: chamakaa hai inasaaf kaa suuraj phailaa hai ujaalaa
koras: ujaalaa,
       chamakaa hai inasaaf kaa suuraj phailaa hai ujaalaa
rafii: na_ii uma.nge.n sa.ng laayegaa har din aanevaalaa
koras: aanevaalaa,
       na_ii uma.nge.n sa.ng laayegaa har din aanevaalaa
rafii: ho ho
       munnaa giit sunaayegaa
       Tunnaa Dhol bajaayegaa
koras: munnaa giit sunaayegaa, Tunna Dhol bajaayegaa
rafii: sa.ng\-sa.ng merii chhoTii munnii naachegii chham\-chham

rafii + koras:
       aa_ii hai.n bahaare.n miTe zulm\-o\-sitam
       pyaar kaa zamaanaa aaya duur hue Gam
       raam kii liilaa ra.ng laa_ii
koras: a\-haa haa
rafii: shaam ne ba.nsii bajaa_ii
koras: a\-haa haa\-haa

rafii: ab na ho.nge majabuurii ke is ghar me.n afasaane
koras: ab naa ho.nge majabuurii ke is ghar me.n afasaane
rafii: pyaar ke ra.ng me.n ra.ng jaaye.nge sab apane begaane
koras: pyaar ke ra.ng me.n ra.ng jaaye.nge sab apane begaane
rafii: ho ho ho
       sab ke din phir jaaye.nge
       ma.nzil apanii paaye.nge
       jiivan ke taraane milake gaaye.nge haradam
rafii + koras + #male# koras:
       ho
       aa_ii hai.n bahaare.n miTe zulm\-o\-sitam
       pyaar kaa zamaanaa aaya duur hue Gam
rafii + #male# koras:
       raam kii liilaa ra.ng laa_ii
koras: a\-haa haa
rafii + #male# koras:
       shaam ne ba.nsii bajaa_ii
koras: a\-haa haa\-haa


rafii + koras + #m# koras:
       aa\-aa
       aa\-aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n huu.N saaqii tuu hai sharaabii}%
\film{Ram Aur Shyam}%
\year{1967}%
\starring{Dilip Kumar, Waheeda Rahman, Mumtaz, Pran}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10648 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

la \:	mai.n huu.N saaqii tuu hai sharaabii\-sharaabii \-2
ra \:	tuune aa.Nkho.n se pilaa_ii vo nashaa hai ke duhaa_ii
	har taraf dil ke chaman me.n phuul khile hai.n gulaabii\-gulaabii
la \:	mai.n huu.N saaqii \threedots

	ishq me.n jiinaa sa.mbhal ke dil kaa paimaanaa naa chhalake
	bahakii\-bahakii terii nazare.n Kvaab dikhalaatii hai.n kal ke \-2
ra \:	terii mahafil me.n o saaqii ham chale aa_e nashe me.n
	ab to bas ye hai tamannaa umr kaT jaa_e nashe me.n \-2
la \:	ishq hai terii savaalii \-2
	husn hai meraa javaabii\-javaabii
ra \:	tuu hai saaqii mai.n huu.N sharaabii\-sharaabii

	mai.n terii duniyaa me.n aa ke rah gayaa khud ko bhulaa ke
	kyaa ho anjaam naa jaane hosh ulfat me.n ga.nvaa ke \-2
la \:	bekhudii ke ye taraane yuu.N hii gaa_e jaa diivaane
	ishq ra.ng laa_egaa apanaa aa ga_e ab vo zamaane \-2
ra \:	terii mastaanii ye baate.n
do \:	aa aa
	terii mastaanii ye baate.n dil pe laa_e.N naa Karaabii\-Karaabii
la \:	mai.n huu.N saaqii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o baalam tere pyaar kii Tha.nDii aag me.n jalate\-jalate}%
\film{Ram Aur Shyam}%
\year{1967}%
\starring{Dilip Kumar, Waheeda Rahman, Mumtaz, Pran}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10647 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa \:	o baalam tere pyaar kii Tha.nDii aag me.n jalate\-jalate \-2
	mai.n to haar ga_ii re \-4
ra \:	luuT liyaa dil tuune meraa raah me.n chalate\-chalate \-2
	nainaa maar ga_ii re \-4

aa \:	mai.n huu.N baavariyaa terii saa.Nvariyaa dil se jaanaa naa
ra \:	aaj milii ho jaise akelii kal bhii chalii aanaa
aa \:	chandaa aur suuraj kii tarah roz nikalate\-Dhalate
	mai.n to haar ga_ii re \-2
ra \:	luuT liyaa dil \threedots
aa \:	baalam tere \threedots

ra \:	Daal ke jaaduu ruup kaa tuune dil meraa chhiinaa
aa \:	priitam tuune priit jagaa dii chhe.D ke man biinaa
ra \:	naino.n me.n bhar ke pyaar kaa kajaraa akhiyaa.N malate\-malate
	nainaa maar ga_ii re \-2
aa \:	baalam tere \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye raat jaise dulhan ... aaj kii raat mere dil kii salaamii le le}%
\film{Raam Aur Shyam}%
\year{1967}%
\starring{Dilip Kumar}%
\singer{Rafi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)

\printtitle
#indian

ye raat jaise dulhan ban gaI hai chiraago.n se
karu.ngaa ujaalaa mai.n dil ke daaGo.n se

aaj kii raat mere, dil kii salaamii le le
dil kii salaamii le le
kal terii bazm se diivaanaa chalaa jaaegaa
shammaa rahe jaaegii paravaanaa chalaa jaaegaa

terii mahafil tere jalave ho.n mubaarak tujhako
terii ulfat se nahii.n aaj bhii inakaar mujhe
teraa may\-khaanaa salaamat rahe ai jaan\-e\-vafaa
muskuraakar tuu zaraa dekh le ik baar mujhe
phir tere pyaar kaa mastaanaa chalaa jaaegaa

maine chaahaa ki bataa duu.N mai.n haqiiqat apanii
tuune lekin na meraa raaz\-e\-muhabbat samajhaa
merii ulajhan mere haalaat yahaa.N tak pahu.nche
terii aa.Nkho.n ne mere pyaar ko nafarat samajhaa
ab terii raah se begaanaa chalaa jaaegaa

tuu meraa saath na de raah\-e\-muhabbat me.n sanam
chalate\-chalate mai.n kisii raah pe mu.D jaauu.ngaa
kahakashaa.n chaa.nd sitaare tere chuume.nge qadam
tere raste kii mai.n ek dhuul huu.N u.D jaauu.ngaa
saath mere meraa afasaanaa chalaa jaaegaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
