% ISB File: RailwayPlatform_1955.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bastii\-bastii parvat\-parvat gaataa jaa_e ba.njaaraa}%
\film{Railway Platform}%
\year{1955}%
\starring{Sunil Dutt, Shakeela}%
\singer{Rafi/ Manmohan Krishan}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10594 [V S Rawat]
% Comments: First film of Sunil Dutt

\printtitle
#indian

bastii\-bastii parvat\-parvat gaataa jaa_e ba.njaaraa
leke dil kaa ikataaraa
bastii\-bastii parvat\-parvat \threedots

pal do pal kaa saath hamaaraa pal do pal kii yaarii
aaj nahii.n to kal karanii hai ( chalane kii taiyaarii ) \-2
bastii\-bastii parvat\-parvat \threedots

qadam\-qadam par honii baiThii apanaa jaal bichhaa_e
is jiivan kii raah me.n jaane ( kaun kahaa.N rah jaa_e ) \-2
bastii\-bastii parvat\-parvat \threedots

dhan\-daulat ke piichhe kyo.n hai ye duniyaa diivaanii
yahaa.N kii daulat yahaa.N rahegii ( saath nahii.n ye jaanii ) \-2
bastii\-bastii parvat\-parvat \threedots

sone\-chaa.Ndii me.n tulataa ho jahaa.N dilo.n kaa pyaar
aa.Nsuu bhii bekaar vahaa.N par ( aahe.n bhii bekaar ) \-2
bastii\-bastii parvat\-parvat \threedots

duniyaa ke baazaar me.n aaKir chaahat bhii vyaapaar banii
tere dil se unake dil tak ( chaa.Ndii kii diivaar banii ) \-2
bastii\-bastii parvat\-parvat \threedots

ham jaiso.n ke bhaag me.n likhaa chaahat kaa varadaan nahii.n
jisane hamako janam diyaa vo ( patthar hai bhagavaan nahii.n) \-2
bastii\-bastii parvat\-parvat \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chaa.Nd maddham hai aasmaan chup hai}%
\film{Railway Platform}%
\year{1955}%
\starring{Sunil Dutt, Shakeela}%
\singer{Lata}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Neha Desai <umdesai@cc.UManitoba.CA>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 10/29/1996

\printtitle
#indian

chaa.Nd maddham hai aasmaan chup hai
nii.nd kii god me.n jahaa.N chup hai
chaa.Nd maddham hai \threedots

duur vaadii me.n dukhiyaa baadal
jhuk ke parbat ko pyaar karate hai.n 
dil me.n naakaam hasarate.n lekar
ham teraa i.ntezaar karate hai.n

in bahaaro.n ke saaye me.n aajaa
phir mohabbat javaan rahe na rahe
zi.ndagii tere naamuraado.n par
kal talak maharabaan rahe na rahe

roz kii tarah, aaj bhii taare
subah kii gard me.n na kho jaaye
aa tere Gam me.n, jaagatii aa.Nkhe.n
kam\-se\-kam ek raat so jaaye
chaa.Nd maddham hai aasmaan chup hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dekh tere bhagawaan ... kitanaa badal gayaa bhagawaan}%
\film{Railway Platform}%
\year{1955}%
\starring{Sunil Dutt, Nalini Jaywant, Sheila Ramani, Johnny Walker}%
\singer{Rafi, S D Batish, Manmohan Krishan, Chorus}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com
% This is Sahir's reply to Pradeep's:
% dekh tere i.nsaan kii haalat kyaa ho ga_ii bhagawaan 

\printtitle
#indian

ra \:	( dekh tere bhagawaan kii haalat kyaa ho ga_ii insaan
	kitanaa badal gayaa bhagawaan
	kitanaa badal gayaa bhagawaan ) \-2 

	bhuukho.n ke ghar me.n pheraa na Daale
	seTho.n kaa ho mehamaan
	kitanaa badal gayaa bhagawaan \-2 

	unhii.n kii puujaa prabhuu ko pyaarii
	jinake ghar lakshmii kii sawaarii
	jinakaa dhandhaa chor bazaarii
	hamako de.n bhuukh aur bekaarii inako de waradaan

	kitanaa badal gayaa bhagawaan \-2 
	dekh tere bhagawaan kii haalat kyaa ho ga_ii insaan
	kitanaa badal gayaa bhagawaan \-2 

suN kar is paapii ko taano \-2
badal na liijo apaNo ThikaaNo
he bhagawaan \-2
mhaaro thaaro prem puraaNo \-2
ham hai.n thaile tum ho khazaano
bharate rahiyo daas kii jholii dete rahiyo daan
tumhaarii jay jay ho bhagawaaN \-2

ra \:	o kitanaa badal gayaa bhagawaan
	kitanaa badal gayaa bhagawaan

dhan waale hai.n ba.De machhandar
sone ke banawaaye mandar
bhagawan rahate inake andar
kharii kharii kahataa hai kalandar
ban baiThaa hai is duniyaa me.n dharam se dhan balawaan
kitanaa badal gayaa bhagawaan

do \:	kitanaa badal gayaa bhagawaan
	dekh tere bhagawaan kii haalat kyaa ho ga_ii insaan
	kitanaa badal gayaa bhagawaan \-2 

ra \:	bhuukho.n ke ghar me.n pheraa na Daale
	seTho.n kaa ho mehamaan
	kitanaa badal gayaa bhagawaan \-2 

jay bhagawaan \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jiyaa kho gayaa ... mai.n kahuu.N to kahuu.N kaise ho}%
\film{Railway Platform}%
\year{1955}%
\starring{Sunil Dutt, Nalini Jaywant, Sheila Ramani, Johnny Walker}%
\singer{Lata}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

( jiyaa kho gayaa ho teraa ho gayaa
mai.n kahuu.N to kahuu.N kaise ho ) \-2
jiyaa kho gayaa

( Gair hai phir bhii tuu mujhako apanaa lage
terii har baat chaahat kaa sapanaa lage ) \-2

( jiyaa kho gayaa ho teraa ho gayaa
mai.n kahuu.N to kahuu.N kaise ho ) \-2
jiyaa kho gayaa

( uThate uThate jhukuu.N, jhukate jhukate uThuu.N
aur Takaraa ga_ii.n do nigaahe.n
phuul se khil gaye dil se dil mil gaye
jaise milatii hai.n ma.nzil se raahe.n ) \-2

( jiyaa kho gayaa ho teraa ho gayaa
mai.n kahuu.N to kahuu.N kaise ho ) \-2
jiyaa kho gayaa

( mujhako apane pe bhii laaj aane lagii
mai.n akele me.n chhup chhup ke gaane lagii ) \-2

( jiyaa kho gayaa ho teraa ho gayaa
mai.n kahuu.N to kahuu.N kaise ho ) \-2
jiyaa kho gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
