% ISB File: Raftaar_1955.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jaaduu bhare nainaa tihaare balam}%
\film{Raftaar}%
\year{1955}%
\starring{Talat, Nadira}%
\singer{Shamshad}%
\music{Shivram}%
\lyrics{Nakshab}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11947 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

ho o
jaaduu bhare nainaa
jaaduu bhare nainaa tihaare balam \-2
tore sar kii qasam jaaduu Daar gaye
haa.N\-haa.N
tore sar kii qasam jaaduu Daar gaye
haay hame.n maar gaye
ho hame.n maar gaye
jaaduu bhare nainaa

( bholii\-bhaalii najar
ga_ii dil me.n utar ) \-2
hu_aa wo hii ki jisakaa thaa pahale se Dar
chupake\-chupake \-2
idhar luT ga_ii zindagii \-2
aur udhar beKabar hii rahaa beKabar
baa.Nkii tirachhii najariyaa ke tiir
gaye manavaa ko chiir
karejavaa ke paar gaye
haay haay raam
karejavaa ke paar gaye
haay re hame.n maar gaye
ho hame.n maar gaye 
jaaduu bhare nainaa

( pyaarii\-pyaarii adaa
le ga_ii dil churaa ) \-2
phir to aa.Nkho.n hii aa.Nkho.n me.n jaaduu kiyaa
chorii\-chorii \-2
hu_ii.n saarii rasame.n adaa \-2
dil kii baazii me.n dil par naa qaabuu rahaa
dekho\-dekho mohabbat kii riit
gaye duniyaa se jiit
sajanavaa se haar gaye
haay haay raam
sajanavaa se haar gaye
haay re hame.n maar gaye
ho hame.n maar gaye
jaaduu bhare nainaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa karuu.N kyaa karuu.N}%
\film{Raftaar}%
\year{1955}%
\starring{}%
\singer{Talat}%
\music{Nashad}%
\lyrics{Nakshab}%

% Contributor: Vijay Kumar
% Transliterator: Vijay Kumar

\printtitle
#indian

kyaa karuu.N kyaa karuu.N
kyaa karuu.N siine me.n huuk uThii hai ghabaraataa hai dil
laakh bahalaataa huu.N bahalaayaa nahii.n jaataa hai dil

kin andhere me.n ho tum is raaz se ho bekhabar
roshanii hotii hai jab nazaro.n se milatii hai nazar
aag lag uThatii hai jis dam dil se jab Takaraataa hai dil
laakh bahalaataa huu.N \threedots

haay ik dil kii badaulat luT gayii duniyaa.N tamaam
is tabaahii me.n tumhaaraa kis liye aataa hai naam
dil ko ta.Dapaataa ho tum aur mujhako ta.Dapaataa hai dil
laakh bahalaataa huu.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sahaaraa koii mil jaataa to ham kab ke sa.Nbhal jaate}%
\film{Raftaar}%
\year{1955}%
\starring{Talat, Nadira}%
\singer{Talat}%
\music{Shivram}%
\lyrics{Nakhshab}%

% Contributor: U.V. Ravindra
% Transliterator: U.V. Ravindra
% Comments: GEETanjali Series; October 18, 2002

\printtitle
#indian   

sahaaraa koii mil jaataa to ham kab ke sa.Nbhal jaate          (2)
ke jis saa.Nche me.n dil kahataa usii saa.Nche me.n Dhal jaate (2)

baraabar dono.n jaanib aag lagatii hai muhabbat me.n           (2)
idhar se bhii udhar pahale sulagatii hai muhabbat me.n         (2)
na jalatii shamma mahafil me.n to kyaa paravaane jal jaate     (2)
sahaaraa koii mil jaataa \threedots
ke jis saa.Nche \threedots
sahaaraa koii mil jaataa

% NOTE: dono.n jaanib = dono.n taraf

kisii se aa.Nkho.n aa.Nkho.n me.n koii iqaraar ho jaataa
muhabbat kaa agar bharapuur dil par vaar ho jaataa             (2)
to dil ke saath shaayad dil ke aramaa.N bhii nikal jaate       (2)
sahaaraa koii mil jaataa \threedots
ke jis saa.Nche \threedots
sahaaraa koii mil jaataa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
