% ISB File: RaamBalraam_1980.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{achchhaa kaho chaahe buraa kaho}%
\film{Raam Balraam}%
\year{1980}%
\starring{Amitabh Bachchan, Dharmendra, Zeenat Aman, Rekha, Ajeet, Amjad Khan}%
\singer{Kishore, Asha}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11609 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

achchhaa kaho chaahe buraa kaho jhuuThaa chaahe sachchaa kaho \-2
hamako sab qabuul
hamase bhuul ho ga_ii hamakaa maafii da_ii do \-2
haa.N jii bhuul ho ga_ii hamakaa maafii da_ii do
achchhaa kaho \threedots

kuchh kar lo nahii.n maanuu.N tum kyaa ho mai.n jaanuu.N
mai.n suurat ko na dekhuu.N mai.n dil ko pahachaanuu.N
aise ho vaise ho kaise kahuu.N kaise ho
aisaa huu.N kaisaa huu.N jaisaa kaho vaisaa huu.N
baat pe Daalo dhuul
hamakaa maafii da_ii \threedots

mai.n kisase Darataa huu.N dekho kyaa karataa huu.N
lo phaa.Nsii lagaa ke mai.n tumape marataa huu.N
khaanaa nahii.n piinaa nahii.n tum bin jiinaa nahii.n

khilaunaa jaan kar tum to meraa dil to.D jaate ho
galii hamane kahii thii tum to duniyaa chho.D jaate ho

nahii.n\-nahii.n ronaa nahii.n aisaa kabhii honaa nahii.n
aisaa kabhii honaa nahii.n ( ronaa nahii.n ) \-2
maranaa hai fizuul
hamase bhuul ho ga_ii \threedots

mausam hai mastaanaa aise mat jaanaa ( mere piichhe mat aanaa ) \-2
jaanaa hai to chalii jaa_o nakhare na dikhaa_o chalii jaa_o
( are re ) \-2 aise mat ruuTh jaa_o achchhaa nahii.n jaatii aa_o
ham do banake phuul
hamase bhuul ho ga_ii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ik rastaa aa haa aa haa do raahii}%
\film{Raam Balraam}%
\year{1980}%
\starring{Amitabh Bachchan, Dharmendra, Zeenat Aman, Rekha, Ajeet, Amjad Khan}%
\singer{Rafi, Kishore}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11610 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ki \:	ik rastaa aa haa aa haa do raahii aa haa aa haa
	ik chor ik sipaahii

ra \:	bachapan kaa khel javaanii kaa sach
ki \:	bachapan kaa khel javaanii kaa sach
ra \:	ye hai terii\-merii zindagaanii kaa sach
	na miT sake nasiibo.n ke kalam kii syaahii
	ik rastaa aa haa \threedots
do \:	ik chor ik sipaahii \threedots

ki \:	achchhaa hai Karaab hai buraa hai nek hai
ra \:	achchhaa hai Karaab hai buraa hai nek hai
ki \:	kuchh bhii hai ham dono.n kaa lahuu to ek hai
ra \:	kuchh bhii hai ham dono.n kaa lahuu to ek hai
ki \:	naa banaa chor tuu marzii se na banaa mai.n sipaahii
ra \:	ik rastaa aa haa \threedots

ra \:	ma.nzil hai ek mere saathiyaa
ki \:	ma.nzil hai ek mere saathiyaa
ra \:	maanaa ham dono.n kaa judaa hai raastaa
ki \:	maanaa ham dono.n kaa judaa hai raastaa
ra \:	ham chalate hai.n to dete hai.n qadam ye gavaahii
ra \:	ik rastaa aa haa \threedots
do \:	ik rastaa aa haa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yaar kii Kabar mil ga_ii}%
\film{Raam Balraam}%
\year{1980}%
\starring{Amitabh Bachchan, Dharmendra, Zeenat Aman, Rekha, Ajeet, Amjad Khan}%
\singer{Asha, Kishore, Chorus}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ki:	ho ho ho ho ho \-2
aa:	ho ho ho ho ho \-2

ko:	ho ho ho ho ho \-4

ki:	he
	yaar kii Kabar mil ga_ii
ko:	ga_ii
ki:	pyaar kii nazar mil ga_ii
ko:	ga_ii
ki:	duur thii bahut ma.nzil apanii paas hii magar mil ga_ii, ga_ii
	ho ho ho ho ho \-2

aa:	yaar kii Kabar mil ga_ii
ko:	ga_ii
aa:	pyaar kii nazar mil ga_ii
ko:	ga_ii
aa:	duur thii bahut ma.nzil apanii paas hii magar mil ga_ii, ga_ii
	ho ho ho ho ho \-2

ko:	aa.a

ki:	aisaa hai samaa.N ke ham dil lage thaamane
	jaane kyaa payaam diyaa hame.n is shaam ne
	ho
aa:	aisaa hai samaa.N ke ham dil lage thaamane
	jaane kyaa payaam diyaa hame.n is shaam ne
ki:	ba.Daa ta.Dapaayaa meraa dil kisii naam ne
	aayaa wo maqaam ab nazaro.n ke saamane
ko:	nazaro.n ke saamane
	nazaro.n ke saamane
ki:	unakii galii bhii hame.n mil jaayegii jinakii Dagar mil ga_ii, ga_ii
aa:	yaar kii Kabar mil ga_ii
ki:	he pyaar kii nazar mil ga_ii
do:	duur thii bahut ma.nzil apanii paas hii magar mil ga_ii, ga_ii

ko:	he he

ki:	aate\-jaate raste me.n yaaro.n se ye puuchhaa
aa:	ek hii sawaal thaa hazaaro.n se ye puuchhaa
ki:	kahaa.N pe wo phuul hai bahaaro.n se ye puuchhaa
aa:	kahaa.N pe wo chaa.Nd hai sitaaro.n se ye puuchhaa
ko:	sitaaro.n se ye puuchhaa
	sitaaro.n se ye puuchhaa
ki:	raat bhar ham jise Dhuu.NDhate rahe ab wo sahar mil ga_ii, ga_ii
	ho ho ho ho ho \-2
aa:	ho ho ho ho ho \-2

	( rastaa bhulaa na de Kushii ma.nzil kii
	sar pe kha.Dii hai jo gha.Dii hai mushkil kii ) \-2
ki:	hamase la.Dii hai.n aa.Nkhe.n kisii qaatil kii
	hogii mulaaqaat kab dil se dil kii
ko:	dil se dil kii
	dil se dil kii
do:	dil bhii kabhii na kabhii mil jaaye.nge aa.Nkh agar mil ga_ii, ga_ii
aa:	yaar kii Kabar mil ga_ii
ki:	he pyaar kii nazar mil ga_ii
do:	duur thii bahut ma.nzil apanii paas hii magar mil ga_ii, ga_ii
ko:	ho ho ho ho ho \-6

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
